Ghabrahat insan ko loss karati hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ghabrahat insan ko loss karati hai.
    Forex trading mein agar humne kamyabi hasil karni hai to hamen apni feeling strong karni padegi Apne andar se dar khatm karna padega loss ka tabhi Ham Forex trading Se achcha earn kar sakenge jo bhi trade Karen Apne andar bardasht Karen aur Sabar Karen aur apne trade ka vate Karen aur trade karte hue stop loss lagaen to behtar hai nafa nuksan har karobar ka issa insan ko last se ghabrana nahin chahie Apne kam per focus Karen mainet karen to kamyabi milati hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ghabrahat insan ko loss karati hai.

    Yes dear always confidence say trading main work karna chahiye, jab bhi confusion main trade lagai jaye to wo sirf loss ki taraf he lay kay jati hay, relax and fresh mind say relax trade choose ho sakti hay, or acha profit earn possible ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Ghabrahat insan ko loss karati hai.

      G ha dear ap ki bat thk hy agr koi bi insan anylise krta hy jis ki waja sy ua ko chay hum apna confodnce acha banay aur us ko follw kry jis trha hum apny ap ko bhot kuch kar pay gy yai bat thk kar pay gy ku kh ya kam hmry ly bhot acha hota hy
      • #4 Collapse

        Re: Ghabrahat insan ko loss karati hai.

        g han dear ghabrahat se kam karenge to Ham kabhi bhi allah Hafiz nahin kar payengebarkheda hasil karna hai to full confidence ke sath trading karni hogi agar confidence nahin hoga to Ham bharkar trading karenge agar Ham darkar aur kapda kar trading kahenge to Ham aisi trade open karenge loss hamen loss hoga aur ham kabhi bhi FIR trade open nahin kar payenge kyunki hamare andar dar baith jayega ki sirf forex mein loss hi hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Ghabrahat insan ko loss karati hai.

          Ghabrahat Humne last karvati Hai Ham Khud Apna Lash Hote karte hain uski wajah se karte hain ya FIR Ham apni trading Mein learning ka purana hone ki wajah se karte hain Agar Ham ismein Nahin Kahate Hain To Ham sahi se jyada paise Kama sakte hain isliye Dala Karen bhalke learning Karen Jitna jyada ho sake utna Jyada Karen
          • #6 Collapse

            Re: Ghabrahat insan ko loss karati hai.

            Yes forex ma gabrana ni chahe, har trade sy pehle home work mukamal karna chahe, loss forex ma zayada hota hai but agr es sy acha sabaq sekha jae to bhot umeed hoti hai k ham profit hasil kar leyn, forex ma achi knowledge or experience sy he gabrahat sy bacha ja sakta hai,
            • #7 Collapse

              Re: Ghabrahat insan ko loss karati hai.

              G han trading me ghabrahat apko los dy sakti hai es lye apko apny dil ko mazbot rakhna chahye aur khuly dil sy trading krni chahye ghabrahat me ap sy sahe fesla nai hoga aur koe galt fesla kr bethy gy jis sy apko los hoga es lye khud me conference peda karen aur jo bhi trade lgaye conference sy lgaye wo trade zaror profit me jaye gi.
              • #8 Collapse

                Re: Ghabrahat insan ko loss karati hai.

                Jo log forex Mein trading karte hue ghabrate hain vahi Hamesha loss uthate Hain kyunki Jab unki Lagai Hui trade thode loss Mein jaati Hai To vah ghabra jaate hain aur apni trade ko close kar dete hain lekin kisi traders ko aisa nahin karna chahie kyunki market kuchh der ke liye hamare mukhalif jaati Hai lekin bad Mein vah Hamen achcha profit zarur de jaati Hai so Hamen apni trade ko profit Mein aane ka wait karna chahie aur baad Mein close karni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Ghabrahat insan ko loss karati hai.

                  dear bilkul sahi kaha hay aur aj kal jo halat hain us main waisy hi sab log preshan hain is liy ham ko cahhiy k ham forex pe jab bhi kaam karyn relax ho k fresh mind k sath karyn tak ham apny kam se kuch na kuch seekh sakyn aur is se ham ko faida bhi hasil ho.Bcoz jab preshani aur tension main ham kaam karty hain to phr us k loss main hony k chances bahut hi ziada hoty hain....
                  • #10 Collapse

                    Re: Ghabrahat insan ko loss karati hai.

                    insan ko chhaye is forum m ain sbar aur himat say kam karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain chahye is k bary main learning kani ho gi aur har jeet tou har kam main hoti hai so hamain is k bary main bi greed ko avoid karna ho ga bta hi hum trader bannay say pahly is k bary main bi knowldge ho ga tab hi hum trade karni ho g tab hi humt rade karein gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Ghabrahat insan ko loss karati hai.

                      Je Han friends ghubrahat insan ko loss karati ha is laiy hum ko ghubrana nhi chahiay or na hi confused hona chahiay balke himmat or hosley say Kam karna chahiay agar hum himmat or mehnat say Kam karain gey tab hi hum forex main kamyab ho saktey hain or achi earning Kar saktey Hain warna hum ko forex main loss k siwa kuch hasil nhi hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Ghabrahat insan ko loss karati hai.

                        G bilkul dear friends hum ko trading bhair ghabrahat k nahe karni cahyh aur yh be dehan may rakhna cahyh k jub hum trading jub trading kar rahy ho aur ek cheez maind may rakh layni cahyh k hum zada say zada wo he order pic karin jo k clear aur saaf hain us k bhair trading nahe karni cahyh kau k jub aur diffcult order pick karty hain wo gabrahat ka shikar ho jatay hain jis say loss k chances bar jartay hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Ghabrahat insan ko loss karati hai.

                          ghabrahat men insan boht bari bari galtiyan kr deta he is liay kbhi bhi ghabrana nhi chahiay balky agr thora sa loss ho bhi jay to humen chahiay himat kr k dobara mehnat kren or bar bar koshish kren or jo mistake kr k hum ne loss kia tha us ko smjhne ki koshish kren or us mistake ko bar bar na kren. ghabrana nhi larna he loss se stress se market se or profit earn krna he
                          • #14 Collapse

                            Re: Ghabrahat insan ko loss karati hai.

                            dosto forex trading ma hm tb he ghabrya gy jb hm ny trade ko soch smjh k ni lgya ho ga bilkay jldbazi ma bina sochy smjhy lgya ho ga or wisy b aisy loss hony k chances bht he zyda hoty hy ap ko trading hmesha soch smjh k or achy analysis or achi news ko read kr k best time py lgani chy aisy ap ko loss sy ghbrahat b ni ho gi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ghabrahat insan ko loss karati hai.

                              Ji bilkul theek Kaha aapane a ghabrahat se Ham loss ke alava Kuchh Bhi Hasil nahin kar sakte Jo log Abrar ka Forex trading Mein trade open karte hain unhen chahie ki vah trade Nahin karen to behtar hai apni motion ko control Karke trade Karenge to aap cal loss kam Hoga aur profit Achcha hoga analyses k motabik
                              trade Karenge gay to aap cal loss kam Hoga aur profit Achcha hoga Forex trading Mein Hamen money management ke hisab se trade karne chahie lot size Chhota Rakhe trade Karni chahie tabhi Ham Mein trade karte hue ghabrahat kam Hogi aur ham vate Karke Achcha profit Hasil kar Sakenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X