Aik trader ko apni eyes ka bhi khayal rakhna chahaiy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik trader ko apni eyes ka bhi khayal rakhna chahaiy
    Aslam o alikoum dear main y khana chahta hu jo trader computer per ya laptop per kam krty hain un ko apni eyes ka bhi khayal krna chahaiy aur Mobile walay too khas kr khayal krain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik trader ko apni eyes ka bhi khayal rakhna chahaiy

    Jo member is business mein zayda time spand kerty hain un member ke eye ko boht zayda nuqsan hota hey jis se un ko iyanak lagana perti hy hmean chye ke hm is business 5 hours mein kam Karin wo b waqfy se is se un ke eys ko koi nuqsan nhe hota hey jis se ap ko achi kamyabi hasil ker sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Aik trader ko apni eyes ka bhi khayal rakhna chahaiy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: qaiserabbas786 پيغام ديکھيے
      Aslam o alikoum dear main y khana chahta hu jo trader computer per ya laptop per kam krty hain un ko apni eyes ka bhi khayal krna chahaiy aur Mobile walay too khas kr khayal krain
      Yes brother working karte hue jab Ham PC jha mobile per work karte Hain to uski light ki vajah se hamari eyes kafi jyada effect padhte Hain isliye hamen chahie ke ham apni eyes per gilas ko use Karen jab ham glass ko use karte hue working karenge to hamari ise ki protection hogi aur ham apne ise ko safe raksha karenge
      • #4 Collapse

        Re: Aik trader ko apni eyes ka bhi khayal rakhna chahaiy

        Health ka hmesha khyaaal rakha kren Qk health hogi to wealth hogi is k bgair Faida nahi aisa na ho paisay earn krnay k chakar m Apni health khraab kar bethy phir health ko theeek krnay k liye wahi paisay health pe lga den.
        Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
        • #5 Collapse

          Re: Aik trader ko apni eyes ka bhi khayal rakhna chahaiy

          Yes traders ko apna khawal b rakhna chahe, kiu k wo sahe hon gy to wo achy tareeky sy kam kar sakty hai, forex ma kuch work karna chahe or phr relaxation k lae kuch time nikalna chahe, ham agr har time forex karyn gy apni family ko time ni deyn gi to ye b galat hai
          • #6 Collapse

            Re: Aik trader ko apni eyes ka bhi khayal rakhna chahaiy

            G dear yeh bat to ap n bilkul thk kahi ha k aik trader ko chahiya k will h apni health ka lazmi kheal rakhy ku k health aur mind fresh ho gy to woh kamyab trading kr sakta ha aur as k bagair kabhi kamyab nhn ho sakta to agr ap n zindgi k kisi bhi field m kamyab hona ha to ap ko chahiua k hamesha ihud ko ****h rakhy aur as kam k bary m zeada se zeada learning jasil kry
            • #7 Collapse

              Re: Aik trader ko apni eyes ka bhi khayal rakhna chahaiy

              اصل پيغام ارسال کردہ از: qaiserabbas786 پيغام ديکھيے
              Aslam o alikoum dear main y khana chahta hu jo trader computer per ya laptop per kam krty hain un ko apni eyes ka bhi khayal krna chahaiy aur Mobile walay too khas kr khayal krain
              Hamari aankhon per mobile aur laptop ke kafi bure asrat padhte Hain hamen khayal karna chahie aur apni aankhon ko maaf rakhna chahie iske liye ham chahie ki Ham aankhon per anek ka istemal Karen jab hum apni aankhon ki ibadat karenge tab hi hamara kam achcha hoga aur agar Ham apni aankhon ki aadat nahin karte Hain to hamara kam kabhi bhi achcha nahin ho sakta hai
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Aik trader ko apni eyes ka bhi khayal rakhna chahaiy

                ji han dear aapane bilkul theek kaha hai kyunki trading Karne wale Ka Kaam har waqt computer ya mobile ki screen ko dekhte rahana hai isliye ek achcha trader hamesha break leta hai aur apni aankhon Ka khyal rakhta hai aur Agar vah lagatar screen per dekhta rahega to use Ki aankhen kharab ho sakti hai kyunki screen light uski vajah se aankhen dukhne lagti hai aur sar bhi dukh ne lagta hai isliye bata raha hai ki vah thoda thoda waqf letter Rahe Jab trade close Kar Le tu bewafa Le Le aur jakar trade lagane Lage to pahle fresh hokar FIR dobara trade Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Aik trader ko apni eyes ka bhi khayal rakhna chahaiy

                  ji han bilkul ek tractor ko apni najar ka jarur kya rakhna chahie kyunki lagatar mobile Jack laptops tamal karne se najar per asar padta hai agar aap apni najar Ka khyal Nahin rakhenge to ek din aisa aaega ki aap bahut pachtaoge aur aapki dekhne ki salahiyat bahut kam ho jayegi meri aapse gujarish yahi hai ki hamesha protector gilas istemal Karen aur jab kabhi bhi laptop ke samne baithe Hain to uski roshani kam rakhen aur jyada der tak ek hi jagah ko Na dekhte rahe bal ke thode thode waqt par ke bad najar ko idhar udhar bhi dekh liya Karen tar ke aapki najar ki upar koi Bura asar na pry.
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik trader ko apni eyes ka bhi khayal rakhna chahaiy

                    g han dear forex men jo bhe member kam kar raha hy saba member ko chjaia keh sab member apni eyes ka bhe lazmi khyal karen jab tak aysy member apni helth ka khyal nai karen gy to wo member khud ka bahot he bara loss kar ray hen q keh jab humari health thk nai ho ge to hum forex men kasy kamyaab ho saken gygy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik trader ko apni eyes ka bhi khayal rakhna chahaiy

                      Ji Haaaan Aaaap Ki Baaat Sahi Hai Jo Log FoRum Ko Daily TimE DeTay Hain Or LaGaataar Kaaam KaRtay Hain UnHen Apni EyEs Kaaaa bhi Khyaaal RaKhnaaa Chaahiye Q k is Main LaGaaatar Kaaam KaRnay k Liye Hum CoMp Yaaaa MoBiLe Kaaa istemaaal KaaRtay Hain Jis Ki Wajaaa Se Agar Hum RegulaR Use KaRen To Humaaari Eyesight PaR Kaaafi Asar PaRtaaa Hai To HumEn iS Baaat Kaaa ZaRoor Khhyaal Rakhnaa Chaahiye....

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X