Forex chunk aik risky business ha jis ma hamain soch samjh kar k trading karni padti ha, lakain trading ma phr bhi mistakes ho jati hain, ziadah tar traders in 3 mistakes ki wajah se loss kartay hain jaisay
1) big lot size ko use karna
2) stop loss ko istemal na karna
3) trend ko follow na karna, balke trend k against entry lena
agar in mistakes pe qaboo pa lia jaye to ham loss se bach saktay hain, aur apnay risk ko manage kar saktay hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим