Emotions kay sath trade kerna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions kay sath trade kerna
    Jub kisi trader ko loss hota hai tou woh apna loss jald bazi mein recover kernay ki koshish kerta hai aur iss kay lye woh emotions kay sath bari lot laga kar trade shuru kar deta hai jo k us k lye bohat dangerous hai aur aksar aesay logon ka account wash ho jata hai emotions sae bach kar trade kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotions kay sath trade kerna

    news ka intezar Karen aur use news ke aane ke bad by anchal wali trade ka use Karen forex trading ek aisa business hai jismein kisi ko last Tak hota hai jab vo jyada lalach karna shuru kar deta hai ek aisa platform 1 jismein aap jitni jyada patient ke sath kam karenge utna hi acchi trading kar sakenge agar aap Vishal aaj marenge aur jyada se jyada profit hasil karne ki koshish karenge to aap hamesha log hi jaenge isliye apne laws ko bachane ke liye bekar hai ki aap apne dil se lalage khatm Karen.
    Last edited by ; 28-03-2020, 08:18 PM. وجہ: Word
    • #3 Collapse

      Re: Emotions kay sath trade kerna

      emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karni ho gi ta k earn karein gay uar hamain markt main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hu achi trade kar k hi hum achy say trade kar k hi hum achi trade kar k hi hum profit hasil karny k kabil ho sakty hain aur knowlddge hho ga tab hi hum achi trad ekarny main bi asnai ho saky gi aur hamain earn karein gayy
      • #4 Collapse

        Re: Emotions kay sath trade kerna

        dear ager hamin emotions ko control ker key trade kern hy tub hi hamin kamiyabi hogi trading mein hamin hmesha emotions ko control kerna hoga iss liy ham sab ko pak forum mein trading kerty huy apnuy emotions ko control kerna hoga aour safe trading kerni hogi...
        • #5 Collapse

          Re: Emotions kay sath trade kerna

          G trading men emotion ko zara side pe rakh kar he trading kare keon ke yeh ak asa karobar hy jismen loss bhe ho sakta hy aur profit bhe. Hamen chahea ke loss hone ke sorat men hamen na he ghbrana chahea aur na he emotional hona chahea. Keon keh aksar loog loss hone ke sorat men ghuse men a kar apna sara balance laga dete hyn jis pur unhen khasa nuqsan hone ka khadsha hy. Ase men na ti unke koe hikmate amle hote hy aur na he unka jmus waqt dimagh kaam kar rha hota hy. Hamen chahea keh agar hamen loss ho bhe jae to phr dobara hamen cool mind ho k trading start karne chahea.
          • #6 Collapse

            Re: Emotions kay sath trade kerna

            dear friends g han ap ny thk kaha hy, forex me ap trade krt7y hy tu ap emotions me trade na kiya kry ,jis sy ap ki trade loss me jae gi, emotions insan ko barbad kr daity hy, jb bhe ap trade kry tu ap phely mind ko dhanda rakhy phir ap trade kry...
            • #7 Collapse

              Re: Emotions kay sath trade kerna

              ji han bilkul Forex trading ki market mein bahut se aise traders hai jinko jab loss so jata Hai To vah Apne emotions per control na karte hue Apne loss ko recover karne ki koshish Mein lot size zyada rakhte hue trade karte hain jiski vajah se unko mazeed loss ho jata hai so aisa kisi Ko nahin Karna chahie Agar kisi Ko loss Ho jaaye To ghabrana nahin chahie balki soch samajh Ke usko chhoti chhoti trading karke recover karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Emotions kay sath trade kerna

                Ham jaldi forest Mein kam Karte Hain To Hamen chahie kya apni motion per control Karen Kyunki Hamen Khud par control Karke trailer Ghani hoti hain Agar Ham Kisi bhi jaldbaji Mein ya koi bhi aise hi vajah hai jisse Ham Pareshan Ho To Ham Ko Lagate Hain To usse Hamen 10 ho sakte hain Kisi bhi tension mein hum koi bhi galat Laga sakte hain Jo Hamen loss de sakti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Emotions kay sath trade kerna

                  Trading karty waqt hmain apny emotions ko kaboo main rakh kar kam karna chahaiy kun k agar ham apny emotions ko control nahi krain gy to to hmain loss ho sakta hy apny aap ko bhut active banain aur forum main acha kam krain takh hmain acha bonus hasil ho saky kam karty huy jaldba i na krain aur acha profit hasil karny ki koshish krain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotions kay sath trade kerna

                    Is may sab say khatqrnaak baath ye hothe hay k aap is may jazbaath say kaam karay kionka jithnay be jazbaathi log hothay hah wo hamesha khasaaray may he rehthay hay is liay hamay is may jazbaath ke bajaaye agar hum hosh say kaam karay our soch samaj kar kaam karay tho buhut faida mil saktha hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotions kay sath trade kerna

                      hamy apny emotion ko qaboo main rakh kar is main menant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha pasa kama sakty hain yai aik wasee business hain yai usa or china or new youkr main aik unique business hain or pakistan main be aik legal business ban cuka hain ham isy apna life time professional business be bana sakty hain hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotions kay sath trade kerna

                        trading k kam men emotions ko control krna boht zarori he agr hum emotions ko control nhi kren gy to humen loss ho jata he aksar aysa hota he k kisi ko thora sa loss ho to wo us loss ko recover krne k liay apni next trade men big lot k sath trade krta he or kbhi aysa ho bhi jata he k loss recover ho jata he but aksar aysa hota he k or ziada loss ho jata he account wash bhi ho jata he is liay zarori he apne emotions ko control men rkhen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotions kay sath trade kerna

                          Dear ji han treading kay liya ya zarori hay kay agar aap ko loss ho raha ho to aap ko har barana nahi hay balkay aap nay skoon rakhna hay or insaan us wakat hi emotional ho jaata hay jab uss ko bohat hi ziyada loss ho raha hota hay to aysi sorat may wo ya chahta hay kay kiya kiya jaay kay ya control ho jaay laykin aysa ho nahi paata hay yahan tak kay us ka account completely wash na ho jaay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X