gold trade best hai ya currency???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold trade best hai ya currency???
    a.o.a
    dear members aj kal gold ki trade lagana behtar hai ya currency trade behtar hai???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: gold trade best hai ya currency???

    dear friends g han ap ny thk kaha hy hamrye liye duno hi best hy, agr hamrye pass experince hy tu gold ur currency hamrye liye best hy, wesy hamrye liye currency best hy , ap apny mulk ki currecny ko bacha skty hy, gold bhe ik achi trade hy, is ka khatra bhe hota hy...
    • #3 Collapse

      Re: gold trade best hai ya currency???

      Dwar forex trading m trading krty waqt ap kisi bhi pair p trading kr skty aur hr woh pair jis p kam.krty hovy ap ka analysis mukamul ho to humy chahiya k hum sirf as waqt trading ka sovhy jb humara experience bht hi strong ho aur humari learning bhi but hi achi ho to phr hum chahy cutmrency p trade kry gy ya gold p humy acha profit mily ga
      • #4 Collapse

        Re: gold trade best hai ya currency???

        Kam balance k sath to currency per hi trade kerna best hai lakin jo meri personal suggestion gai wo yehinhai k gold per trade ki jay jab ager ap k pas kam balance hai to ap pehly apna capital strong karen phir strong capital hony per ap gold.per trade lazmi karen gold per trade ker k ap currency per trade ko bhol jaen gy kiun k gold per hamy result boht jaldi mil hata hai r is k liye ziyada time wait bhi nahi kerna parta lakin is main risk bhi itna hi ziyada hai to soch samjh ker trade karen
        • #5 Collapse

          Re: gold trade best hai ya currency???

          اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
          a.o.a
          dear members aj kal gold ki trade lagana behtar hai ya currency trade behtar hai???
          jahan tak mera khyal hai to currency trading hamare liye best hai hamen Gold per trading nahin karni chahie waqt ke sath sath bahut jyada khatarnak hoti ja rahi hai hamen nahin karni chahie balke hamen currency per trade karni chahie hamare liye bahut acchi hai aur gold ki trade hamare liye bahut khatarnak hai currency trading hamare liye Behtar ho sakti hai
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: gold trade best hai ya currency???

            Bahut acha wsal kiya hy all trader ko chaye k wo gold per trade na karen khas tar p new member ko en ko etni gold k bare mein imformation nahi hyenhen gold per trade bilkul nhi kerni chaye kuon k ager gold per trade karen ge hamen bahut sara loss hoss hoga es lie currecy pairs best hain en per tading ker k achi earning kerni hogi.
            • #7 Collapse

              Re: gold trade best hai ya currency???

              giold na hi curency best hy na hi pairs ye ik metal hy or isdko curency mein count nahee kiya ja sakta to is liuy hamin chaiy vkeh hum gold gold or gold ko anylasis kerny k liuy vforex mein khuch zereda time spend krein
              • #8 Collapse

                Re: gold trade best hai ya currency???

                dear brother market Mein Dekha Hoon bahut Sare Hain Jin per aap kam kar sakte hain yah aapki strategy ke upar depend karta hai ki aap gold Cobra kam karna chahte hain kya Kisi currency pair ko kam karne Jaate Hain agar aap is market mein kisi De pere paper pattern dekhte hain jo aapki trading strategy ke hisab se se hi ho to aap spare part rate kar sakte hain aur Achcha banaa banaa sakte hain aap is market Mein Kitna Achcha kam karte hain aapko itna hi jyada fayda Hota Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: gold trade best hai ya currency???

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem112 پيغام ديکھيے
                  dear friends g han ap ny thk kaha hy hamrye liye duno hi best hy, agr hamrye pass experince hy tu gold ur currency hamrye liye best hy, wesy hamrye liye currency best hy , ap apny mulk ki currecny ko bacha skty hy, gold bhe ik achi trade hy, is ka khatra bhe hota hy...
                  g bht shukriya.....ham ko trade krny ka in bato se bht acha experince mily ga
                  g hamy dono gold or currncy dono p trade krna chahiay.
                  • #10 Collapse

                    Re: gold trade best hai ya currency???

                    aap gold per bhi bahut acchi tarah se trading kar sakte hain currencies mein bhi bahut acchi tarah se trading kar sakte hain SO aap per hi depend hota hai ki aap kis per acchi tarah se trading kar sakte hain isliye aapko acchi tarah se learning karte rahana chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: gold trade best hai ya currency???

                      Pak forex tradinn Gold very risky Hy Pak forex trading Mn Gold Say Door rahi aajkal pak Forex trading Mn Gold Market ki stable na hony ki Waja Say gold theek Nhi hu Currentcy or Hi Trading karein tu Hi WELL success acha Sa bonus acha profit ki Surat mein achcha knowledge say Mile ga
                      • #12 Collapse

                        Re: gold trade best hai ya currency???

                        dosto forex trading ma jo new member hy un k best trading currency pr he kiun k un ko etna knowledge or epxerience ni hota hy trading ka or senior trader ko he gold py trading krni chy kiun k gold ki market bht he fast hy or es ma senior trader he kamyab ho skty hy or un ko trading krni chy en ma
                        • #13 Collapse

                          Re: gold trade best hai ya currency???

                          Dear currency ki trade bhi bahut hi achi hay aur gold ki bhi magar yeah to trdaer pe depend karta hay k un ki kia wish hay aur ksi interest hay wo kis main trade karna pasand karty hain.Lakin jo currency ki trade hay wo thora asaan hay aur new members k liy bahut hi attractive hay aur gold ki trading hay us main profit ratio bhi ziada hay aur risk ka level bhi ziada hay.......
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: gold trade best hai ya currency???

                            bhai jaan forex trading market ke sabi pair chart bohat hi achey hain lekin jo cruncey pair hain un mein riks kam hota hai or unka spread bhi kam hota hai or jo gold ka pair hai us mein risk ziada hota hai or iska spread bhi cruncey pairs ke moqable mein ziada hota hai or gold par trade karne keley experienc or knowlage bhi ziada hona chahey or account mein belance bhi ziada hona chahey

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X