Corona virus sy khaoof zdda nahin hona chahie bal k is ka himmat se samna karna chahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Corona virus sy khaoof zdda nahin hona chahie bal k is ka himmat se samna karna chahi
    Corona virus se darna nahin chahie balke iska himmat se samna karna chahie aur hamen safety karni chahie apni aur apne ghar walon ki. agar Ham ghar mein baithkar doctor ke mashvary per Amal karte Rahe tu Corona virus se safe rah sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Corona virus sy khaoof zdda nahin hona chahie bal k is ka himmat se samna karna c

    G ha dear ap ny thk kaha hy corona sy nai darna chay balkh us ky khlaf muqbla krna chay jis sy hm ko bhot kuch hasil ho ga agr hum us ky khalf awaz uthay gy us ka smana kary gy to halat sy lar pay gy jis sy hum ko viris khatm kar pay gy jashkh hum agr virus ka khtam karty hy us ky sath larty hy tabi hum halt ko smaj pay gy
    • #3 Collapse

      Re: Corona virus sy khaoof zdda nahin hona chahie bal k is ka himmat se samna karna c

      Ham sab ko kabhi Corona virus kadari apne Dil mein nahin rakhna chahie balki hamesha confidence ke sath kam karte rahana chahie aur apni security bhi karni chahie kyunki security karna bhi bahut jyada important hota hai tab hi Ham acchi tarah se trading kar paate Hain
      • #4 Collapse

        Re: Corona virus sy khaoof zdda nahin hona chahie bal k is ka himmat se samna karna c

        Crona vurus bahut khaternak bimari Hy aur is sy derna ni blky is bimari sy lerna chahiy aur Allah Pak sy dua krni chahiy k hm sab is bimari sy bachy rahain aur jld us jld hmko is sy Allah Pak nijjat aata fermay , aaamen
        • #5 Collapse

          Re: Corona virus sy khaoof zdda nahin hona chahie bal k is ka himmat se samna karna c

          g han hamain allah pak say apni sehat ki dua karni cahye is forum main planing karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain crona virus say bchny k liye hamain himat say kam lena ho ga uar fear say avid karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur is forum main kam ka rk hi hum apni har zrorat ko pora karny k kabil ho sakty hain ta k earn karien gay ta k earn ho
          • #6 Collapse

            Re: Corona virus sy khaoof zdda nahin hona chahie bal k is ka himmat se samna karna c

            Je Han hum ko kisi mushkilaat say preshan honey or ghubrana nhi chahiay balke himmat or hosley k sat us say karna chahiay is laiy hum ko Corona vairas k sat Lerna hoga or mehnat or lagan k sat work Kar k Corona vairas say is hang ko jeetna hoga or is laiy hum ko preshan honey ki bajaiy mehnat karni chahiay or kamyab treader banna chahiay
            • #7 Collapse

              Re: Corona virus sy khaoof zdda nahin hona chahie bal k is ka himmat se samna karna c

              ek baat jo ki bahut hi kam logon ko pata hai vah ji hai ki Corona virus jaanleva Nahin Bhar ke khatarnak Hai isase bachana chahie aur Hamen Corona virus se darna Nahin Bhar ke Lana Hai jab Ham is se ladenge to jarur kamyab Ho jaenge aur ladne ke liye mehnat karna padati hai aur mehnat se ke liye lagane ka Hona bahut jaruri hai Ham sab Pakistani Raat koshish kar rahe hain aur apni government ke aansu Logon ko follow kar rahe hain jo ki Hamare liye dilraj soch rahe hain isliye Hamen chahie ki Ham acche andaaz se iska mukabala Karen Jo ke inshallah hokar rahega aapko pareshan hone ki jarurat Nahin Hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Corona virus sy khaoof zdda nahin hona chahie bal k is ka himmat se samna karna c

                hamy best experence or knowldge haisil kawr ky is main mehnat sy karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kar sakty hain yai students or house wife poors man or job less man ky liye aik acha business hain

                اب آن لائن

                Working...
                X