Aakhir hum kion khudh ka nuqsaan karwathay hay forex may.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aakhir hum kion khudh ka nuqsaan karwathay hay forex may.
    dear friends hum is may wpnay nuqsaan k khudh he zima daar hothwy hah kionka agar aap dhakay tho hum apne he kise na kise ghalathi say wpna nuqsaan karwathay hay lekin agar hum apne ghalatio sah seekay tho hamay is say zaroor faida hasil hoga our hamay kamyaabi hasil hoge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aakhir hum kion khudh ka nuqsaan karwathay hay forex may.

    Exactly Maine pahle Bhi Ek Bar is per baat ki hai ki Ham Forex Main Khud Hi apni galti se loss karte hain aur ham FIR Forex ko blame karte hain alag forex market Khud bahut kisi ko koi Awaaz Nahin Deti yah sab Kuchh Hamari mistake ki vyavastha hota hai aur ham use mistake ko ignore karte hain aur fir se Ham loss Karte Hain To sabse behter option hai ki ek bar Agar Jo mistake ho to usse Ham Logon Ko lesson Hasil karna chahie aur next time Usi mistake se Hamen profit or shall karna chahie Forex mein
    • #3 Collapse

      Re: Aakhir hum kion khudh ka nuqsaan karwathay hay forex may.

      Yes dear ap nay bilkal sahee kaha hay, ager aik bar hamain apni ghalti ki waja say nuqsan ho jaye to hamain chahiye keh hum apni mistake ko remove karain, proper solution nikalain, ager iskay bad bhi hum apni mistakes ko repeat karty hain to hum apny loss kay khud responsible hain.
      • #4 Collapse

        Re: Aakhir hum kion khudh ka nuqsaan karwathay hay forex may.

        Assalamu Alaikum friend dear Ham is Samay Aakhir Khar nuksan Khud Hi nuksan kar Baithe Hain Agar Hamen Samay mehnat aur kajal Sath kam karte rahenge To Ham is Samay bahut jyada prapt kar Sakenge Agar Ham Asma kabhi bhi mehnat nahin Karenge aur Kyon Nahin Denge To Ham Aise Koi Bhi fayda Hasil nahin kar Sakenge aakhirkar Ham Khud Hi nuksan kar baithenge Jiski vajah se Ham bahut jyada loss ho
        • #5 Collapse

          Re: Aakhir hum kion khudh ka nuqsaan karwathay hay forex may.

          Dewe senior member is ka bare waja yahi he ke hum lalaxh karre he aur lalaxh ke waja se account be wash hota he is lya hume lalach nahi larna chaya aur saber ke sat kamnkarna chaya
          • #6 Collapse

            Re: Aakhir hum kion khudh ka nuqsaan karwathay hay forex may.

            Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jab bhi loss hota hey hamari apni ghalti ki waja se hota hey kiun k aik tu hum jaldi profit lenay ki koshish kartay hen ya ziyada profit k lalach men bari lot laga detey hen jiss ki waja se ghalti kartay hen aur bara loss uthatay hen
            • #7 Collapse

              Re: Aakhir hum kion khudh ka nuqsaan karwathay hay forex may.

              Hama lalaach krty hy us ki waua sy hi hama nuksan krty hy jb ha apna lacah khatama kr dy gy to hama bhi sahi cauai traha sy hama bhi t ader sahi bn jaye gy pr ham apana lalqch krn ki waja sy phr ham loss 4 dyty hy is kam my
              • #8 Collapse

                Re: Aakhir hum kion khudh ka nuqsaan karwathay hay forex may.

                is lia ka hum log jaldbazi karta hain bhot or soch samaj kar trade nahi karta hian is lia huma is mai mahant karni chaya ta ka hum log khud sy is ko loss na karian balka hum log is mai kmayb ho sakain or ak acchi earning kar sakain is lia daly hum log acchi kamaybi ka lia huma mahant karni ho gi or accha kam karna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Aakhir hum kion khudh ka nuqsaan karwathay hay forex may.

                  Mery khial main forex trading main trading k Doran Jo dost loss ka samna krty Hain uski waja yeh Hy k unko bahut ziada jldi hoti profit ki aur isi waja sy wo jldi jldi trade open kr k apny ap ko mushkil main dal dety Hain Jo k Asia ni krna chahiy
                  • #10 Collapse

                    Re: Aakhir hum kion khudh ka nuqsaan karwathay hay forex may.

                    my dear friends hamen dusron ki fikar nahin karni chahie balki hamen pahle apni hi fikar karni chahie agar koi apna Los karvata hai to vah jaane aur uska kaam jaane isliye hamen hamesha apne kam se Hi Kam rakhna chahie aur apne loss ko recover karne ki koshish karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Aakhir hum kion khudh ka nuqsaan karwathay hay forex may.

                      bhaijaan Forex ke andar nuksan Nahin Hota yah bande ke upar depend karta hai ki vah nuksan karta hai ya fayda maine bahut se log dekhe Hain Jo lagatar paida kar rahe hain aur main bahut se log dekhe Hain Jo lagatar nuksan kar rahe hain iska fal ke andar banne Ka kasoor hota hai market ka koi kasur Nahin Hota aap jab bhi nuksan karenge aur jab uski vajah khwab dekhenge to aapko lagega ke nuksan Jo hua Hai vah meri vajah Se hi hua hai uske andar market se koi kasur nahin tha Agar market ki kasoor tha to vah bilkul jhooth Hai bande ki apni hi galti ki vajah se uska koi nuksan Mein jata Hai market Agar galtiyan karna shuru kar de to log uske sath investment bhi Na Karen.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Aakhir hum kion khudh ka nuqsaan karwathay hay forex may.

                        g hn g ap ny bilkul theek baat ki hai k forex mein hm apna loss khud hi kraty hein r hm is k lye market ko blam nai kr sakty hein k jb hmary pas axhi learnig nai ho gi to hmein us se loss i ho ga q k tb hm risk base trade krein gy r risk mein maximum chances loss k hoty hein is lye pehly apni learning strong krein ta k ap axha earn kr skein,..

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X