Himat nahi harni chahye
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Forex trading mein agr ap ko musalsal loss ho raha hy aur profit nhi ho raha hy tu ap ko forex trading mein himat nhi harni nhi cahaiye aur forex trading mein mehnat aur hardwork karna cahaiye aur forex trading mein experience aur knowledge hasil karna cahaiye tab ap bhi profit earn kar sakty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Assalam u alaikum ji haan sahi kaha hai aap ny k bohut sy smjhty hain k forex bohut hi easy hai or hum iss k zarye bohut sara paisa earn karsakty hain jab k aisa nahi hai iss main kafi mehnat hai or himmat nahi haarna chahye or galtioyn sy sikhna chahye .
      • #138 Collapse

        g bhai jan hmy chahiye k hum himat bilkul b harni chahiye .or hmesha keep going chalana chahiye hy .chahay jo b ho jaye ku k y ek achay tradder ki nishaani hy
        • #139 Collapse

          forex_trading ek aisa kaam ha jaha success hasil krty krty ek trader ko bohat saal b lg skty hn agr trader apny experience ko reakhty huwy apni mistakes ko recover krny ki try krta ha to wo forex mein successful ho ske ga or is k liye waqy mein hi himmat b chahiye.
          • #140 Collapse

            insan tab tk nhi haarta jab tk wo khud haar na maan ly iss liye hmesha koshish krty rehna chahiye kbhi na kbhi insan successfull ho hee jata hai orr Allah kisi ki mehnat waste nhi krta usko uski mehnat ka reward zuroor milta hai agr usny mehnat ki ho to
            • #141 Collapse

              forex ma risk free trading karna possible ha magar is ka liya ap ka paas is ka baray ma knowlaedge or experience hona chahiya ,ap market par apni puri nazar rakhaan or jahaan par apko ya asani hao ka apyahan sa kama saktay hain ap us pa deal karlain ,is ma ap kao loos kam sa kam ho ga
              • #142 Collapse

                dear bat ye ha kay zyada tr new traders hain es bussinss ma aur unhy kisi chez ka b pta nhe ha aur wo end per loss kr bethty hain ji ki wja se unhy kafi zyada loss ho jata ha aur phr un ma se kuch trader broker ko bura bhala kehty hain aur kuch wese he himat har jaty hain..to dear mere khyal se to humy es bussiness kay lye boht zyada effort ki zrort ha.
                • #143 Collapse

                  Yes ap belkul theek khe rahy han k apko kabhe bhe himmat nahe harni chaye agar humen ziada loss hota hai to humen ek umeed pe kaim rehna chaye k agar is bar humen loss hua hai to next time profit hoga
                  • #144 Collapse

                    Kisi bhi maqsad main kamyab honey key leye continuous efforts ki zaroorat hoti hy. Jo log himmat har jatey hain woh nuqsan uthatey hain. Kamyab wohi log hotey hain jo himmat sey kam letay hain aur efforts krtey rehtay hain aur agey barhtey rehtay hain. Agey barhney key leye koshish sey barh kar koi cheez nahi hy.
                    • #145 Collapse

                      jo himat forex me har deta hay wo to kabi b kamyab ho hi nahi sakta hay, trading me kabi b himat nahi karna chaye ye to bahot hi eham cheez hay
                      • #146 Collapse

                        ji bhai jub koi bhi kam kurna hota hy tu es ky lye planing ki buhat ahameet hy, oor es ky lye os kam ka knowledge ka hona bahi zaroori hy, esi tarah sy forex trading sy pehlay knowledge hasal kureen, oor phir behter planing kur ky trading kureen gy tu zaroor kamyab ho jaeen gy.
                        • #147 Collapse

                          all the forex traders must always show positive and good attitude and behavior, they must not lose hope before the right time means if their trades are in loss then consider that you will suffer from loss obviously which is a negative mind set
                          • #148 Collapse

                            g han app ne sahi kaha ha hmen is business me himat nahi harni chahe kyun k agr hm is business me himat har jaty hain tu hm is business me kafi loss kar skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me mehnat se kam krna chahe hmeshah
                            • #149 Collapse

                              Re: Himat nahi harni chahye

                              g han ap ny blkl thk kha ha k himat nhi harny chahy q k jis kay hoslay bland hoty hn wo zaror kamyab hoty h is liy hmn himat nhi harny chayhmn mhnat karny chahy ta k hmary earnng achy ho saky.ham agar himat say kam karn gay to hm zaror kamyab ho jain gay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Re: Himat nahi harni chahye

                                g haan dear sahi baat ki hai himmat nh harni chahye aur hamen mehnat k sath kaam karna chahye aur mushklon ko bardasht karna chahye aur forex ko zayada time dena chahye aur apne knowledge aur experience ko zayada acha karenaur loss ki sorat me hamen preshan nh hona chahye aur hamen himmat k sath face karna chahye aur loss ki reason ko find kar k osko theek karna chahye aur is trah hum apni skills ko strong kar sakty ahin aur kamayb trader bun sakty hain aur himmat say kaam akrna aik kamyab trader ki alamat hai aur hamen is khobi ko follow karna chahye tabhi hum forex say kamayb hon ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X