Jis trade per aap confuse ho to aap trade na Karen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jis trade per aap confuse ho to aap trade na Karen.

    g dear, jis trade ap double minded hon ya confusion ka shikar hon usay open nhi karain, achay chance ka wait karain aur ghalat trade open kar k khud ko loss na karaen, sabr k sath kam karain aur market ko samajh kar trading karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jis trade per aap confuse ho to aap trade na Karen.

      Jis trade ki hamen samjh na aiy ham usko open na karn ham jetna ziyada apny kam mn apna faida karn gy tou ham agy chal ky khud ko kamyab banaen gy hamen chiy k ham kabhi na darn ham jetna daar sy dour rahen gy ham outna ziyada apny kam mn acha perfomice kar paen gy.
      • #18 Collapse

        Re: Jis trade per aap confuse ho to aap trade na Karen.

        Han g agar ham mehnat se kaam karain to acha kaam karain ge to hi Ham profit karain ge is liye hmain agar kisi confusion Hain to phir hmain chahiye ke ham us waqt kaam nahi karna chahiye agar ham mehnat se kaam karain he knowledge jis ke pas ho ga wo tab hi is bat ki samjhe ga ke market Mein us waqt Tak loss hota hai jab tak Ham is ko seekhte nahi Hain agar Ham mehnat Nahin karain ge learn karain ge to hi Ham earn karain ge
        • #19 Collapse

          Re: Jis trade per aap confuse ho to aap trade na Karen.

          Ji bilkul theek Kaha aapane Forex trading mein agar aap Kisi trade ko Lekar confuse Hain To aapko treat Nahin Karni chahie pahle market ko watch karna chahie Apne analysis ke mutabik hi trade open Karni chahie tabhi aap acchi trade lagakar acchi earning kar sakte hain trade lagane ka bad Hamen vate karna chahie hi Forex trading se ham Apne emotion ko control Kar Ke trade Karenge To Hamen loss kam Hoga aur profit kya hoga Forex Mein Mali job experience Ka Hona bahut jaruri hai Forex trading main confuse hokar trade Karne Wale Kabhi acche trading Nahin Ban Sakte
          • #20 Collapse

            Re: Jis trade per aap confuse ho to aap trade na Karen.

            Han g jis trade par ap confused hon us par bilkul bhi trade na karain q Ka confusion ki waja sa apko loss ho sakta ha aur ap apna capital sa hath dhoo baithta hain
            • #21 Collapse

              Re: Jis trade per aap confuse ho to aap trade na Karen.

              g hn g ap ki baat bilkul theek hai k ap forex mein us trade ko open na krein jis ap ko doubt ho ya ap confuse hu ,kooshish krein axhy entery points r axhy exit points se market se out hu r trade krty waqt volume hmeesha km rakhein r apna sara knowledge axhy se utilize rakhein,..
              • #22 Collapse

                Re: Jis trade per aap confuse ho to aap trade na Karen.

                confusion wali trade kbhi bhi nhi krni chahiay humen chahiay k hum wo hi trade lagaen jis k bare men hum ne acha analysis kr k uske trend ko smjha ho or humen 80 to 90% confirm ho k market wese hi move kre gi jese hum trade laga rhe hen. is k liay humara analysis acha hona zarori he agr hum acha analysis nhi kr skte to hum abhi trading bhi nhi kr skte
                • #23 Collapse

                  Re: Jis trade per aap confuse ho to aap trade na Karen.

                  ji bilkul confused wali trade per Ham trade na karen to ismein hamari patri hi koshish karen acchi trade ka intekhab Karen aur Jis trade per hamen confidence Ho use portrait Karen aur bar bar entry trade na Karen isase hamara Las ho sakta hai acche trait Ka intezar Karen aur money management ka khas kya rakhen risky trade karenge to aapko loss hoga. Aur trade karne se pahle news ko bhi check kar liya Karen.
                  • #24 Collapse

                    Re: Jis trade per aap confuse ho to aap trade na Karen.

                    g dear bilkul acha knowledge share kiya hai apne ...hamy trading k ly market k pori knowledge huni
                    chahiy or app ko kisi trade pe confusion hu to wait kry next tarade kry.
                    • #25 Collapse

                      Re: Jis trade per aap confuse ho to aap trade na Karen.

                      Ji han friend jis trade ke bare mein aapko confusion ho rahi hai aur vo trade aapse acche tarike se nahin ho rahi to aapko chahie ke use trade Ko Nahin karen to Achcha hai Kyunki Uske bare mein Hamen Itna acha experience aur knowledge Nahin Hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Jis trade per aap confuse ho to aap trade na Karen.

                        Aap kabhi bhi koi bhi Kam nahin kar sakte aur bich raste mein Hi chhod jaenge agar aapko khud per yakin nahin hai to baat vahin per khatm Ho jaati hai lekin bahut hua lekin tab aata hai jab aap ke palle kuchh hoga yahan aapke pass knowledge hoga khud par trust karna trading ka ek important rule hai jisko agar sare trader follow karenge to unke liye fayda hai kyunki jab insan ko khud pe trust hota hai to insan har manzil hasil kar sakta hai khud pe trust karna ek bahut hi jyada acchi chij hai jo qasoor per trading main to aapke liye bahut hi jyada jaruri honi chahie..
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Jis trade per aap confuse ho to aap trade na Karen.

                          Jis train mein aap confuse ho use state ko aap na Karen yah bilkul theek baat hai kyunki Jo Koi kam bhi ham confused hokar karte Hain to usmein hamen bahut kam kamyabi hasil hoti hai isliye hamen chahie ki Ham jab bhi Koi trade Karen to humne chahie ki Ham usko acche tarike se soch samajhkar aur pure confidence ke sath Karen Taki hamen ismein loss Na Ho agar Ham prapt hasil karna chahte hain to hamen chahie ki Ham apna pura focus trendline yah price action per rakhenge to hamen ismein loss kabhi nahin ho sakta yah bol ke Ham ismein bahut achcha aur pyara prapt hasil kar sakte hain yah bilkul theek.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X