Aggressive trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aggressive trading
    Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay aur achi trading kar rahy ho gay friends hum ko cahyh k hum jub be trading karin specially en dino to Aggressive trading kranay say ijtnab karin kau k en dino trading karna nuqsan day ho sakta ha es leyh better ha k jub be trading karin to slow trading karin ta k zada say zada fida ho aur account be jaldi grow ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aggressive trading

    Assalamu Alaikum dear member Jab Se Corona Virus ki news market Mein release hui hai Tab Se market Kafi Jyada aggressive hai but today market Ne Kafi trend ko follow kiya hai agar Ham Baat Karen Pant ki to get Britain pound versus US dollar Ne again 2250 break and closed Sitara most of the currency pair Wapas apne friend ko follow kar rahe hain jaise euro dollar was totally eliminate ho chuka hai or economically markets abhi jo technical traders Hai unko respect Dena shuru ho gai hai aur support and resistance ko bhi respect de rahi hai sweets made aggression aap thoda kam ho gaya market mein
    • #3 Collapse

      Re: Aggressive trading

      hamy is main meyare trading karne chahey trading karny ky be kush asol hoty hain hamy asolo ko torna nahe chahey forex aik wase karobar hain agar hum is main bagar experience ky or tukky laga kar kam kary gy to hamy negative result hasil ho ga hamy is main positive soch ky sat kam karna chahey pher he hum is main positive result hasil kar sakty hain yai aik legal business hain
      • #4 Collapse

        Re: Aggressive trading

        forex mein kam appdata hamesha loss ka datkar mukabala karta hai aur agar usse loss ho to vah pareshan nahin hota balki is ko dur karne ke liye mehnat karta hai aur vah apne islah sahi sakta hai aur apne is your se sabak hasil karte hain agar aap bhi kamyab titli banana chahte Hain to loss karne per pareshan na ho balki iska datkar samna Karen today jab tak aap iske date ka samna nahin karenge aap dobara se hi ismein loss kar baithenge forex forum per loss or profit to hote hain aadami nahin hai ki hamen har dafa profit or loss bhi to ho sakta hai isliye agar loss Ho jaaye to hamen pareshan nahin hona chahie
        • #5 Collapse

          Re: Aggressive trading

          forex mai hum trading kar ky pasia kama sakty hain hamy learning gain kar ky aik time tbale banaj kar kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business han hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy ti hamara account baned ho jy ga forex paksitan mai legal ban cika hain yai k abe be band an hony wala business hain
          • #6 Collapse

            Re: Aggressive trading

            Forex men kamyabi panay kelye hame apnay andar loss ko bare karnay ki jurat peda karna ho gi kyn ky agar loss ho jaye aur usay recover karnay ky chakar men ham gusa wali halat men trading karna start kar den gay to mazeed loss he ho ga na kay profit forx ek aisa business hy jis men ham lalach ni karen gy to tab he pass hon gay warna bhot mushkil hay kay kamyab hon es lye aggressiveness sy bachna ho ga tab he kamyab hon gay.
            • #7 Collapse

              Re: Aggressive trading

              hamain acha trrader banany say pahly is k bary main palning karni ho gi ta k earn karein gay uar kisi bi waqt tradde kar k hi hum run karien agy uar agree ho k hi hum achy say trade kar ksaty hain aur hamain chahye is k bary main learn karna ho ga tab hi hum trade karein gay aur hamain m arket main emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum sucss hon gay
              • #8 Collapse

                Re: Aggressive trading

                huma agr is business mai kam karna hai tu cool mind sy kam karna chaya ta ka hum logon sy koi kahlti na ho jaya agr hum log agressive ho kr kam karian gain tu hum logon ko kafi masla ho skta hai is lia huma is mai mahnat karni ho gi kiun agressive sy ki gai trade mai hum mabtly tor pr relax nahi hota hain jin ki waja sy bara masla ho sakta hai is lia huma mahnat karni chaya
                • #9 Collapse

                  Re: Aggressive trading

                  Dear ap ne agar ais market mai trade karni hai to ap ko ais market mai soch samjh k trade karni chaye ap agar ais market mai trade karty hai aor aus mai aggressive ho k lot bari laga dety hai to aus par ap ko ho sakta hai k loss ho jaye ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Aggressive trading

                    aap kisi bhi Tarah ki trading kar sakte hain lekin aapke pass pass experience Hona chahie aur system Hona chahie Agar aapko bus system Nahin Hai To fir aapko bahut loss hoga aap aggressive karo slow motion karo Jis Tarah bhi karo lekin agar aap system ko follow Nahin karoge rules ko follow Nahin karoge To fir market per aapko profit Nahin hoga ki bahut simple Sa rul Hai Ek simple strategy Hai To usko apply karo aap
                    • #11 Collapse

                      Re: Aggressive trading

                      G Han dear is me hamen agrressive trading hamen hamesha loss Kay baad dakhny ko milti Hy jab ham market Kay sath Sid lga lety hen Kay ham my is Sy profit Lazmi Lena Hy lekin had bar asa nahi hota hh jis sy nuqsan zada hota hy aur loss Kay chances bhi incesse hoty hen
                      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Aggressive trading

                        Forex market mein hum ko market ki movement ko samjh kar trading karni hoti hai aur market ki movement ko samjh kar kam lot size laga kar trading karain tu hi faida hota hai aur agr hum ziada lot size use karain tu is se agr profit ziada hota hai tu loss bhi ziada hota hai is leye hum kam lot size use Karna behtar hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X