Apni posts kis tarah kay thread per post ki jaye ta keh delete na ho.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni posts kis tarah kay thread per post ki jaye ta keh delete na ho.
    Assalam O Alaikum respected members.
    Jab bhi ap apni post submit karny kay liye thread select karain to ye daikhain keh topic kesa hy, is kay bad thread create karny waly ka name daikhain keh kahi is nay 4 say ziada thread to nai lagaye huye, ja ap thread open karain to ye daikhain thread ki detail kaisi hy, ager apko sub kuch satisfactory lagy to ap apni post is per submit karain, ye post inshalllah delete nai hogi, or achy bonus ka sabab bany gim
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni posts kis tarah kay thread per post ki jaye ta keh delete na ho.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
    Assalam O Alaikum respected members.
    Jab bhi ap apni post submit karny kay liye thread select karain to ye daikhain keh topic kesa hy, is kay bad thread create karny waly ka name daikhain keh kahi is nay 4 say ziada thread to nai lagaye huye, ja ap thread open karain to ye daikhain thread ki detail kaisi hy, ager apko sub kuch satisfactory lagy to ap apni post is per submit karain, ye post inshalllah delete nai hogi, or achy bonus ka sabab bany gim
    Jb app forex say related post Karo gy ya thread lagao gy to wo delete nahe hoo ge humery aksar dost easi thread lagty haen Jin ki koi jaga nahe bante hy Matlab na to Forex say milti hoti haen our khuch to bar bar repeated hoti haen jes ki wja say delete hoti haen humesha fresh topic py he thread lagaen gy to kise ki mehnat zeaya nahe hoo ge
    • #3 Collapse

      Re: Apni posts kis tarah kay thread per post ki jaye ta keh delete na ho.

      sabse pahli baat to yah hai ki aap aisa third lagaya Karen jo pahle se maujud na ho aur jab bhi koi third delete hota hai to uske upar jitni bhi post Hoti hai vah tamam ki tamam delete kar di jaati hai.lihaja agar aap dekhenge koi third meri Nahin hai to uske upar post na Karen hamesha third meri ho aur achcha ho aur knowledge ful ho tab hi jakar uske upar ki gai post delete Nahin Hoti e agar ek third Sahi Nahin hai to usne laga ne baat hai delete hi hona hai.iske alava aap log dusron ko thanks Nahin dusre log bhi aapko thanks denge yah wala sab galat hai balki hamesha use post ko thanks Karen Jo acchi aur meri ho jab aap acchi aur meri post ko thanks Kiya karenge to automatic Logon karo jahan badhega ki log acchi aur meri post likhna shuru ho jaenge isase aap kabhi paida Hoga aur from kyon banai aane wale ladkon ka bhi bahut paida hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Apni posts kis tarah kay thread per post ki jaye ta keh delete na ho.

        G hy bilkul hm tread legna sa phly achi trh sochna chya ky wo trede kysi hy kea hm US sa faida Ho ga ya dlt Ho jy gi hm chya ky mhynt kra achi qulit ki konwldg or experience wali forex ky mutbk trede kra tb hi kamyb Ho ga jitni ziyada mhynt kra achi qulit ka kam kra ga utna kamyb Ho ga or acha bouns hsil saky gy
        • #5 Collapse

          Re: Apni posts kis tarah kay thread per post ki jaye ta keh delete na ho.

          Pak forex forum mein wo thread hi delete hota hai Jo forex related na ho js mein forex ka knewledge aur information na ho aur repeat thread na ho hum is traha k thread par reply karain gey tu wo delete hi hota hai aur waqt aur mehnat zaya hoti hai aur ziada log thread ko read nahin kartay aur title par reply kartay hai js se thread ki quality ka pata nahin chlta hum ko thread ko dekh kar reply Karna cahaiye phr hi faida ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Apni posts kis tarah kay thread per post ki jaye ta keh delete na ho.

            Ham apni post aese thread par post Kare jis ka unwan Bhi acha hoo spelling words Bhi theek hoo aor forex me mukamal Kia gaya hoo aese thread par thanks Bhi ziada milte hai.
            PRACTICE MAKES MAN PERFECT
            • #7 Collapse

              Re: Apni posts kis tarah kay thread per post ki jaye ta keh delete na ho.

              hamy is main achi or alla qualities ki posts or threaads forex sy related hi karny chahey pher hi hamari posts delated hony sy bach sakty hain or ham acha profit hasil kar sakty han forex aik online business hain ham is main live or sada urdu main baat karty hain or ham is main amount be invest kar sakty hain achi earning ky liye yai hamy achi leanring deta hain
              • #8 Collapse

                Re: Apni posts kis tarah kay thread per post ki jaye ta keh delete na ho.

                humain es main boht ache postein send karne hon ge oue humain es main kam ko bohtr bnany kay ley hian es main experience ka our humain es main knowledge ka hona boht zrure hain to he hum es main acha kam kar skty hain our hum es main sucess ho skty hain forex 1 acha business hain ya 1 on line busines hain hum es main live trading karty hain our boht sa pisa kmaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Apni posts kis tarah kay thread per post ki jaye ta keh delete na ho.

                  dear hmain repeated aur ghair mayari threads par post nhi karni chaiay aur aisay threads jin ma idar udar ki fazool batain hon ya forex sa related na hon un par b posting sa guraiz karain q k aisay threads delete kar diay jatay hain jis sa hmari posts b delete ho jati hain aur hmain nuksan hota ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni posts kis tarah kay thread per post ki jaye ta keh delete na ho.

                    Koi bhi post Agar Pakistan Forex Mein rahti hai aapko chahie first of all usko read Karenaur FIR aapko chahie Aisa thread Karen ki vah bilkul delete Na Ho usmein knowledge Ho knowledge se kiya Gaya thread automatically save Hota hai isliye Aap Yahan per carefully se acchi post acche se thread karein Tu Hi acho Success ka sath behtreen Success hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni posts kis tarah kay thread per post ki jaye ta keh delete na ho.

                      hamare post my quality hni chahiy mistakes na hni chahiy forex k related hni chahiy fazol topic na ho nolig share karni chahiy r sb sy important posts shot na ho achi samja k kary
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni posts kis tarah kay thread per post ki jaye ta keh delete na ho.

                        Thread new aur informative Fox ke related Kyon Ho use per reply karna chahie aur Apna reply bhi acchi quality mein banana chahie FIR koi bhi post delete Nahin Hogi mostly Jab thread delete hoti hai to use per jitne reply Hote Hain Sab delete ho Jaate Hain informative working Karenge to koi bhi post delete Nahin Hogi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni posts kis tarah kay thread per post ki jaye ta keh delete na ho.

                          Dear friends jab koi thread post kay liy open krain to is ko read lazmi krain sab pehly to agr wo thread forex kay related na ho to asi thread pay kabi b Jawad post na krain kiun wo thread fourm say delete ho jay gi or apki post b delete ho jay gi. Or koi b post repeat na krain thread ka jwab copy paste na krain asi wja say post delete hoti hain?

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X