Lalach mein andhay ho ker kaam na kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lalach mein andhay ho ker kaam na kerain

    dear esy tanziaaa sawl nahee kiya kerty to hamin chaiy keh hum greedy k baary mein sawl krein lekin esy nahee jin sey doosron k mind mein koi negtive aser pry ya phir hamin jo bhi sawl krein respected rahin or respectye mein rehty hwu ik doosry ko gyide krein ghlaty raiy na dein ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lalach mein andhay ho ker kaam na kerain

      ye ak forum hai k hamy ghar bethay huy ak platform mil jta hai .
      hamy bht kuch seekhny ka moka milta hai ...ham ak usefull si masroofiyat mil jti h.
      hamy chahiay k ham achy se hardwork kry ak job ki traha ly kr chaly k ham mehnat se e ahesta ahesta kamyab hu gy.
      ye nai k ham laluch kry nahi sabr k sath kam kry.
      • #18 Collapse

        Re: Lalach mein andhay ho ker kaam na kerain

        ji han bilkul theek kaha hai brother aapane Hamen Forex trading ki market Mein zyada earning ki lalach mein andhey Ho Kar Kam nahin Karna chahie Hamen daily basis per apna profit ka target set karke kam karna chahie aur jab apna Ham profit ka target complete kar len To Hamen next koi bhi trade open nahin karni chahie aur daily basis per kam profit per kam chalana chahie ISI tarah Ham acchi kamyabi Hasil kar payenge Agar Ham zyada profit ki lalach Karenge to Hamen nuksan hoga
        • #19 Collapse

          Re: Lalach mein andhay ho ker kaam na kerain

          laalch buri bala hai jis se loss hona yakkini hota hai or aghr koi lalach se apna kam karta hai wo kbhi bhi kamyab nahi hota hai laalch akrny se hum khud he apny loss ki wjah ban skty hain es liye aghr hum chahty hain k hmain loss na ho tu hmain apni trading main kamyab hona hai tu hmain apni tarding main lalch ko khtm karna hoga jis se hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
          • #20 Collapse

            Re: Lalach mein andhay ho ker kaam na kerain

            Je Han brother hum ko treading main laluch say bachna Chahiay or agar hum ko kisi tread par acha profit mil Raha ho to hum ko us ko close Kar dyna chahiay or laluch nhi karna chahiay q k agar ap laluch karain gey to apko profit ki bajaiy loss ho jayga jis say ap ka account bhe wash ho sakta ha is laiy hum ko jaldbazi nhi karni chahiay or laluch nhi karna chahiay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Lalach mein andhay ho ker kaam na kerain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
              Humain forex mein lalach bilkul bhi nahin kerni chahyea lalach insaan ko andha bana deti hai agar humara aik dafa profit ho tou humain doosri dafa bari lot laga kay lalach na kerain market kay opposite janay sae humara account bhi washa ho sakta hai
              ap nay sahi kaha lalach hamain andha kar deti hay, lalchi insan kabi kamyab nai ho sakta, agr hamin 1 bar profit mil jay to lalch aur hawas main aa kar hamain dobara bari lot size k sath trade open nai karni chahiay kyun k market movement k yakdam change honay say bara loss bhi ho skata hay, aur yeh bhi possible hay k hamara account hi wash ho jay. es liay lalach say hamain parhaiz kartay hoay forex main trading karain ta k profit milay loss na ho.
              If you work hard no body can stop you from success

              اب آن لائن

              Working...
              X