market ki saturday aor sunday ko close kun hoti hay iski kia waja hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ki saturday aor sunday ko close kun hoti hay iski kia waja hay
    dear forex forum memebers mjey forex main aey hoey abhi kuch hi din hoey hain main forex kay mutaliq ziada nahi janta hon to mjhy bataen keh forex main forex ki jo market hay woh hafty ky panch din to open hoti hay lakin do din satureday aor sunday ko close kun rehti hay kia is din trading nahi hoti ya iski kia waja hay meri rahnumai karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ki saturday aor sunday ko close kun hoti hay iski kia waja hay

    Dear member international rule Hai Ke Saturday aur Sunday holiday hota hai jitni bhi World ki big international market se aur uske sath Jaisa ki aap dekhte hain ki Pakistan mein bhi Saturday Sunday stock band hota hai aur normal Puri country ki chhutti hoti hai so same and hold the word Saturday aur Sunday ko holiday banaya jata Hai Log rest karte hain to mum Textiles to mum company is closed hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: market ki saturday aor sunday ko close kun hoti hay iski kia waja hay

      bhai common si baat Hai jab Bank band honge to market kahan se laegi rate Jo 4 market Hain Sydney market Tokyo market London market aur 9000 Kumar ki jab hi band Hoti Hai To kahan se lenge Ham rate in ki chhutti Hoti Hai Saturday aur Sunday ko is vajah se forex market closed Hoti Hai Kyunki forex market depend kar rahi Hoti Hai in 4 market unki upar jab yah Tamam close Hoti Hai To majburi ke taur per Forex ko kahin Se input milati Nahin Hai hamara broker majbur hota hai ki vah 2 din rest Karen aur yah bahut hi acchi baat hai ki pure hafte ki manate jo Banda karta Hai do din usko ras karne ke liye mil jaate Hain
      • #4 Collapse

        Re: market ki saturday aor sunday ko close kun hoti hay iski kia waja hay

        market ak week main 5 din kam karty hain aur hamai is forum main kam karny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay uar hamain chahye is k bary main pahly planing karni ho gi tab hi hum trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain knowldge hasil ka rk hi hum achi trade karny k kabi hon gay aur hamain expeirence ho ga tab hi hum trade karny k kabil hon gay
        • #5 Collapse

          Re: market ki saturday aor sunday ko close kun hoti hay iski kia waja hay

          Dear brother jasey baqi businesses main holiday hotey Hain isi tarha market main bhe holiday hota ha or market Saturday or Sunday ko close hoti ha is laiy hum is two days main treading nhi Kar saktey Hain or na hi earning Kar saktey Hain lakin hum is days main forum par apni posting Kar sakte hain is laiy hum ko in two days main forum par mehnat Kar k apney Kam ko complete karna chahiay
          • #6 Collapse

            Re: market ki saturday aor sunday ko close kun hoti hay iski kia waja hay

            saturday sunday ko overall world mein q k weekend ki chuti hoti hai r tmam offices almost close hoty hein stock exchange market bhi close hoti hai to is vjja se pak forex forum mein bhi market close hoti hai,..
            • #7 Collapse

              Re: market ki saturday aor sunday ko close kun hoti hay iski kia waja hay

              bahi kiun ka sunday choti hoti hai bahi is lia bhai market bi close hoti hai ya assol hai ka ake din lazmi choti hoti hia ya goverment ka under hai tu govenment na 2 din choti di hai is lia huma is mai 2 din market close milti hai bahi is lia perashan na hon choti honi chaya ta ka gahr waloon ko bi time dia ja saka
              • #8 Collapse

                Re: market ki saturday aor sunday ko close kun hoti hay iski kia waja hay

                Dear ap ko ye pata hai k ye market pora week chalti hai agar ais market mai ye break na ho to ais mai traders bor ho jaty hai ais liay 2 din hoty hai ap ais market mai se rest kar ley aor apny mind ko fresh kar ley agar ap ais market mai acha profit banaty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai aor ap kamyab ho jaty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: market ki saturday aor sunday ko close kun hoti hay iski kia waja hay

                  my dear friends aapko har ek baat ki vajah nahin puchni chahie thoda sa apna bhi dimag laga lena chahie so my dear friends Saturday aur Sunday ko vaise bhi chhutti hoti hai aur ISI vajah se market bhi off Ho jaati hai
                  • #10 Collapse

                    Re: market ki saturday aor sunday ko close kun hoti hay iski kia waja hay

                    Market ka Saturday aur Sunday ko band hona isliye hai Kuchh Mulik mein chhutti hoti hai aur kuchh mainitwar mein aur Hafte donon Mein chhutti hoti hai isliye market ko Hafte aur Dwar Bhawani ke Saturday aur Sunday ko band Rakha jata hai Kyunki Dinon Mein membran ki tadad kam hoti hai trade kara show kam Hota Hai isliye chhutti Hoti Hai market band hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: market ki saturday aor sunday ko close kun hoti hay iski kia waja hay

                      He bhi in 2 dineo min Puri dunia ke market bnd hti ha ye din treaders rest krny ky din ha in do din min all world market is close hti ha koi tread nhi KR skta tu dears forex members Pak forex b ak online ur international farum ha is ke mrket b BD hti ha is ky elwa 5din hty ha hmry pass tread ky lye hmin en dineo ka fida uthna chye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: market ki saturday aor sunday ko close kun hoti hay iski kia waja hay

                        Dear sir ya to poori dunya ki waja say hay quen kay Master computer say forex in out system hay jahan say sab ko data aaraha hota hay or quen kay wo close hota hay or poori dunya kay stock market bi close hotay hane to iss waja say ya bi close hi rahti hay agar aap kay paas iss ka data direct ho to phir iss ka masla nahi nahi ho sakta jab kay aysa nahi hay agar master computer on bi rahay to bi stock market close ho to bi ya kaam nahi ho sakta hay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X