Market ke chart pe bahut se patron bante Hain aur humne inko samajhna chahie kyunki Ham jab bhi technical analysis karte Hain to hamen in petron ko dekhkar trading karni padati hai hi aur agar Ham in pettron ko samajh jaate Hain to hamari trading acchi ho sakti hai market mein job side bhi market chalti rahti hai to iske bad market ka breakout hota hai aur isko Ham flag pettron kahate Hain hamen iske bare mein knowledge rakhna chahie yah hamare liye bahut hi faydemand hota hai aur ham achcha munafa Kama sakte hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим