Corona virus ki wajah se market mein bht ziada volatility hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Corona virus ki wajah se market mein bht ziada volatility hai
    Dear traders jab se yeh virus aya hai market mein volatility bahut ziada aa gae hai har currancy bahut ziada down jaa rahi hai us ki wajah yeh hai k har country ki economy bahut down ho gae. Esi liye har trader ko chahye kay wo es volatility ka faida bhi uthaen aur trading karty waqat care bhi karaen risk management ka bhi khayal rakhaen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Corona virus ki wajah se market mein bht ziada volatility hai

    ji han bilkul Corona virus ki vajah se market mein bahut jyada teji hai aur is vajah se bahut se Logon ki economic disturb ho rahi hai agar main is baat ko Mano ki America ke andar bahut jyada nuksan ho raha hai to aap log thik kahenge aur Jab Bhi America ke andar koi halchal Hoti Hai To is Puri duniya effect hoti hai aur agar aap log chahte Hain ki aap Hamesha save rahe tu apne ghar par rahe saathiya at home aur coronavirus ki vajah se market mein bahut jyada vitality Hai jiski vajah se trade Lena bahut barish ki Hai aur bada Amir Pani Soch samajhkar trade Karen isase aapko las hone se bacha ja sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Corona virus ki wajah se market mein bht ziada volatility hai

      Ji Aunty Ji aapane bilkul sahi kaha hai Virus ki vajah se market bahut jyada down Chali gai hai Hamen chahie ki ismein bahut hi Soch samajhkar kam Karen Kyunki market movement ine Dinon bahut hi jyada kharab hai Hamen chahie ki ismein JP trading karen to bahut hi Soch Samajh Kar kam Karen Taki Hamen ismein loss na hi.
      • #4 Collapse

        Re: Corona virus ki wajah se market mein bht ziada volatility hai

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey jiss tarah corona virus ki waja se poori dunia ki economy disturb ho gai hey aur forex market pe bhi bahut ziyada effect huwa hey aur market bahut ziyada weak ho chuki hey aur bahut se pairs bahut ziyada down move kar gay hen iss liay ab agar soch samaj kar trading karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen aur acha profit kama saktay hen lekin stop loss ko zaroor manage karen
        • #5 Collapse

          Re: Corona virus ki wajah se market mein bht ziada volatility hai

          G dear hello Assalamualaikum ji aapane bilkul sahi Baat kahi hai ki Hamen aajkal sambhal kar trade open Karni chahie Kyunki coronavirus ki vajah se Tamam International aur national market Mein Kafi Udham macha Hua Hai aur Kafi up down ho rahi hai To Hamen is Mushkil Waqt main market ko analyse karte hue Apne kam ko Samajh Kar karna chahie Taki ham log Se Khud ko bacha Saken aur kuchh profit bhi UN kar Saken Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Corona virus ki wajah se market mein bht ziada volatility hai

            Apny theak kaha hy forex mn vires ki vaja sy bahut ziyada halchal meach gai hy qk ham forex mn vires ny bahut ziyada tabhai meachai hy tou sab ko bahut ziyada forex mn trading karty wakt ahtyat karni chiy ham jetna ziyada apna kam soch samjh ky karn gy ham outna ziyada apna faida hasal karn gy.
            • #7 Collapse

              Re: Corona virus ki wajah se market mein bht ziada volatility hai

              G bilkul en dino men market ka koi andaza ni kia ja sakta k market next moment kia karnay wali hy aur especially GOLD men bhot ziada risk hy agar koi trade kay to bhot ehtiat sy kary kyn k ajkal GOLD 5 sy 10 hazar points tak bhi move kar raha hay to aisi condation men loss ka bhot khatra hota hay jab move ka clear na ho es lye safety sy kam kare aur apny account ko safe rakhen.
              • #8 Collapse

                Re: Corona virus ki wajah se market mein bht ziada volatility hai

                market main crona virus say bach k hi hum achy say trade kar skaty hain aur hamain chahye is k bary main learning karni ho gi ta k earn karien gay uar hamain trnd ko use karna ho ga t ak loss km ho sakty hain au hamain demo main practice karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hain market main bi trader banany say pahly is k bary main planing karni ho gi
                • #9 Collapse

                  Re: Corona virus ki wajah se market mein bht ziada volatility hai

                  forex aik acha business hain ham is man live trading karty hain or ham is main amount be invest kar sakty hain yai wasee business hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain or pakistan main be aik legal business hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain yai aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Corona virus ki wajah se market mein bht ziada volatility hai

                    forex 1 acha business hain hum es main live trading karty hain market main boht nuqsan ho rha hain jes ke vja hay aany wale musebt corouna vairoues jes ke vja say market boht down ho gae hain forex main humain es main boht mahnat say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain our hum es main experience kay bgir kamjab nahin ho skty
                    • #11 Collapse

                      Re: Corona virus ki wajah se market mein bht ziada volatility hai

                      forex kabe be band nahe ho sakta hum is ko apna life career be bana sakty hain yai asa business hai jo hamy knowledge be dyta hain or yai hamy experience be dyta hai hamy is mai meyare kam karna chahey pher he hum thanks hasil kar sakty hain thanks ka hamy extra bonus milta hai hamy be meyare posts par thanks dany chahey yai in ka haq hota hain hamy kese ky haq ko marna nahe chahey
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Corona virus ki wajah se market mein bht ziada volatility hai

                        Han aaj kal market ki jo bhi Surat hal hai ya Virus ki vajah se hi hi Kyon Ke Is Se Sab Hi Mulko ki Kafi economy kafi zyada kharab hui hai aur isi wajah say hi remember ko Kuch samajh Nahin a Rahi ke kaun si trade open ki Jay Ho aur kaun se Pair pay trading ki Jay Kyon Ke movement ka kisi ko bhi Kuch pata nahin chal raha hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X