Equity jitni bi achi ho.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Equity jitni bi achi ho.
    Dear Friends Asslamu Alaykum

    Dear Friends Forex treading may kaam kartay howay aap jo bi entry laga rahay hotay ho to apni lot size kam say kam rakho quen kay sara ka sara madaar aap ki equity par hota hay agar aap kay paas 1000 ki equity hay or aap eur par treading kar rahay ho to iss may lot size 0.01 ka bohat hay aam halat may laykin agar aik big news hay jiss ko aap samajhtay ho to wahan par apnay profit ko daykhtay hoay kay aap iss may say kitna profit lay saktay ho aap apna lot size barha bi saktay ho.

    Thanks and bye,
    Your Friend Kamran Sarwar.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Equity jitni bi achi ho.

    dear equity jitni bhi achi ho loss ager hoa hy to ho hi jata hy iss liy hamin hmesha soch smjh ker trading kerni chahiy iss key liy apko chahiy keh lot size itna lgain keh equity o loss ko touch na kernuy paiy jo members smal lot size apni trading mein use kerty hein to unko bhi kafi faida hota hy unka account kbhi bhi wash nhi hota hy,,,
    • #3 Collapse

      Re: Equity jitni bi achi ho.

      dear friend aisa naen ha k apka account ballance 1000 doller ho tub bhi ap 0.01 he lot size rakhen agr apka account ballance achha ha aur apka trading experience bhi achha ha aur apko profitable podition mil rhe ho to ap ziada lot size rakh sktay hn jis achha profit bhi gain kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Equity jitni bi achi ho.

        hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hamy market main kese be cheez ke samj nahe a rahe to hum apny expert trader ke tips ko follow kar sakty hain yai aik international karobar hain hum is main day main be kam kar sakty hain or hum night main be kam kar sakty hain forex hamare gurbat ko katam karny ka aik asan or acha zareya hain
        • #5 Collapse

          Re: Equity jitni bi achi ho.

          Walikum slama dear ap ki yi bat theek hy waqi agr hamry pa sis abt ki samjh nahi hy ky hm logo ny tarde kaisi kerni hy tu main kehat hun ky kafi asani ky sath tabhi hm log kamayb ho skaty hy jab hm log si amin shai terha sy akm kerty hy agr hamra acount chota hy tu hi hm log ismain shai kam kerty hy agr nahi hoat hy tu main kehat hun ky bahut hia sani ky sath tabhi is main kamybi kys ath ik acha kaha aprofit haisl kerty hy per lazmi ap ko sabr ky sath kerna hoat hy.
          • #6 Collapse

            Re: Equity jitni bi achi ho.

            hamy is main acha or alla qualities ka kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy gurbat ko kathem kar sakty hain ham is main apni amrzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai kabe band na hony wala aik real busienss hain
            • #7 Collapse

              Re: Equity jitni bi achi ho.

              equity ko use kar k hi hum achi trade karni ho gi ta k earn karien gay uar hamain is k bary main planing karni ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain practice karni ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi ta k earn karien gay aur knowldge acha ho ga tab hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur hamain is say earn karein gay
              • #8 Collapse

                Re: Equity jitni bi achi ho.

                hamare account ke lye r safe rakhne ke lye equity bht importance rakhti hai r jitna achi hamare account ke equity hoge to humara account utna he safe rahe ga r agr hum over trade krne lag jaen he ya zyada lot size lga den ge to hamari equity km hoti jae ge agr trade loss men chali jae r agr yeh 0 ho gae to account wash to hamen isko koshesh krna chahye keh increase kren acha profit se he yeh increase ho skti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Equity jitni bi achi ho.

                  Jab tak apki equity strong hai r possitive hai to aoko koi tenshion nahi honi chahye is main apka account safe hai account ko khatra us soorat main hota hai jab hamary account ki equity kam reh jay ya minus main chalny lagy to hamara account wash ho jata hai r ager ham ne eik trade open hmki hui to r dosri trade main acha entry point mily to us soorat main bhi ap equity lo dekhty hain ager yeh achi ho to aoko dosri trade kerny k liye allow kerti hai r apka us per profit bhi bana lety hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Equity jitni bi achi ho.

                    Ager hamara account kp hamen safe rakhna hy to hamen apni equity ko barhana hoga kuon k ager achi equity hogi to ham acha profit bhee hasil ker sakty hain.jab tak equity strong hy and postive hy hanen es time tak koe tenshion lene ki zororat nhi hy.ager hum over trading karte rahen ge to hamare equity kun hote jatmye ga and account khatre maun a jate ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Equity jitni bi achi ho.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: kamran1231 پيغام ديکھيے
                      Dear Friends Asslamu Alaykum

                      Dear Friends Forex treading may kaam kartay howay aap jo bi entry laga rahay hotay ho to apni lot size kam say kam rakho quen kay sara ka sara madaar aap ki equity par hota hay agar aap kay paas 1000 ki equity hay or aap eur par treading kar rahay ho to iss may lot size 0.01 ka bohat hay aam halat may laykin agar aik big news hay jiss ko aap samajhtay ho to wahan par apnay profit ko daykhtay hoay kay aap iss may say kitna profit lay saktay ho aap apna lot size barha bi saktay ho.

                      Thanks and bye,
                      Your Friend Kamran Sarwar.
                      Hamare account ki jitni bhi badi hoti hai lekin fir bhi hamen nuksan to ho hi jata hai hamen chahie ki ham kaam trade Karen kyunki kaam trade hamare liye acchi hoti hai aur agar Ham badi trade lete hain to hamare liye kabhi acchi nahin hoti hamen chahie ke hamen kaamtrade karni chahie kaamtrade hamare liye ye acchi hoti hai agar Ham badi trade karte hain to vah hamare liye acchi nahin hoti isliye hamen hamesha kaamtrade hi karni chahie kam trade karne se hamen kafi acche fayde milte Hain aur agar Ham badi trade karte Hain to hamen fayda nahin milta balke hamara nuksan hota hai
                      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Equity jitni bi achi ho.

                        forex main karny ky liye hamari equtiy or qualites ka best hona chahey hamy aik time table bana kar is main daily bas par kam karna chahey pher hi ham kamayba ho saktry hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zaror nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai aik real business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Equity jitni bi achi ho.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: kamran1231 پيغام ديکھيے
                          Dear Friends Asslamu Alaykum

                          Dear Friends Forex treading may kaam kartay howay aap jo bi entry laga rahay hotay ho to apni lot size kam say kam rakho quen kay sara ka sara madaar aap ki equity par hota hay agar aap kay paas 1000 ki equity hay or aap eur par treading kar rahay ho to iss may lot size 0.01 ka bohat hay aam halat may laykin agar aik big news hay jiss ko aap samajhtay ho to wahan par apnay profit ko daykhtay hoay kay aap iss may say kitna profit lay saktay ho aap apna lot size barha bi saktay ho.

                          Thanks and bye,
                          Your Friend Kamran Sarwar.
                          Aapke pass trading karne ke liye Jitna Bhi balance Ho yani aap ki equity jitni Marji acchi Ho Agar aapke pass trading ka knowledge aur experience nahin hai to aap ka balance aapko profit Nahin dilva Sakta profit Hassan karne ke liye knowledge Hona bahut jaruri hai
                          FRD 07 TRADING JOURNAL

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X