Loss say intezaar baytiar hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss say intezaar baytiar hai.

    han g bilkul apki bat theak ha ky loss sa intazar behter ha agar humy loss hota ha tu humy chaya ky hum usy dehn sa skhyn apniy mistakes dakhyn or unko soch smjh k agy ka karyn agar ap loss ma ki gae galatiyn ko dobra karo gy tu wo galati nahi bht bari bewkofi hogi is liye api aqal ka istamal karyn taky apko loss na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss say intezaar baytiar hai.

      g bilkul loss say intzar behtar h q keh agr ap kisi aisi jgha post kray ya kisi aisay business may hisa lay gay jo ap ko faida daynay ki bjay ioss day ga to aisay kam say kafi hud tuk behtur yeh h keh ap is may hisa hi na lay or na hi is ko join kray q keh aisay kam say best than best yeh h keh ap wait kray kisi aisay kam ka jha say ap ko loss honay ki bjay faida ho
      • #18 Collapse

        Re: Loss say intezaar baytiar hai.

        Ham aghar ziyada profit kamany ky chakkar mn apna nuksan karty hn sab sy behter hy k ap loss mn na aien sab ko entzar karna chaiy aur sahi time any py apni trade open karni chiy yeh trade hamen acha diy jiy gi aur voh ziyada trades hamen loss diy jaen gi tou behter hy na ap entzar hi karn.
        • #19 Collapse

          Re: Loss say intezaar baytiar hai.

          Ager ap Forex Trading Business main profit hasil karne ke liye lalach ya jald baazi ka sahara len ge tou ap ko nuksaan ho ga lalach or jald baazi ki waja se aksar traders ke accounts wash ho jate hain so profit hasil karne ke liye mehnat or sabar se kaam karna hai.
          • #20 Collapse

            Re: Loss say intezaar baytiar hai.

            Assalamu Alaikum Forex member Forex 1 online business ethics Mein knowledge or experience ke sath Apne emotions ko control karke hi trade Karni chahie Forex Mein lalach Nahin Karni chahie Forex Mein loss karne se behtar hai ki aap vate kar liye apni trade ka Agar aapane perfect Kaise State Open Ki Hai To aapko vate karna chahie tabhi aapko acchi profit ho sakta hai jo log Forex trading mein open karke wait Nahin Karte unhen lossy Hota Hai Forex trading Mein Hamen Jyada Se Jyada mehnat aur experience wali trade open Karni chahie tabhi Ham acchi earning kar Sakenge aur successful trader Ban Sakenge
            • #21 Collapse

              Re: Loss say intezaar baytiar hai.

              Men ap se apna zati experience share krta hn men ziada tr gold men trading krta hn or gold men daily daily achi trading nhi milti. men ne 3 din pehly trade ki thi or gold se 50 dollar earn kr liay thy us k bad 2 din achi trade nhi mili is liay men ne trade nhi ki or aj phr achi trade mili to men ne trade ki or aj bhi 40 dollar ka profit earn kr lia he.
              • #22 Collapse

                Re: Loss say intezaar baytiar hai.

                Loss karne se behtar hai ki Ham Sabar Karen acchi trade ka intekhab Karen koshish karen market ke moment achi ho to tab trade Karen slow market mein trade na karen to behtar hai jab moment achi hontu trade karni chahie Forex trading ko Ham Jitna time denge is per mehnat karenge practis karenge utna hi acche hamare analysis honge aur ham acche trade kar sakenge Forex trading ke sath hamen Park form co be time Dena chahie
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Loss say intezaar baytiar hai.

                  Loss karne se behtar hai ki intezar kiya jaaye kyunki jab Ham trading mein kam karte Hain to hamen chahie ki Ham jo bhi trade open Karen uske TP ya SL ke liye intezar karna chahie kyunki jab Ham train open karte Hain to hamen main market ki umra ke bare mein jyada jyada se jyada jankari hasil karni chahie kyunki ki Ham factory mein jitni jyada Jo denge hamen utna hi jyada fayda hoga aur ham ismein kamyabi hasil kar sakenge trading mein bahut sare log aise Hain Jo bataya knowledge ke kam karte hain aur loss ka sabab Ban jaate Hain alpha kuchh log aise bhi hai Jo bagair knowledge ke kam karte hain aur apna account band kar lete hain UN logon ko aisa nahin karna chahie.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X