forex websit slow hony ki waja internet problem hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex websit slow hony ki waja internet problem hain
    aj kal intenet bohat slow hain jis k waja sy forex main kam karna bohawt muskil ho rawha hain forex aik online business hain ham is main live trading karty hain or ham is main amount be invest kar sakty hain yai aik aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain ham isy apna life time professioanl be bana be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain yai aik real business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex websit slow hony ki waja internet problem hain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: omair پيغام ديکھيے
    aj kal intenet bohat slow hain jis k waja sy forex main kam karna bohawt muskil ho rawha hain forex aik online business hain ham is main live trading karty hain or ham is main amount be invest kar sakty hain yai aik aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain ham isy apna life time professioanl be bana be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain yai aik real business hain
    Ji bilkul internet problem ki vajah se forex ki website aahista chal rahi hai Varna aur koi masla nahin hai Jin logon ka internet connection theek a raha hai tune logon ko koi masla nahin ho raha aur Jin logon ka connection theek nahin a Raha hai un logon ko yah masala pesh aa raha hai hamen chahie ke Ham apna connection theek kar wale tab hamen yah masala nahin hoga
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: forex websit slow hony ki waja internet problem hain

      Main aapki baat bilkul karta hun K Nagar Market slow mo kar rahi hai to uska network kamjor hai ye bhi thik hai ok distortion Paida kar raha hai isliye aapko Hamesha Ek acche networks Amal Karen Jiske signal bhi acchi Aate Hain aur uski speed bhi bahut acchi Ho Taki aapko is form Mein kam karne mein Koi Mushkil Aur pareshani Ka Samna Na Karna Pade Achcha network hoga to aapko is form ke andar Koi kam karne mein koi bhi masla aur pareshani Nahin Hogi.
      • #4 Collapse

        Re: forex websit slow hony ki waja internet problem hain

        yes dear Forex ki slow hone ki vajah internet ka problem bhi hai aur bhi ek vajah hai kyunki Forex ko bahut se logon mein join kar liya hai aur iske server per har waqt load rahata hai jiski vajah se uska service lo ho gaya hai aur iske server ke slow hone ki vajah se har kisi ko problem a rahi hai aur kisi jagah to internet ki service ki vajah se bhi a problem ho rahi hai aur aksar to internet ki problem hi hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: forex websit slow hony ki waja internet problem hain

          forex ke sloe hony ke vja internet problm haines ke vja say sub trader bont prishn hain forex main hum es main kam ko kar kay hum es mai boht sa pisa kma skty hain our hum es main kamjab hony kay ley humain s main xepert hona boht zrure hain to he hum es main sucess hi skty hain forex main hum es main den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain
           
          • #6 Collapse

            Re: forex websit slow hony ki waja internet problem hain

            Dear ais akabi kabi ho jata hy koi masla nahi hy per agr hm log ismain sahi kam kerty hy tu main kehat hun ky hm logo ko bahut hia cha bonus hasil ho skata hy per agr hm log sahi kam nahi kerty hy tu amin kehat hun ky bayhut hi mushkil ho ag ky hm log ismain sahi kam na kerny ki waaj sy asani ky sath tabhi kamayb ho skaty hy jab hm log yaha ky rules ko follow kerty hy tu hi kamybi ky sath shai kisam ki trade lagaty hy tu hi kamayb hos katy hy.
            • #7 Collapse

              Re: forex websit slow hony ki waja internet problem hain

              G han forex ki speed slow hony ki waja network problem hy . Ye is tra k kisi gaja net k signal thek aaatay han our kisi gaja nai aaty .is ki sub sy bari waja ziada logon ka istemal hy .jis ki waja sy is par lood ziada parta hy hy our is ki speed sloww rehti hy .
              • #8 Collapse

                Re: forex websit slow hony ki waja internet problem hain

                koi issue nahi hai ap ka net bhi slow hai to tension na laina gar ham mehnat se kaam kar sakt hein learn kar sakte hain to is ke liye hmain mehnat karni hai aur agar ham mehnat kar skte hain to hmain demo pe pehle kaam karna hai agar ham ne demo pe kaam karna hai to hi ham yahan pe kaam kar sakte hain aur is mein hi ham yaahn pe kaam kar ke earn kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: forex websit slow hony ki waja internet problem hain

                  forex 1 on line business hain humain es main kam ko karny kay ley es main boht mahnatr say humaines main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain forex ka kam aj boht slow hoo rha hain jes ke vja internet boht slow hain forex main sub logon ko prablm hain forex main hum es main live trading karty hain our hum es main boht mahnat say humain es main karna ho
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: forex websit slow hony ki waja internet problem hain

                    Dear friend website bahut hi kam slow hoti hai internet connection ki hi problem ho sakti hai lekin lost days mein bahut members working start kar dete hai is vajah se bhi thoda slow Ho Jaati Hai Lekin Itni Jyada To Nahin Hoti Jab Jyada slow ho to vah internet connection ki hi problem ho sakti hai internet speed best honi chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: forex websit slow hony ki waja internet problem hain

                      internet problem to chalti rahti aap yah problem bhi to face karni hoti hi hai isliye Ham sab ko kabhi har nahin manani chahie balki confidence ke sath hai acchi tarah se working karte rahana chahie aur acchi tarah se hardworking karte hi rahana chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: forex websit slow hony ki waja internet problem hain

                        g asa hi hain intenet ki waja sy kam slow ho raha hain hamy best expereince or knowedge hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain or pakistan main be aik legal business ban cuka hain yai kabe be kathem na hony wala aik real or acha business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex websit slow hony ki waja internet problem hain

                          g han aj kal jo molk ki sort e hal k hisab se agr dekha jay tu hmain boht se masail der pesh hain jin main internet conection ka bhi masla hai jis main signals ka bhi bara asla hota hai es liye aghr hum apna kam krna chahty hain tu net ki wjah se pareshani hoti hai or os se humara kam bhi sahi se nahi ho skta hai es liye hmain aghr kamyab hona hai tu hmain apny kam ko bahtr kar k karna hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: forex websit slow hony ki waja internet problem hain

                            Pak forex trading Mn ajkal Corona Viruses ki Waja Say pak Forex trading lagakar Very damge hogay Pakistan Forex hamen chahie abhi acchi trading na Karen Tu Hi Ham bad mein jab market Ki halat acchi Ho jaaye to trading karein tu Hi Success asaani Say Hi hasil hogi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex websit slow hony ki waja internet problem hain

                              Assalamu Alikum

                              G forex per bhot sary members ak time main online ho kar kaam kar rahy hoty hein jis ki waja say forex website slow kabi kabaar ho jati hein, but humein tension nahi lani cheaye humein cheaye kay hum forex per zayda time raat ko spend karein aur apna kaam mokamil kar laya krien.

                              Thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X