Trading mein always see small profit target ko select karna chahie aur hamen always hi take profit ko mention karte hue is baat ka khyal rakhna chahie ki jab bhi ham 1 profit ko select Karen to hamen support ya resistance per hi apne take profit ko select karna chahie then he Ham successful ho sakte hain agar ham apne support and resistance level per profit ko mention karenge to Dan hi hamare take profit hit honge otherwise hamara take profit one pip k difference se bhi hit nahin hota hai aur hamara whole profit loose ho jata hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим