trading mein agar hamen munafa Ho Raha hai to hamen chahie ki Ham Sara munafa withdrawal naane aur hamen jyada munafa account mein chhod Dena chahie jab Ham aadha munafa account mein chod denge to iska fayda yah hoga ki hamara account badhta jaega aur iski vajah se hamara margin jyada ho jaega aur jab Ham trading karenge to Ham badi trade kar sakenge aur ham aur jyada munafa Kama sakenge isliye hamen chahie ki Ham sare ka sara munafa withdrawal na liya Karen agar Sara munafa withdrawal lenge to Ham apne account ko increase nahin kar payenge
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим