kia indicators ka use hamko aik had tak karna chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia indicators ka use hamko aik had tak karna chaye?
    dera maira aap sab say yeh sawal hay k kia hamko indicators ka use kisi had tak rehtay huvay karna chaye ya in ka use hamko all in all karna theek hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia indicators ka use hamko aik had tak karna chaye?

    Trading k doran agar han indicators ko market ka analysis ya rujhan dekhny k liye karty hen to achi bat hy.. Ink zareya hamen pta chal jata hy k market kis traf jaye gi.. Up ho gi ya down.. Ham usi trah invest kar k profit hasil kar skty hen..
    • #3 Collapse

      Re: kia indicators ka use hamko aik had tak karna chaye?

      G friends indicators ko hame sirf use Kar ke profit gain Karne ki kooshish karni chahiey q keh hamara maqsad profit kmanaa hai aor candles aor indicators just hamari rehnumai karte hai.
      PRACTICE MAKES MAN PERFECT
      • #4 Collapse

        Re: kia indicators ka use hamko aik had tak karna chaye?

        Forex market main trade kerny ky liay hamain continue achy indicators ko use kerna chahiay ky ham agar aik indicator sy faida hasil ker rehy hain tou hamain same indicator ko continue use kerty huey acha profit hasil kerty rehna chahiay lekin isky elawa bhi analysis kerna zaruri hoty hain
        • #5 Collapse

          Re: kia indicators ka use hamko aik had tak karna chaye?

          hamy indicators ko achy sy smaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chchey pher h i ham kamyab ho akrty hain or acha profit hsasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni amrzi sy time tabla bana kar is main partt time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain ham is main apni marzi sy 24ganhto main kisi be waqt kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: kia indicators ka use hamko aik had tak karna chaye?

            forex 1 acha business hain hum es main live trading karty hain forex market main humain es main tradlgany say pihly humain es main achay icdicatior ko use karna ho ga to he hum es main boht sa fiyda hasl kar skty hain our hum es main boht sa bons be hasl karty hain es may elawa boht say analiysis hoty hain jo boht zrure hoty hain forex 1 acha business hain hum es main live kam karty hain
            • #7 Collapse

              Re: kia indicators ka use hamko aik had tak karna chaye?

              hamy km sy km 80% tak indicators py depand karna chaeh forex aik international business hain hamy ache learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum munfa kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha bsiness hain hum is mai part time be kam kar saakty hain hum is mai full t ime be kam kakr sakty hain forex aik unique business hain
              • #8 Collapse

                Re: kia indicators ka use hamko aik had tak karna chaye?

                Dear friend job best indicators Ho market chart per laga lena chahie aur signal dene chahie lekin signal per depend nahin karna chahie hot bi market ko analysis karna chahie aur indicator covid dekhna chahie market ka kya Idea bata rahi hai FIR plans Hai market Mein trading ki jaiy
                • #9 Collapse

                  Re: kia indicators ka use hamko aik had tak karna chaye?

                  Indicraer hamaya sahi trha sy bachna chiyain ka use jitn iam ho sgy hamaya krna chiya hamay chiya k hama indictaer ko kam sy kam ham use kry nai to ham is my sahi trha sy ham kam nai kr pyn gy our ham agy is my naia ja sgtty hy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: kia indicators ka use hamko aik had tak karna chaye?

                    Forex business mein hum indicator ka use kar saktay han aur inductor ko use kar k trading kar saktay han lakin hum ko inductor par depend nahin Karna cahaiye hum ko Forex ka knowledge aur experience hasil Karna cahaiye aur apne knowledge aur experience ko use kar k trading Karni cahaiye tab hi kaamyaab ho saktay han

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X