Small volume ko use Karne se hamare emotions control mein hote Hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small volume ko use Karne se hamare emotions control mein hote Hain
    Trading mein agar Ham small volume ke sath kam karte hain to hamare motions hamare control mein hote Hain kyunki ja balm small volume ko use kar rahe hote hain to hamari trading bhi positive hoti hain aur aur hamen trading se good profit bhi Mil jata hai kyunki small volume ko use karne se agar hamari kisi trade mein hamen loss ho raha hota hai to Ham use without tension ke recover kar lete hain aur agar Ham big volume ko use karte hain to hamara loss recover nahin hota aur emotions ki vajah se aam big volume ko use karte hain jiski Hawa vajah se hamara loss aur jyada big ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small volume ko use Karne se hamare emotions control mein hote Hain

    Yes trade open karty waqat lot size ko small adjust karna chahe, es sy small loss or small he profit hota hai, asi sorat ma apny emotions ko control ma rakha ja sakta hai, kiu k emotion tb he out of control hoty hai jb ham sara acct risk py dal deyn,
    • #3 Collapse

      Re: Small volume ko use Karne se hamare emotions control mein hote Hain

      hmesha lot size small rkha kren qk agr apko km profit mtlb small rofit milta hai to koe bt ni lkn milta to hai h na r loss b km hota h islye forex forum pe dil lga k work kren.
      Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
      • #4 Collapse

        Re: Small volume ko use Karne se hamare emotions control mein hote Hain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
        Trading mein agar Ham small volume ke sath kam karte hain to hamare motions hamare control mein hote Hain kyunki ja balm small volume ko use kar rahe hote hain to hamari trading bhi positive hoti hain aur aur hamen trading se good profit bhi Mil jata hai kyunki small volume ko use karne se agar hamari kisi trade mein hamen loss ho raha hota hai to Ham use without tension ke recover kar lete hain aur agar Ham big volume ko use karte hain to hamara loss recover nahin hota aur emotions ki vajah se aam big volume ko use karte hain jiski Hawa vajah se hamara loss aur jyada big ho jata hai
        Ji bilkul aapki baat theek hai jab Ham small volume ko istemal karte Hain to hamara account safe rahata hai aur hamen nuksan ka bhi nahin hota hai aur agar hamara nuksan Ho bhi jata hai to bahut kam hota hai aur is tarah se hamara kaam bahut accha ho jata hai aur agar ham Bada volume istemal karte Hain to hamara nuksan jyada ho jata hai isliye hamen Bada waliyon istemal nahin karna chahie aur hamesha hi chhote volume ke sath kam karna chahie
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Small volume ko use Karne se hamare emotions control mein hote Hain

          Gevha forrx member treading karte waqt koshishbkarna chYa je hum small volume ja istimal kare is tara hum apne account ko be saif rak sake ge aur zYada mehnet se kam kare aur acha knkwledge hasil kare
          • #6 Collapse

            Re: Small volume ko use Karne se hamare emotions control mein hote Hain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
            Trading mein agar Ham small volume ke sath kam karte hain to hamare motions hamare control mein hote Hain kyunki ja balm small volume ko use kar rahe hote hain to hamari trading bhi positive hoti hain aur aur hamen trading se good profit bhi Mil jata hai kyunki small volume ko use karne se agar hamari kisi trade mein hamen loss ho raha hota hai to Ham use without tension ke recover kar lete hain aur agar Ham big volume ko use karte hain to hamara loss recover nahin hota aur emotions ki vajah se aam big volume ko use karte hain jiski Hawa vajah se hamara loss aur jyada big ho jata hai
            baat to aap theek kar rahe hain magar main note kiya hai ki sambhal volume lagane ka to aap Soch bhi Nahin sakte aap to hamesha hi bada volume lagate Hain kyunki aap chahte Hain ki main ek hi dafa angrejon ke sare dollar Apne paas le aaun aur jab Banda yah sochta hai to vah Kabhi bhi unke sorry apne pass lekar nahin kar sakta kyunki unhone Apne dala apne liye rakhe hue hain aapke liye to Nahin ruke hue jo aap ek hi dafa unke Sare dala kar le aaoge aisa sochana bhi mat agar aap chhota volume use karoge to kamyab hi jaoge Baki aage aapki marzi hai jo aapko achcha lage.
            • #7 Collapse

