aslamu alaikum: mein tamam senior se pochna chahta hon ke kiya waja hai wo aisi koe baat nahi share kartay jis se hum forex mien loss kartay hain is forum mein yaha boaht se senior member hai par wo kyon apna experinced share nahi kartay,baqi sub awein fazool ki batin, work hard,knowledge,learning ,daily reoutien me yahi sub,thik hai hamein pata chal gay hai ke learning zaroori hai par par ap loag bi to experinced ke bina pe kuch batein,For God Sake ,seneior member sahaban ap to trading kafi time se kar rahay hain to ap kyon instaforex se related batein share kartay?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим