Trade open karnay k saath saath close kwrnay may be jaldhi na karay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade open karnay k saath saath close kwrnay may be jaldhi na karay.
    Aksar friends asay hay jis ka trade loss may hotha hay tho wo kam loss may jaldhi say trade close kar dathay hay our kuch he dhair may oske trade wapas ho jathe hay jis k baadh pachtaawa hotha hay k kio close kia hay hamay chahiay k koi be order open karnay our close karnay dhono may jaldh baazi say bachay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade open karnay k saath saath close kwrnay may be jaldhi na karay.

    main aapki baat ko bahut pasand karta hun Kyunki mere Sath bhi yahi problem hai main Jab Bhi trade open karta hun to ek to usko jaldi open kar leta Hun dusra masala ji hai ki use to clone bhi bahut jaldi kar deta hun jiski vajah Se achcha khasa profit aane Se rah jata hai To yahi baat hai ki Ham ek nahin kar paati aur usko last kar jaate Hain Jab ke Hamen chahie ki ham trade ko lambe ke liye chalne den aur jab trade lambe aur shaklee chalti Hai To vah aapko bahut pad deti Hai dusra ja ke profit Bali trade ke andar saste rahana hi bahut badi baat hoti hai Joker sirf professional trader he sustain kar paate Hain experience ki Bina per aur bar bar ki galtiyan Kar Kar ke.
    • #3 Collapse

      Re: Trade open karnay k saath saath close kwrnay may be jaldhi na karay.

      G bilkul sahi kaha trade open ki hai to start main wo loss main hi chalti hai to aksrr members ye dekh ker preshan ho jaty hainr sochty hain k kam loss main hi trade close ker di jay lakin ye galat hai jab bhi ham trade ipen kermy main close kermy main jald bazi se kam lety hain r bad markete ziyada acha move kerti hai to hamy bad main pachtawa hota hai to is se bachny k liye apny analyse strong kiye jaen r usi hisab se trade ko close r open kiya jay
      • #4 Collapse

        Re: Trade open karnay k saath saath close kwrnay may be jaldhi na karay.

        Assalamu Alaikum friends main aapki baat ko bahut jyada Pasand karta hun Kyunki Mere Sath Bheege problem hai Jab Bhi tried open Karte Hain To Ek to usko jald open kar lete hain aur dusra masala yah Hai Ki usko close bhi bahut jald kar dete Hain Jiski vajah Se Acha Khasa profit Aane Se Rah jata hai aur apne liye nuksan kar Baithe Hain Hamen Ek nahin kar Pata Aur usko let kar Jaate Hain Jab Ke Hamen chahie ki Ham fried kolambi Lekar chahie Agar Ham isko dekhbhal kar kam Karenge To Ham ismein achha Khasa profit Hasil kar Sakenge aur Hamen Achcha Khasa experience aur knowledge bhi Hona bahut hi zaruri Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: Trade open karnay k saath saath close kwrnay may be jaldhi na karay.

          Forex trading men jald bazi nuksan ki jarh hey aur trade lagatay waqt jaldi men ghalt trade lag jati hey aur bara loss ho jata hey iss liay trade close karnay men jaldi nah karen balkay sabr se kam len aur ho sakta hey loss profit men change ho jay ya kam profit ziyada ho jay
          • #6 Collapse

            Re: Trade open karnay k saath saath close kwrnay may be jaldhi na karay.

            G han dear ap ki bat theak hai kay ager ap ka aik trade open hai tu aap ka kam hao kay a0 us mai time lagain ta kay bad mai ap is mai kamyab ho jain tu ap ka kam hai kay aik bar lagaya gaya trade paga rhye aur ap es mai waite kar lain ta kay bad mai ap es mao kamyab ho jain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur achi kamyabi hasil kar lain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Trade open karnay k saath saath close kwrnay may be jaldhi na karay.

              Jald bazi mein hum koi bhi kaam kartay han tu us mein kaamyaab nahin ho saktay hum ko trade open karni ho ya close karni ho jald bazi nahin karni cahaiye trade ko open karne mein market ko dekh kar samjh kar analysis kar k trade open karni cahaiye aur jab close bhi karni ho tu market ko lazmi dekhna cahaiye k loss mein waps hoti hai k nahin hum sabar karna cahaiye sabar se hi achi trading kar saktay han aur profit earn kar saktay han aur jald bazi mein loss hi hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Trade open karnay k saath saath close kwrnay may be jaldhi na karay.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                Aksar friends asay hay jis ka trade loss may hotha hay tho wo kam loss may jaldhi say trade close kar dathay hay our kuch he dhair may oske trade wapas ho jathe hay jis k baadh pachtaawa hotha hay k kio close kia hay hamay chahiay k koi be order open karnay our close karnay dhono may jaldh baazi say bachay.




                Asslam o alaikum dear member ji bilkul Hamen jaldbazi Kabhi Na Karna chahie Chahe vah jald Bazi kam mein hai ya trade main jaaun Tadke close karne mein Kyon Ki jald Bazi ka kaam Shaitan ka hi hota hai agar aap jaldbaazi se kam Karoge To aap Hamesha Se Hi nuksan uthoge Agar aap ka trailer loss mein chal Jaaye to aap usko face Na kar rahe ho to Fir Aapka Dil Chahta Hai Ki Apne trade ko close kar do aur aap jaldbaazi kar dete Hain trade per close karte hi aapka trade aapke fever Mein Aata Hai To fir aap bad Mein pachtate Hain Ki Main trade Kyon cross ki isliye aap chahie aap Sabar se kaam Le aur jald Bazi na Karen
                Visit My Profile
                • #9 Collapse

                  Re: Trade open karnay k saath saath close kwrnay may be jaldhi na karay.

                  Forex trading mein trade karne mein hamen pahle to jaldbaji nahin karni chahie Sabra tahmull se kam Lena acchi trade Ka intezar Karen Agar hamen Koi support resistance ke breakout koi acchi trade mile to trade Karen Jab aapane koi trade ki hai to aap Sabar Karen vate Karen profit aane ka aur jaldbazi na Karen apni emotion ko control Karen Agar vah trade thoda bahut loss mein jaati Hai to aapko emotional nahin hona Agar aapane tradr ki hai to vah profit mein aaegi apne aap per depend Karen aur take profit on Stop loss use Karen chhoti lot size se trade Karen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade open karnay k saath saath close kwrnay may be jaldhi na karay.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                    Aksar friends asay hay jis ka trade loss may hotha hay tho wo kam loss may jaldhi say trade close kar dathay hay our kuch he dhair may oske trade wapas ho jathe hay jis k baadh pachtaawa hotha hay k kio close kia hay hamay chahiay k koi be order open karnay our close karnay dhono may jaldh baazi say bachay.
                    Trade open karnay k saath hum ko profit hasil karne me jaldi nahe karne chaye Dear friend ap ne bil kul thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken. take hum kuch income le saken.,.,.,.,.,.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade open karnay k saath saath close kwrnay may be jaldhi na karay.

                      ham g tk kaha h ap ny hmy tread close karny py b jald bazi ni karni chahiy kuk start my tread loss my jati h hmy thora sabar kar lana chahiy r soch smaj k st kam karna chahiy
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade open karnay k saath saath close kwrnay may be jaldhi na karay.

                        Ji haaan Aaaap Ki Baaat Sahi Hai Hum Jitni Zyaada MeHnat Se Kaaam kaRen Gy Or Jitnaaa Zyaada MaRket ko TimE Den Gy Utnay Hi Jaldi Kaamyaab Bhi Ho Jaaaen Gy To HumEn Chaahiye k meHnat se Kaam KaRen Or Zyaada Se Zyaada MaRket ko TimE Denaaa Chaahiye Taakay aaasani Se Kaamyaabi Bhi HaasiL KaR SakEn Or Losss Se Bhi Khud Ko BaChaaa SakEn....
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade open karnay k saath saath close kwrnay may be jaldhi na karay.

                          Dear Hamen Apna Ek target set karna chahie Apna Ek plan set karna chahie Uske according Hamen apni trade open aur close karne ki koshish Karni chahie Agar Ham trade open karne mein aur close karne mein jaldi Karenge To Hamen is Se Koi fayda Hasil Nahin Ho sakega lekin Agar Ham proper planning ke sath acchi Jagah per trade open Karenge aur apni analysis ke according apni planning ke according Ham acchi Jagah trade close Karenge To Ham bahut accha profit Hasil karne mein Kamyab Ho jaenge

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X