Losses ko na daykhnay may hi bhalai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Losses ko na daykhnay may hi bhalai.
    Dear Friends Asslamu Alaykum

    Dear Friends Forex treading may agar aap apnay losses ko daykho gay to aap ya samjh lo gay kay aap say koi kaam ho hi nahi raha hay lihaza aap iss ko mat socho kay aap say kaam nahi ho raha hay balkay aap apnay profit ko daykho kay aap kay paas profit to aachuka hay or bi koi hard kaam kiya hoya.

    Thanks and bye,
    Your Friend Kamran Sarwar.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Losses ko na daykhnay may hi bhalai.

    G dear ap n thk kaha hy k instaforex p kam krty hovybya instaforex p trading krty hovy humy apny loss se ghabrana nhn chahiya balky humy apnynloss se sabuk hasil krna chahiya aur pak forex m wohinlog kamyab hoty ha jo apny loss se ghabraty nhn hy balkybapni mehnut se apny loss ko kamyabi m badalty ha
    • #3 Collapse

      Re: Losses ko na daykhnay may hi bhalai.

      G han aap ny bilkul sahi kaha hy k hmain losses ko nahi dekhna chahaiy kun k iss tarah ham apni himat har dein gy afar ham pechy dekhain gy to agy nahi badh sakty hmain bhut mehnat karni ho gi forex main tabhi ham kamyab ho sakty hain forex main.
      • #4 Collapse

        Re: Losses ko na daykhnay may hi bhalai.

        Forex trading mein loss or profit hota rhta hy jo member is business mein loss se gabraty hain wo member is business mein acha profit hasil nhe ker sakty hain q ke her trade mein phily loss hota hey phir profit hota hey is ly hmean loss ka mokabla kerna chye
        • #5 Collapse

          Re: Losses ko na daykhnay may hi bhalai.

          loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum trade karein gay aur market main bi greed ko avoid karna ho ga tab hi hum trade karien agy aur demo main practice karni ho gi tab hi hum trade karein gay aur loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum achi trade kar k hi hum trade karein agy aur experience ho ga tab hi hum trade karny k kabil hon gay
          • #6 Collapse

            Re: Losses ko na daykhnay may hi bhalai.

            agar hum es main boht mahnat say hum es main kam karain gain to humain es main boht sa bons hasl ho ga agar hum es main tky lga kar hum es main kam karain gain to humain es main boht sa nuqsan be ho skta hain our humara account be wash ho skta hain our humain es main boht sa loss be ho skta hain es ley humain es main boht mahnat say kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Losses ko na daykhnay may hi bhalai.

              hamy loss hony par tense nahi hona chahey hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham acha bonus hasil kar sakty hain agr ham is main greedy ban kar apni galtio ko ignore kar ky kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoo nahi hota
              • #8 Collapse

                Re: Losses ko na daykhnay may hi bhalai.

                G nilkuk hamen apne losses ko baar baar nhe dekhna chahea balke hamen inko nazar andaaz kea baghair unse kuch sekhna smjhna chahea. Hamen chahea jo hamne past men ghltean ke hyn unhen dobara na karen aur unmen se baht bari ghlte hamare jald bazi hote hy. Hamen chahea keh hum apne ghlteon ke azaly ke kea wo ke gae ghktean repeat na karen aur profit ke hikmate amle apnaen.
                • #9 Collapse

                  Re: Losses ko na daykhnay may hi bhalai.

                  Ji han bilkul Apne se baat Kiye Hain Aur Ek mein agar Ham last ko Dekhenge To Hamen se Kuchh Hasil Nahin Hoga Hamen chahie ki Ham Apne overall profit ko Dekhen Jo Ham Nahin Aane Se Hasil ki hai agar Ham ismein minut Karenge aur Lad Nahin acchi learning ke sath kam Karenge To Hamen ismein fayda Hota Hai yah bahut hi Achcha business hai jismein Hamen Hamari main mehnat k mutabiq profit hota hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Losses ko na daykhnay may hi bhalai.

                    Gee dear ya bat to ha ky loss ko na daikhain or trading karty rahain lakin ya bat bhe theek nai ha hamain chaiay kay is main hum lerning karain pher is main hum achay sa forex tarading main achay sa kam kar kay acha mauafa kama lain gay or agr app bgaiir experience ka kam karain gay to hum nuksan karian gay or pher hum is main apna dill chota kar kay kam ko nai karain gay lahza trdingkarty waqat hamain sabar or market ko daikh kay pher ismain trading karain pher har jeet to sath sath he hoti ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Losses ko na daykhnay may hi bhalai.

                      agar ap ko loss hota hai to koi bat nahi haii sab ko hota hai bus mehnat se kaam karain learn karain aur agar ap acha kaam karain ge learn krain ge to hi ap ke lite yahan pe acha earn karne ke liye opportunity ho gi si liye mehnat se kaam karain aur agar ham mehnat karain ge demo pe apne emotions ko control karainge to hi ham acha kaam kar saken ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Losses ko na daykhnay may hi bhalai.

                        AAP sab Kare losses per Dil chhota na Karen ge tu is tarah se aap bahut acchi tarah se baten Kar payenge aapko kabhi bhi apne jinda hone per chhota nahin karna chahie balki hamesha apne dost ko control karne ki koshish karni chahie aur uske liye apne mistakes ko acchi tarah se note karte rahana chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Losses ko na daykhnay may hi bhalai.

                          Dear ye zarori nai hai ap ne agar ais market mai trade karni hai to ap ko ais market mai apny account par trade laga deni chaye aor aus k sath take profit aor stop loss laga k choar dena chaye aus se a ais market mai agar kisi trade par loss karty hai to atna zayda nai karty hai jis se ap ka accouunt wash ho jaye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Losses ko na daykhnay may hi bhalai.

                            losses ko face karna bahut jyada important hota hai agar aapko loss Ho jaaye to aapko kabhi bhi himmat nahin harni chahie balki aapko apne loss ko face karna chahie aur iske sath sath aapko apne loss se lesson hasil karna chahie Taki aap ek acche aur kamyab trader Ban sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Losses ko na daykhnay may hi bhalai.

                              ji han aap agar apni har Ko Man lenge to aap Pakistan Forex mein Kam nahin kar sakenge agar aap har Ko agar cover karke aap acchi kamyabi ke liye mehnat karenge to aap aasani se acche se kamyabi Pakistan Forex hasil kar lenge Khoob main aarti se kam karen to hi kamyabi milegi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X