Best time for candlestick chart
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best time for candlestick chart
    Dostoon Forex trading market main bahoot si chizy best hai magar kia app log mujy bata sakty hok o ky Forex trading market main best time for candlestick chart kon sa hai 5m ya 15m ya is sy ziyada?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Candlestick chart main H1 aur H4 achy time frames hain agar hum trading scalping kay through karna chahte hain to is market main kafi successful ho sakte hain agar trend ko detect kar lain aur is tarah se profitable ho sakte hain.
    • #3 Collapse

      asalam o alaikum dear friendz candlestick charts kakoi best time nahi hota balk ye candlestick charts market ki move se banti hai aur market tez hogi to candle long baneingi warn ashort.
      • #4 Collapse

        friend i think candlestick chart time depends upon luck.
        • #5 Collapse

          ager hum trading scalping kay through karna chahty hain to is marekt mein kafi successful ho sakty hain ager trend ko detect kar lain or is tarhan say profitable ho sakty hian bhai iss tarhan say.
          • #6 Collapse

            sir ji har kisi ka apna choice hai 5ka ya 15 ka ya is zyada ka time frame select kary .mager mira best 15 mint ka time frame hai jis main trade karta hoon
            • #7 Collapse

              Dear mai be candlestick chart use kiya hy par jahn tak muje lagta hy forex mai ap jab candlestick chart use krte ho os waqt koi data ya news na ho tu ap acha kam kr skte ho es liye ap ko seekhna chahiye ka ap kese in charts ko use kr k acha enjoy kr skte ho... es liye ap aram se aur sakoon se kam kro ta k ap ko acha faida ho aur ap apni kife ko enjoy b kro...
              • #8 Collapse

                gee bhai forex trading mein hmein candlesticks ke learning krne hote he aur hmein chahe hota he keh ham apne trading mein 5 mint 15 mint ya 30 mint ka chart laga kr es mein apne trading ke signals ko dekh kr apne trading krein phr faida boht ho ga
                • #9 Collapse

                  bhai mai zaida tar short term trading krta hu or mai 1 hour wala chart uze krta hu 15 m ka b kr laita hu or mairy hisab sy daoly trading k leyeh yeh best hai lekin news wagaira ko check kr leya jey ti yeh behtr rehta hai or hum achy sy samaj jaty hain
                  • #10 Collapse

                    yes dear nn es ko lazmi discuess krna chaon ga dear abt yeh ha ka forex market ka ander time frame ke importance bhot e zyada hoti ha and ap time frame apni stretegy ka mutabik e chun ln to kafi best ha ab bat yeh ha ka aksar log bhot chota time frame jaisa ka 5 min ko use krta hn to es mn market ke real direction pta nhn chilti ha es liya bra chart pr kam krn to kafi behtr ha g
                    • #11 Collapse

                      es kay lye sab se pehli bt ye ha kay ap kis time ko passand krty hain mtlab ap short term trading passand krty hain ya long term agr ap short term like krty hain to phr ap ko 15 mint pe kam krna chahye aur analyzing kay lye ap h4 ya h1 ko dekh skty hain kyu kay en times frame ko watch krny se ap ko market ki sahi condition ka b pta chal jata ha to ye best hain..
                      • #12 Collapse

                        Brother aager app forex ko technically analysis kerna chahty hain to us k leay best time frame h1 h4 and daily hain app weekly ko bhe use ker sagty hain but uss main stop loss zeada ho jata hy 1 h say nechy k oper trade kerna dangerous ho ga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          forex trading candalstic chart ki bohat hi ahmiyat hai iss main aap ko chahye ky aap iss ky bagair traing na karain or in patr aboor hasil karna zarori hai iss main mary khyal sy h4 ka trading ky liye bast hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X