Forex mein learning ka koi end bhi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein learning ka koi end bhi hai
    Dear members kya forex mein learning ka koi end hai ya phir hum iss mein learning kertay hi jayain gay aur yeh kabhi khatam nahin ho ga aur humain kab iss sae achi earning shru ho gi tou koi iss per brief ker sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai

    learning ka jo proccess hota hai woh life time chlta hai same forex oe bhi hum daily knowledge gain krtay hain r daily new news suntay hain.
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai

      pressure useful or information wali honi chahie Taki jo bhi members aap ki vah post read karenge usse kuchh Na kuchh sikaria hasil Karen koshish karenge hamesha trading ke musalle ki aapki post Ho kafi members aisi post karte hain jinkapaintings Koi hota jisko read karke karke Baki members ki bhi minut hoti hai isliye dusron ko aur apna time bataen aur jyada se jyada acchi post Karen aur achcha bonus hasil Karen.
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai

        dear friends g han ap ny thk kaha hy forex me ap learning krty hy tu is ka koi bhe end nhe hy, yeh insan ky apny upar hota hy, forex me learning ap ky pass hy tu ap ko share krna chaiye, koi ky ap ki ur ziyda achi learning ho gi...
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai

          Gyan ki ragni bilkul sahi baat ki hai agar Hamesha Mein kam Karte Hain To Hamesha Sath ya nahin Hui To Nahin chahie Kyunki yah Kaisa business hai jismein Ham learning Karte Hain To Hamen ismein fayda hote hain bahut ke sath mein market ke bare mein information bhi Hasil Karni chahie aur sath mein learning Karni chahie aur Na Lage Asif karna chahie Jab Bhi Hamesha Mein Kamyab ho sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai

            Work kernay may kafi kuch learn ker lena hota hay or yeh learning ager strong ho to kisi bhi kaam ko kernay may koi bhi mushkil pesh nahin aati hay is liye sab hi members ko jitna ho sakay learning kertay rehna chaye yeh kabi bhi end nahin ho sakti hay
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai

              market main planing karni ho gi aur hamain learning karni ho gi tab hi hum achi trade karein agy uar hamain is forum main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main bi trade karni ho g tab hi hum suces hon gay aur hamain market main bi knowldge ho ga tab hi hum sucess hon gay aur market main bi trend ko use karna ho ga t ak earn karein gay
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai

                Shayad mere hisab se nahe keon ke bafalty waqt men waqt ke sath sath forex jidat ikhtiar kar rhe hy aur bht se aur bussines aur brokers ismen shamil ho rhe hyn. Aur marjeet men badalte sorte haal men hur rooz apke koe naya kugh sekhne ko milta hy. Hamen chahea ke forex lo hamen har andaz se smjhna chahea ismen hone wale losses ko bhe aur profits ko bhe.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai

                  Dear forex main to kiya hmari sari life main learning ka koi end nahi hy kun k ham har roz kuch na kuch seekhty hi rehty hain aur jitna bhi knowledge hasil kar len bhut kam hy jiss insan ko kuch naya seekhny ko milta hy wo aur nai justajoo main laga rehta hy ham aur acha kam kar sakain aur achi kamyabi hasil kar skain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai

                    Forex trading men learning ka koi end nhi hota kiun k forex trading men learning jitni bhi ho thori hoti hey aur kamyab traders learning process ko hamesha k liay jari rakhtay hen iss liay agr trading men kamyabi mil bhi jay tu phir bhi learning process ko jari rakhen aur jitni achi learning hasil karen gey utni achi earning bhi hasil kar saktay hen
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai

                      Forex main learning ka koi.end ji.is main jo bhi jitna learn krna chaha wo kr skta hy .Insan ka bunyadi maqsad bhi to learn krna hota hy so Firex main lerning kbhi.end ni.ho skti.jitna.ziada Firex main.learningv ho.gi utni hi easrning ho k.so.learning kbhi.end ni.ho.skti hamasha is k.faida hi.hota hain.bnda kuch na kuch sekhta rehta hy..Sekhna bhi ek.step hy for succes
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai

                        han g bilkul asa hi ha forex ma learning ka koi b end nahi ha isma learning end less ha isma a jab dill karyn or jiti cahyn trading karky learning gain kaskty han is forum pa kam karna bht asan ha humy bs chaya ky hum is forum pa kam karyn ya ak best trader ban jayn or ak best earning gain karlyn
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai

                          g bilkul waqee pak forex mein learninig ki koi limit nhi hy iss liy hamin yhan per hamin ziada sey ziada mhnat kerni hogi yeh aik international business hy ham iss mein kamiyabi ko hasil kernuy key liy apna ziada ter time hamin learninig ko dena hoga aour ham iss mein kamiyabi bhi uss wakt hun gy jab hmari learninig strong hogi....
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai

                            nahin Janab Forex ek aisa business hai jis mein learning karne ka koi end nahin hai aap ismein jitni zyada learning karte hue kam Karenge aap ko utna hi achcha knowledge gain hoga jiski vajah se aap form per utna hi achcha kam karne Ke kabil Ho payenge aur acche kamyabi Hasil kar payenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai

                              G haan baai g buhut qche baath ke hwy is mah sab say ziqda zaroori cheez ye hay k aap is may rozana ke bunyaadh pqr kuch na kuch naya zaroor seekay kionka is may jis k pass ziada say ziada elm hoga wahe is say ziada faida hasil kqrega is liay hamay seeknay ke amal ko jaari rwkna chahiay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X