kia hum sub ko mil kar tarding karni chaya
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Jee Dear, ye esa bissnuss he jo ham sabko hi kewrna chahiye.forex trading business ky zariy tezi sy pysy kama sakty hen to mery bhai han is business sy tezi earning karna possible hy pr is ky liy boht zayada mehnat karna parti hy demo account pr boht zayada practice karna parti hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      G bhai bohat say esay traders b dekhay hai jo k group ki trha trading krtay hai or apni knowledge 1 doosray k sath share krtay hai.is trha say traders apni knowledge share b krtay hai or unki knowledge mai izafa b hota hai.Trader individualy trading b kr skta hai or group mai b.trader pr depend krta hai.
      https://t.me/pump_upp
      • #123 Collapse

        Ager to hum aik group ki shape sab friends mil k trading kerain gy to pher humean boht faida ho ga aik strong experience build up ho ga our strong strategic say acha profit easily earn ker sagain gay
        • #124 Collapse

          ha but possible nahe ha forex ko app mil kar nahe kar sakhta yaha har koi apna lye trading krta ha or trading ko mil kar krna i think bhtar nahe ha bas ar koi apne strategy pe kam kare trading kare or earn kare
          • #125 Collapse

            hum agar mill kar tradding kary gy to is my zyada faida hy ku ky jb hum mil kar tradding kar ty hy to hum ko signals ka pata
            • #126 Collapse

              brother yeh aik bohut hi behtreen idea hai yeh sath mel kar trading karney ka is se humey aur dosrey trraders dono ko fiada hoga agar hum mel kar analysis karien aur market par nazar rakhien sab hi ko profit hoga is se.
              • #127 Collapse

                G janab hum sab ko mil kr trading krni chahyay bcz jub ap aik team work ky zaryay kam krty hy tu ap ki income axhi hoti trade axhi hoti hy or ap ko pata chalta hy ky kam kysy hota hy.
                • #128 Collapse

                  Re: kia hum sub ko mil kar tarding karni chaya

                  Assalamu Alikum

                  G bikul yeh boht achi bat hai ager sary members ak dosry k sath pairs main trading krein, es ka sab say, zayda benefit yeh hai kay ager ak member akayla e trade kary to ager woh koi mistake kar rha hai to usy achi advise dany Wala koi nahi hota, aur wo loss krwa lata hai, jab k ager 2 members akty trading krty hein to wo ak dosry ko mistake krny say rok laty hein aur unein loss nahi hota, but es k liye zarori hai hum apny sath asisy members ko rakein jo trading say related bhot sa experience aur knowledge rkty hain ta k wo humein achi advise kar saqein.

                  Thanks
                  • #129 Collapse

                    Re: kia hum sub ko mil kar tarding karni chaya

                    Aoa my dear friends mere khayl say haan yeh ho sakta hy lekan is main jo log aap ky sath share karain unhain aap par complete trust ho. Jab profit hota hy to sub happy hotey hain lekan jab loss hota hy to aap ko doosron ko reply dena hota hy. In my opinion, individual trading hi theek rehti hy aap apni marzi say lots lagatay hain aur apny profit aur loss key khud responsible hotey hain. Isliya Hume chea ka hum hardworking Kara.
                    • #130 Collapse

                      Re: kia hum sub ko mil kar tarding karni chaya

                      Trading karne mein har ek member ko hi ek dusre ki help karni chahie aur sab hi members ko apna trading experience forum per share karna chahie kyunki jab har ek member hi yahan per apna experience share karega to uske bad har ek member ki help ho jayegi aur sab hi members yahan per rahakar aur acchi trading kar payenge sabhi member jab acchi trading kar payenge tu is tarah se sabko profit earn ho jaega sab members ko chahie ki vah achcha profit earning karne ki koshish kiya karen
                      • #131 Collapse

                        Re: kia hum sub ko mil kar tarding karni chaya

                        Forex trading Agar Mil Ke ki Jaaye to bahut acchi baat hai. Lekin in trading karne ka rule trading karne ka style aur training karne ka time Har EK members ka Apna Apna Hota Hai Koi first time trading Karta Hai To Koi second timer trading Karta Hai.Means koi. evening mein Karta Hai To Koi morning mein Karta Hai sabka time mukhtalif Hota Hai.aur ISI Tarah Se Sabke trading style be different Hota Hai Koi indicate Aur trendyline Ko use karta hai aur bahut se log Aise Bhi Hote Hain Jo Kisi bhi indicator ko use Nahin Karte just candlestick pattern per hi focus Karte Hain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #132 Collapse

                          Re: kia hum sub ko mil kar tarding karni chaya

                          Je Han forex main humara mil Kar trading karney ka idea best sabit ho sakta ha q k bohat sare new members k pas experience na honey ki waja say nuksan hota ha agar hum.mil Kar treading karain gey to hum sub kamyab Jo saktey Hain or kamyab treader ban Kar achi earning bhe Kar saktey Hain is main tamam members ko kamyabi hasil hogi

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X