Dear members Ham jab bhi Forex Mein Koi analysis Karte Hain To Ham ismein do Tarah Ke analysis kar sakte hain Ek hote hain fundamental analysis aur ek hote hain technical analysis technical analysis Hote Hain Jo Ham Kisi bhi market Ko Dekhkar Ko Dekhkar Lagate Hain for example Ham Kisi bhi candles Ko Dekhkar tree Lagate Hain aur Market ke bare mein Idea Lagate Hain Ki market ki next moment kya ho sakti hai aur fundamental analysis Hote Hain Jo Kisi bhi news ko padh Karke Jaate Hain aur example Kisi bhi pair ke bare mein koi bhi news Aati Hai To Uske bad aur bahut hi fast movement Karta Hai To Hamen trade Lagane se pahle donon ko karna chahie.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим