ab her bar ki terhan loss nahi hoga trading mein dosto

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ab her bar ki terhan loss nahi hoga trading mein dosto
    bohat arsa hum ne bardash keya hai her bar neyi sy neyi koshish mahnat lagan sy kam keya per hum trading mein nakam thy so is bar hum ne analysis saber aur apne mistake ko kabo karliya ab hum ko loss kam hoga her bar ki terhan ab hammare condition phale sy behteer hoge aur acha profit hasil karne mein kamyab hojahain ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ab her bar ki terhan loss nahi hoga trading mein dosto

    Sahi Baat kiya aapane ke Ham Logon Ko hard work karna chahie aur sabse important hai ki Ham Logon Ko Apne mind ka use karna chahie Agar Ek market aggressive Hai To Hamen kabhi bhi candel ke close hone se pahle market Mein jump nahin karna chahie pahle Hamen Ek daily candel hourly timeframe ke K candel ke close hone Ka Intezar Karna chahie aur jab vah can treat close ho to Uske bad Ham Logon Ko tradekey open Karni chahie koi bhi position Lene se pahle market ki support resistance aur train ko follow Karen tab jakar Ham Koi market Le To Hamen loss kabhi bhi nahin hoga.
    • #3 Collapse

      Re: ab her bar ki terhan loss nahi hoga trading mein dosto

      Nhe loss or profit trade mein hota rhta hy jo member is business mein knowledge or experience ke sath trading kerty hain wo member is business mein acha profit hasil ker laty hain or jo members is business jaldbazee se trade ko open kerty hain wo member is business mein acha profit hasil nhe ker sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: ab her bar ki terhan loss nahi hoga trading mein dosto

        jab hum kam karty koi mistake kar daty hain to hamy loss ho jata hai hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum apne mistake sy sekty he hain forex kabe be band na hony wala aik wase karobar hain yai koi fake business nahe hain yai aik real business hain forex ko hum apna life time career be bana sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: ab her bar ki terhan loss nahi hoga trading mein dosto

          hamain loss say bachny k liye mhnt karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain chahye is k bary main analsye akrni ho gi ta k earn karein gay uar hamain trnd ko use karna ho ga tab hi hum trade karni ho gi aur hamain market main loss aur profit dono ka samna karna prhta hai so hamain is k bary main trend ko use kar k hi hum achi trade kar skaty hain
          • #6 Collapse

            Re: ab her bar ki terhan loss nahi hoga trading mein dosto

            loss wesy bhi bar bar nhi hota hy dear member lodss o kbhi kbhi ho hi jata hy lekin hamin saber kerna chahiy ager ham apni mistake ko repeat na krein aour loss sey learninig hasil krein to ham bar bar loss sey khd ko mehfooz rakh sakty hein iss liy iss bat ki hamin tension nhi leni chahiy...
            • #7 Collapse

              Re: ab her bar ki terhan loss nahi hoga trading mein dosto

              han g bilkul asa hi ha agar ap ksi trade k bary ma confuse han tu apko nahi chaya ky ap us pa kam karyn apko chaya k ap us trade ko chordyn agar ap us pa trade kargy tu faida nhi is liye jab b trade karyn tu soch smjh k karyn confused trade pa na karyn balky us pa karyn jispa ap confident hon ky ap best trading karskty han
              • #8 Collapse

                Re: ab her bar ki terhan loss nahi hoga trading mein dosto

                g han dear aapki baat bilkul theek hai. jaisa ke aapane kaha ke humne har bar ki tarah Los nahin hoga kyunki Ham Los karte karte Sikh Rahe Hain ki loss kyon ho raha hai isliye ab Ham trading ke kabil ho rahe hain. isliye hamen ab loss bahut kam hoga. loss to hoga lekin bahut kam hoga.kyunki loss to business ka hissa hai aur profit bhi.kabhi profit to kabhi loss yah to hota rahega lekin ab hamesha ki tarah loss zyada nahin hoga kyunki ab Ham trading ke kabil ho gaye hain.
                • #9 Collapse

                  Re: ab her bar ki terhan loss nahi hoga trading mein dosto

                  loss se ham bach nah sakty lakin is se careful ho ker kam zaror ker sakty hain loss k chances ko ham khud hi kam ker sakty hain is k liye pni islah ki zarorat hai r ye achi bat hai k ap ne khud ko improve kia apni mistakes ko dekha un se learn kiya r koshish karen k next time in mistakes ko apni trading main use kerny se avoide kerna hai to yaken manen k ham aesy boht achi trading ker sakty hain best trading ki kuch basics hain jin ko adopt ker k hm successful trading ker sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: ab her bar ki terhan loss nahi hoga trading mein dosto

                    Ji bilkul theek Kaha aapane Bahut loss Ho Gaya ab Hamen Jyada Se Jyada maine karni hai ki Ham loss kam Karen Apne loss ko recover karne ki koshish karen Apne analysis ke mutabik hi trade open Karen market ke sport assistant ko check Karke trade Karen jaldbaji Mein trade na Karen one hour candle ko close hone Tak market ko watch Karen achi candle ka wait kry jb ap ko achi buy ya sell wali candle ka signal mily tb he ap ko trade krni chaye tb he ap ko loss kam ho ga or profit acha ho ga jaldbazi chorhna ho gi mhnt k sath or sbr k sath forex treading maie kmyab ho skty hain or achi earning kr skty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: ab her bar ki terhan loss nahi hoga trading mein dosto

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
                      bohat arsa hum ne bardash keya hai her bar neyi sy neyi koshish mahnat lagan sy kam keya per hum trading mein nakam thy so is bar hum ne analysis saber aur apne mistake ko kabo karliya ab hum ko loss kam hoga her bar ki terhan ab hammare condition phale sy behteer hoge aur acha profit hasil karne mein kamyab hojahain ge.
                      Jab aap Soch samajhkar aur planning Karke kam Karoge To aapko profit Hoga agar aap Bina soche samjhe kaam Karoge To aapko Har Bar Nahin Hamesha hi nuksan hoga isliye Soch Samajh Ke profit Hasil karne ki koshish karo aur mehnat se kam karo

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X