Dosto ap koi bhi kam kar rahy hain jab tak ap usay aik proper timetable bana k nahen karen gay to ap us me acha kam bhi mahi kar saken gay or jo goal ya result apny soch huwa hoga wo bhi kabhi nahi pora kar saken gay. Koi bhi kam karna ho us me aik proper discipline hona chaye.. trading k liye bhi apko timen management k ssath hi chalna cahye nahi to is sey bohat zayada jaldi bor ho jaem gay.. is liye isay apna passion banaen boriyat mahi. Shukria
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим