Forex me kam karne ke leye akal ke zarorat hote he ya qismat ke??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex me kam karne ke leye akal ke zarorat hote he ya qismat ke??

    Forex mein hum ko kaamyaab hone k liye knewledge experience ki zaroorat hoti hai aur hum knewledge aur experience tab hi hasil kar saktay han jab apna mind acha ho ga hum ko forex mein ziada se ziada practice karni cahaiye aur knewledge aur experience hasil kar k hum forex mein kaamyaab ho saktay han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex me kam karne ke leye akal ke zarorat hote he ya qismat ke??

      ji dear kam ko karny main sab se pehly to aqal ki zarorat hi hoti hay ham jo bi kam karty hain us k liy mehnat aur us ko sahi se karna zarori hay aur kaam pe mehnat kar k phr us ko qismat k hawaly kar dayn allah bahut hi behtar faisal karny wala hay allah taala kisi ki mehnat ko raigan nhn karta hay aur jo log mehnat karty hain wo apni qismat bhi khud achi banaty hain.....
      • #18 Collapse

        Re: Forex me kam karne ke leye akal ke zarorat hote he ya qismat ke??

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ak1300 پيغام ديکھيے
        Forex me kam karne keley hum ko akal ke zayda zarort hote he ya qismat ke take hum yaha pe kamyabi hasil kar saken or ache income kam sake
        Sir ap ny bht achy topic ko ly k question raise kiya hay. Forex Trading main kam karny k liay sab say important chez hi aqal hay. qismat to akhir main aati hay, agr ap k pas aqal, Forex ka knowledge aur Forex trading ka experience hay to ap luck ko badal bhi sakty hain. ye sab mehnat say hasil hoty haijn. hardwork karna parta hay, soch samj k analysis kar k trade open karni aur close karni parti hay tab kisi bhi trader ko faida hota hy profit milta hay, sochna samjna yah sab aqal waly hi kar skaty hain lucky log to luck pay depend kar k beth jaty hain tukka lagaty hain trading main
        If you work hard no body can stop you from success
        • #19 Collapse

          Re: Forex me kam karne ke leye akal ke zarorat hote he ya qismat ke??

          g han bilkul kosh log apni mehnat se kamiyab ho jaty han aur kosh log apni kesmat se kamiyab hoty han kese kese ko kesmat se milta ha aur kese ko mehnat kar ki hamen apni kesmat p yaqin rakhna chihye aur mehnat se kam karna chihye jitna hamare mehnat ho gy hamen utna he acha rezult mile ga
          • #20 Collapse

            Re: Forex me kam karne ke leye akal ke zarorat hote he ya qismat ke??

            Forex mai kam karny ky lae ap ko akal ki zarorat hoti agar ap pahly forex ko achi trah samjhy gy aur as par bharpoor mehnat kary gy to ap loss nhe kar sakty aur agar ap tuky lagao gy to phir ap loss kar dogy.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Forex me kam karne ke leye akal ke zarorat hote he ya qismat ke??

              Frocks mein kam karne ke liye akal ki bahut jyada jarurat hoti hai agar hamare pass truck training ke bare mein jyada knowledge hogi to hi Ham fisted mein kamyab Ho Gaye knowledge tabahi mumkin hai jab hamare pass aakar hogi to hi Ham knowledge kar sakenge Jo Ham kam akal log Hain vah Shakti dene mein kamyab nahin ho sakte isliye jinke paas jyada dimaag Oracle hai vah frocks mein bahut jyada prathna karte hain isliye hamen bhi chahie Ham jyada dimag lagakar is per kam karenge to hamen bahut jyada kamyabi hasil hogi aur jald Ham ek acche trader Ban sakenge jiski vajah se Ham apni jindagi ki jarurat ko bura bhi kar sakenge aur acchi jindagi bhi gujar sakenge life jaane ke liye hamen frocks you join karna chahie.

              اب آن لائن

              Working...
              X