Divergence trading se fayda kam aur nuksan jyada hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Divergence trading se fayda kam aur nuksan jyada hota hai
    Bahut se log divergence trading karte Hain iski vajah se hamen fayda kam aur nuksan jyada hota hai kyunki jab bhi Ham market ki khilaf koi trade open karte Hain to hamara nuksan ho jata hai hamen chahie ki Ham hamesha hi market ke trend ke sath apni trade ko open Kiya karen to tabhi hamare liye faydemand hoti hai agar Ham market ke khilaf Koi trade open karenge to hamen uska fayda nahin hoga aur hamen uska nuksan Hi hona hai isliye hamen chahie ki Ham aise tarike se trade na Karen Jo hamare liye khatarnak sabit Ho
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Divergence trading se fayda kam aur nuksan jyada hota hai

    G dear ap nay sahe kaha hay, market ko follow kiye baghair or apnay andazy laga ker kabhi kabhar he faida hota hy, aksar loss hota hy, or phir bad main pachtany say behter hy kay market ko follow kar kay trade ki jaye ta keh behter profit earning ko possible banaya ja saky.
    • #3 Collapse

      Re: Divergence trading se fayda kam aur nuksan jyada hota hai

      Ji bilkul aapane bilkul theek kaha hai ki vajah se Hamen aise hi hota hai aur jo bhi Ham trade ke andar use Karenge to vah bilkul theek Nahin Hogi isliye koshish Karni chahie ki Hamen apni tradeco market ki pahle se bata beta aur risky situation aur Munh Mein chimta pakdate karna chahie sake Hamen iska Sadar aur mera Itna Jyada uska Hamen Bhi Milega.
      • #4 Collapse

        Re: Divergence trading se fayda kam aur nuksan jyada hota hai

        ya kon sy trade hoti hai mi na tu serf ya suna hai ka hum trend ka mukhalaf trade nahi karni chaya laken hum karta hain is lia huma loss hota hai ap na jo lafz itemal kia hai trade ka lia wo mushkal hai ahsan ilfaz mai posts karian ta ka samaj ah saka or hum is pr accha reply kar sakain ta ka acchi posts ho saka
        • #5 Collapse

          Re: Divergence trading se fayda kam aur nuksan jyada hota hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
          Bahut se log divergence trading karte Hain iski vajah se hamen fayda kam aur nuksan jyada hota hai kyunki jab bhi Ham market ki khilaf koi trade open karte Hain to hamara nuksan ho jata hai hamen chahie ki Ham hamesha hi market ke trend ke sath apni trade ko open Kiya karen to tabhi hamare liye faydemand hoti hai agar Ham market ke khilaf Koi trade open karenge to hamen uska fayda nahin hoga aur hamen uska nuksan Hi hona hai isliye hamen chahie ki Ham aise tarike se trade na Karen Jo hamare liye khatarnak sabit Ho
          Divergence trading kya hoti hai mujhe Iske bare mein kuchh khas knowledge nahin hai aur na hi Mujhe Iske bare mein bataen aap Agar sath mein yah Bhi Bata dete ke divergence trading Kahate Kisko Hai Tu Jyada Behtar ho jata
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Divergence trading se fayda kam aur nuksan jyada hota hai

            divergence main kam karny say humain es main fiyda km our nuqsan ziyada hota hain es kau ley humain es main boht mahnat say kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain forex 1 acha business hain hum es main live trading karty hain forex 1 on line business hain humain es main expert hony kay ley es main hard working karne ho ge ya 1 on line business hain
            • #7 Collapse

              Re: Divergence trading se fayda kam aur nuksan jyada hota hai

              G han dear ap ny sai kha Hy ham ko is me market ky khelaf kam nhi karna chaiye agar ham is me market ky khelaf kam karty Hy to ham ko is me loss hi hota Hy ham ko is me market ko achi thrha sy samjhna chaiye or market ki treand ko dhek Kar tread lgani chaiye to ham is me kamiyab hosakty hy
              • #8 Collapse

                Re: Divergence trading se fayda kam aur nuksan jyada hota hai

                Yahan mostly divergence trading k bary main.akser members ko koi info nahi to kindly next thread main is point ko clear kia jay and jahan tak mera khyal hai kuch ziyada info to nahi but divergence trading main price indicators k opposite side per move kerti hai mean k kisi pair ki price low ja rahi hai lakin indicator position change na kry to aesy main trade kerna to loss ka bais ban sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Divergence trading se fayda kam aur nuksan jyada hota hai

                  hamy marrket ke movement ko wastvh kar ky kam karna hoga pher he hum munfa kama saky gy forex aik best bsuenss hain hm is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky acocunt bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bagr learning ky kam kry gy to hamy siraf or siraf oss ho jy ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Divergence trading se fayda kam aur nuksan jyada hota hai

                    hamy forex ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hainor acha profit hasil kar ky apnilive sy berozgari ko kathem kar sakty hain ham is main apni marzi asy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Divergence trading se fayda kam aur nuksan jyada hota hai

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
                      Bahut se log divergence trading karte Hain iski vajah se hamen fayda kam aur nuksan jyada hota hai kyunki jab bhi Ham market ki khilaf koi trade open karte Hain to hamara nuksan ho jata hai hamen chahie ki Ham hamesha hi market ke trend ke sath apni trade ko open Kiya karen to tabhi hamare liye faydemand hoti hai agar Ham market ke khilaf Koi trade open karenge to hamen uska fayda nahin hoga aur hamen uska nuksan Hi hona hai isliye hamen chahie ki Ham aise tarike se trade na Karen Jo hamare liye khatarnak sabit Ho



                      Asslam o alaikum dear forex member sabse pahle divergence AK Jo definition hai usko Jana bahut important hai Kyunki new member ko pata nahin Hota ki divergence Kya Hota Hai divergence trading Yahi Hota Hai Jab Ham market ke against Jo trade hai usko open Karte Hain aur yah to clear hai ki Jab aap market ke opposite chaloge to aap Hamesha Se Hi nuksan uthoge isliye aapko chahie aap Hamesha Se Hi acche Naresh karo aur aur divergence trading ka Kabhi Bhi Na Socho Kyunki use se Hamesha aapko nuksan hi hota Rahega ...
                      Visit My Profile
                      • #12 Collapse

                        Re: Divergence trading se fayda kam aur nuksan jyada hota hai

                        buhat hi acha faeda ho sakta hai kyon ke buhat hi acha result hai n ka lekin is pe pehle achi practice kar lain kyon ek iss men confusion bhi buhat hioti hai agar ap ne is mein exprt hon ma hai to phir is ke liye ap ke pas knowledge hona chhaiye aur ttab hi ap kameyab ho sakte hain aur tab hiap acha earn kar sakete hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Divergence trading se fayda kam aur nuksan jyada hota hai

                          Dear ji hane jo bi lot size barha kar treading karta hay to iss ko iss may fayda kam or loss ziyada milta hay iss liya pahlay hi aap nay iss ko soch layna hay kay aap nay kam say kam lot size use kar kay treading karni hay laykin agar aap ko market ki analyzing aajati hay ya pahir aap ko iss ka pata chal jaata hay kay kab kab market nay up ya down hona hay to aap sakoon say bari bari lot size ko use kar saktay ho.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X