14 40 ka error kya hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    14 40 ka error kya hai
    G bilkul 1440 ka error yhe h k apko 1440 mnt mae apkp apne posting ko complate krna hoga yh timr limit hote ge pisting ki
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 14 40 ka error kya hai

    G han dear ap ny sai kha Hy jab ham apni posting complete Kar lety Hy to ham ko ye error ajata Hy ham ko is me apni post 1440 me complete karna hoti hy
    • #3 Collapse

      Re: 14 40 ka error kya hai

      dear friend forex forum pa posting k dsuran 1440 minut walay error ka mtlb hota ha k ap ab 1440 minut tk posting naen kr sktay yeh error us waqt ata ha jb apki posting ki limit complete ho jay ya phir ap posting mn jald bazi kren aur aik post sa dosri post mn 5 minut ka gape na den
      • #4 Collapse

        Re: 14 40 ka error kya hai

        Gevha forrx member jab daily posts ki limit pori hote he to is se zayada posts nahi ho sakte be is lya hum forum per dailt base ler 50 posts kar sakte be aur is se zayada nahi kar sakte aur mknthly ke approx 1500 post ho jati he
        • #5 Collapse

          Re: 14 40 ka error kya hai

          1440 ka error ka matlab hai ke aap ki 50 post ki limit Puri ho gai hai aur 1440 minutes ke bad aapko posting allowed hogi yani aap ki posting limit Puri hone ke bad yah hota hai ke aap ki limit Puri ho gai hai aur job dusra din aaega to aap ko posting karne ki ijaajat hogi ya error isliye show hota hai Is tarah se Koi khatra nahin hota log error ka naam sunte hi dar jaate Hain isliye yah ek safe error hai. is sy darna ni chahie.
          • #6 Collapse

            Re: 14 40 ka error kya hai

            jab hamare posts ke limit pore ho jate hain to 1440 ka error a jata hain forex aik asa bsuiness hain jo hamy learning be dyta hain or yai hamy meyare kam karny par ache earning be dyta hain hamy meyare posts par thanks be hasil hoty hain thanks ka hamy extra bonus milta hain hamy be meyare posts par thanks dany chahey kue ky yai in ka haq hota hain
            • #7 Collapse

              Re: 14 40 ka error kya hai

              1440 ka error is vajah se aata hai ki aap ka kaam complete ho chuka hai jab aap 50 posting complete kar lete ho to aapko 1440 wala error a jata hai aur iska matlab yah Hota hai ki ab aap is se jyada Kam nahin kar sakte ho to aapko vahan per apna Kam stop kar dena chahie
              • #8 Collapse

                Re: 14 40 ka error kya hai

                G dear ye kuch wajhoot ki waja say ata hai ager ap es mai ost ki limite clear kar daitye hain tu ye a jata hai jub kay ager ap es mai apna kam theak tarha say kartye haun tu ap kaliye masla kam banta hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai rules kay hisab say apna kam jari rakhain ta kay ap es mai kamyabi hasil kar lain
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: 14 40 ka error kya hai

                  Jab aap apna posting target complete kar lete hain to fir aapko 1440 wala error a jata hai aur iska matlab yah Hota haike ab aap posting nahin kar sakte ho ab aapane apna target complete kar liya hai to uske bad aap ko posting nahin karni chahie kyunki vah aapka target complete ho chuka Hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: 14 40 ka error kya hai

                    Ap ko Daily Pakistan forex forum main 50 ka limit diya jata hay kh ap 50 post ko pora kerain jb ap ki 50 pori ho jati hain to us ka bad ap ko 1440 ka error show ho jata hay is ka matlib ya hota hay kh ap na apni post jo pora ker liya hay ab ap 50 post sa ouper koi bh post nahe ker sekty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: 14 40 ka error kya hai

                      ye tab ata hai ke hjab ap ke pas apni posts complete kar lete hain aur phir ap ki limit poori ho jati hai us se zeyada ab ap posts nahi kar sakte hain is liye gar ab apa ne mehnat se kaam karna hai to phir buhat hi zarori hai ke hmain leanr karna ho ga ke ham mehnat se kaam karain aur acha kaam karain trend pe kaam karain is tarah ham achi earning kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: 14 40 ka error kya hai

                        Assalamu Alaikum friends my dear friends 1440 ka Adil isliye Aata Hai Jab Agar Ham Apna target pura kar lete hain to Hamara 1440 Kahe Le Jata Hai Uske bad Ham koi bhi post create nahin kar sakte Hamara target pura ho jata hai isliye Ham Iske Aage Kuchh Bhi Nahin kar sakte yah Hamara setup lag jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: 14 40 ka error kya hai

                          1440 error wo ha jab ap apni posting ki limits pori karty ho tu iska ya limit ajta ha is k liye apko chaia ky ap soch smjh k trade karyn or apni limits kopora ary isa zyda karny ki kosish na kayn warna apka account banned kardiya jayga is liye soch smjh k kam kiay kryn posting achi karyn or behtreen karyn
                          • #14 Collapse

                            Re: 14 40 ka error kya hai

                            Ji Jab aap ki post ki limit Puri Ho Jaati Hai To tab yah 1440 Aata Hai Forex trading Mein Hamen knowledge ke sath post Karni chahie acchi learning ke sath post Karni chahie Taki Hamen Achcha bonus Mile aur ham acche bonus ke sath Forex trading Mein acchi trade lagakar Achcha profit Hasil kar Sakenge Forex trading Mein Hamen money management ke sath Hi Kam karna chahie tabhi Ham Kamyab Ho Sakenge aur acchi earning kar Sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: 14 40 ka error kya hai

                              dear membar hum pak insta forex form account mein 24 ghanto mein sirf 50 posten kar sakte hain or 24 ghanto mein 1440 mints hote hain isley jab humara 50 poston ka targat pora ho jata hai to 1440 ka option a jata hai iska matlab hota hai ke hum ab or posten nehi kar sakte humare 24 ghante ki posting limant pori ho gai hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X