              Re: Small volume ko use Karne se hamare emotions control mein hote Hain

              G han ham agar small lots use ker ky forex market main trade kerty hain tou hamain aesy main profit bhi limited hota hai aur loss bhi kam hi hota hai jis sy hamary emotions control main rehty hain jam hamesha emotional tab hoty hain jab hamain short time main bara loss ya zyada profit hasil hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Small volume ko use Karne se hamare emotions control mein hote Hain

                Small volume (lot) size key base par aur daily kam limit key trades ye traders ko emotional nahi hony dety es ki waja Forex market me big risk factor hota hay agar lot size me ezafa kar leya jaye aur trades be limit se zeyada ho to esy traders key ley emotional hona aur ghalat decisions lena yakeeni ho jata hay emotions ko control hi ham small lot size aur kam se kam trades open karny key base par kar sakty hey es key elawa esi koi technique hi nahi hay jo emotional khatam karny me help de saky.
                • #9 Collapse

                  Re: Small volume ko use Karne se hamare emotions control mein hote Hain

                  Salam o alekum smallworld ko use Karne se hamare motion control mein rehte Hainkyunki jab lajward mein aap reading karte Hain to aap emotionally Ho jaate Hain vahan per baccha bahut jyada hota hai jiski vajah se aapko tension hone shuru Ho jaati hai lekin small waliyon mein trading karne se aap tension free hote Hain khuda na khasta loss Ho bhi jaaye to itna jyada nuksan nahin hota aur aap worry less rahte hain lekin large-volume main aapko nuksan se Na bahut bhari padh sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Small volume ko use Karne se hamare emotions control mein hote Hain

                    g dear, trading kartay waqt apnay account ki safety ko mind main rakhain aur hamesha small lot k sath trade karain aur ziada earning ki lalach main big lot use na karain warna market ki unexpected moment hmain loss pohncha sakti hai, jis sa hmain difficulty paish aa sakti hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Small volume ko use Karne se hamare emotions control mein hote Hain

                      Yes ye to sahi kaha ap ne jab ham small lot se trade ko open kerty hain to ham tenshion free ho jaty hain kiun k jab ager trade loss main jany bhi lagti hai to hamy us ki fiker nahi rehti kiun k small lot se her soorat main hamara account safe rehta hai is liye small.lot use karen k is se apk emotions bhi control main rehty hain r ap ka account safe rehta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Small volume ko use Karne se hamare emotions control mein hote Hain

                        small lot size rakh kr r apne profit ka target km rakh kr ek to hum lalch se bache rahte hain dosra hum apne account ko safe rakh kr Thora Thora kr ke acha profit le skte hain r jitna acha hamara experience hota jae ga to hum is se bhi zyada profit le sken ge to hamen start men koshesh krna chahye keh hum small lot r profit pe mehnat kren
                        • #13 Collapse

                          Re: Small volume ko use Karne se hamare emotions control mein hote Hain

                          Bro ap nay theek kaha hai ager hum trade lagaty waqt kum volum ka istmal karyn yani lot size ka kum say kum use karyn to humen profit bhi ho sakta hai or humery emotions bhi control main reh sakt hai so zarori hai kay ap kum say kum valum kabuae karyn or apny account ko safe rakhyn forex trading main in baton ka khass khoyal rakhyn or regular trading karyn kyun ayaa karny main account wash bhi nahi hota hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Small volume ko use Karne se hamare emotions control mein hote Hain

                            yes sir ji apne bilkul theek baat ki hai aghar hum apni trade mein small volume karte hain or kam lot size use karte haiun to isse humarey jo emotions hote woh control mein rehte hain jisse hum out of control nehi hote or hum forex mein acchi trading kar pate hain or loss se bhi bach sakte hain or humen forex trading mein kamyyab hone keley kam volume use karna chahey or apne emotions ko bhi control mein rakhna chahey

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X