monday ko market men gap q ata he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    monday ko market men gap q ata he
    Dear friend gab market gap main opon hoty hy to as main gald bazi say trade opon nahi karni chahye qu k as k bary main kabty hain k market apna woh gap pora karty hy dear ap ko as main gald bazi nahi karni chahye qu k market as gap say bhi kahen ziada opar ga sakty hy ges say ap ko ziada loss ho sakta hy market apna woh gap pora zaror kary gi leken as say up bhi ga sakty hyMarket Mein gap is Waqt Aata Hai Jab Koi Hai impact news Aane wali ho Agar Is Tarah Kuchh ho raha ho to aap koshish Karenge use Waqt trade open karne se avoid kar len Kyunki market Kafi gav ke sath Upar ya niche Ja sakti hai Jab news a Jaaye Uske bad aapane apni trade open karni hai news ko Dekhte Hue tab aapko Chhapra fit hoga Kabhi Aisa Hota Hai Ki market Kafi gap ke sath Khuli hoti hai aur aap ka SL hit ho jata hai aur usse Upar bhi nuksan hota hai Jitna Gayab lagta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: monday ko market men gap q ata he

    Je dear market stable ni hai, virus ki waja sy market complexity ka shikar hai, asy ma fridays ko market bhot uncertain move kar jati hai, phr monday ko wo apny ap ko tora correct karti hai, es ka hal ye hai k hamy friday ko trade close kar dena chahe market close hony sy pehle he,
    • #3 Collapse

      Re: monday ko market men gap q ata he

      dear g han ap nay achi bat kahe hay meray khyal main market k thora sa change hona bhi market k favour main hota rahta hay yeah pher kabhi kabhi ham k favour main a jata hay so ham ko chye k ham is main ityat k sat last tak kam ko karnay ki try kia karein aor is k bad main ham ko chye k ham agay k baray main khyal karein q k market kabhi bhi ham k against a sakti hay .
      • #4 Collapse

        Re: monday ko market men gap q ata he

        dear forex members jaisa kah hum sb janty hian keh ajkal corona virus nay kafi ziada odham macha rakhi hay to dosto iska asar us mulk ki economy par bhi parta hay kun keh is virus ki wja sy hamen ehtiyat kay taur par ghron main hi rehna parta hay aor hm is doran kam nahi karty js ki wja sy hamari currency ki rail pail aor amdo rafft main kami hoti hay to hamari economy kmzor ho jati hay aor kun keh do din market close hoti hay to phir jb open hoti hay to woh is kmi ko gap ki shakkal main dikhati hay to dosto forex main aj kal haallat nay kafi gehra asar chora hoa hay
        • #5 Collapse

          Re: monday ko market men gap q ata he

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men monday ko market open hoti hey iss liay 2 din gap rahta hey iss liay market gap k sath open hoti hey iss liay trade open karnay men jaldi nah karen balkay wait karen aur jab market profit denay ki position men ho uss waqt trade open karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: monday ko market men gap q ata he

            Monday ko market m gap is liye ata hy q k new day m traders new envestment krty hen.. Market ik new point sy start hoti hy.. Uski movement last week wali jagah sy start nhe ho skti.. Due to new envestment.. Is liye gap a jata hy..
            • #7 Collapse

              Re: monday ko market men gap q ata he

              Dear monday ko market mein gap iss lye ata hai kyun kay dou din market close rehti hai tou iss dauraan market ki price change ho chuki hoti hai jis ki wajah sae market gap kay sath open hoti hai aur aisa aap ko market kay open honay kay baad dekh ker hi trade laganay ka sochna chahyea aisa na ho kay loss ho jaye iss lye weekend per trade close ker deni chahyea
              • #8 Collapse

                Re: monday ko market men gap q ata he

                Monday ko market open Hoti Hai ismein Koi app Nahin Aata Saturday aur Sunday Market closed hoti hai aur Monday ko market open Ho Jaati Hai aapko ye kya aap mehnat se is homework Karen Jaise Aap Ko fayda Hoga
                • #9 Collapse

                  Re: monday ko market men gap q ata he

                  market monday ko 2 din ky bad open hoti hain hamy is ki movement ko ahcy sy samaj kar is ky up or down ko dekh kar is main sahi waqt ka wait kawr ky is main trade lagani chahey phaer hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hail kar ky makret main run kawr sakty hain yai asik asa business hain jis main haraara koi boss nahi hota ham is main apny boss ap hi hoty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: monday ko market men gap q ata he

                    Zaroori Nahi Hai K HaR moNday Ko Gap Aaaaye BhoT Kam Dafaaaa Hi Gap AaataHai Har Baaar Nahi aaata Ab Is Wajaaa Se aaaa Rahaaa k CoRoNaaa ViRus ki Wajaaaa Se MaRket Main Kaaaafi Zyaada DiSturbance chal RAhi Hai jis ki Wajaaaa Se himEn Kaaafi Loss kaaaa Saamna KaRnaa PaR sakTaaa Hai isLiYe HumEn Friday Ko HaR Haal Main Achaaa moqaaa deKh KaR Trade close KaR DeNi Chahiye....
                    • #11 Collapse

                      Re: monday ko market men gap q ata he

                      Dear friend mostly Dekha gaya hai ki market job open Hoti Hai gap Se Hoti Hai Aur fundamental base per market ki situation Jo bata rahi hoti hai usse Shop se market mein bahut hi gap sakta hai ab market per virus ka Jaise effect chal raha hai market situation mostly chance yahi hai ki bahut jyada gap se open Legi
                      • #12 Collapse

                        Re: monday ko market men gap q ata he

                        G han dear market monday ko bhot fast hoti hy jis ke waja se gap ana shoro ho jete han es liye soch sumj ke kam kerna cheye jita zeyda time learning keryn ge utna achi earning bhe zror hoti hy es liye jiase market open ho us ke trend ko dekhin then hi ap ache se trade laga kar acha profits hasil ker payn ge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: monday ko market men gap q ata he

                          Monday ko market ma gap anay ki wajohat:
                          a) market 2 din off rehti ha is lye in 2 dino ma World ma boaht saray event hotay hain jo market pe effect kartay hain is lye market ma gap atay hain, jaisay gold aur crude oil
                          2) Market ma gap economy crises ki wajah se ata ha, ya koi disaster ho jata ha,
                          3) uncertain situation ki wajh se bhi market effect hoti ha
                          4) News bhi boaht effect karti hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X