Starting me investment nahen krna chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Starting me investment nahen krna chahye

    Forex mein profit tab hi hota hai jab knowledge aur experience ho aur kiok jo bhi Forex ko join karta hai aur Forex mein new hota hai us ko Forex ka knowledge aur experience kam hota hai aur agr wo us waqt apni investment karain gey tu us investment ko loss hi karain gey is leye Forex ko join karain aur insta Forex k bonus mein Pak Forex forum se posting kar k bonus hasil Kar k trading karain aur jab knowledge aur experience hasil ho Jaye tu apni investment kar k profit earn kar saktay han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Starting me investment nahen krna chahye

      Ya sahi bat ha ka hamin starting ma investment nai karni chahiye kyoun ka hamin zayada experience nai hot aur loss ka chances zayada hotay han is liye hamin chaiye ka ham phlay practice karin ta ka hamin loss na ho saky aur profit ka chances zayada hoo.
      • #18 Collapse

        Re: Starting me investment nahen krna chahye

        investment tb he krni chye jb hmain yakeen ho k ab hm achi trades kr skty hain Q k es busness me kmyab wohi hota hai jis ne market me achi tra kaam kia ho.Q k es business me successful trader wohi hai jis ne hard work kia ho.es liye agr to hm khud se investment krna chty hain to phle hmain market ko smjna ho ga.jb hm demo account se sekh lain gy to hm kr skty hain.
        • #19 Collapse

          Re: Starting me investment nahen krna chahye

          Hamen bahut Achcha kam karna chahie aur Hamen investment Nahin Karni chahie Kyunki Hamen Agar investment karni hai to hamare pass bonus ki bahut achchi opportunity hai ab yahan per posting karke aur mehnat karke kam kar sakte hain aur bonus Hasil kar sakte hain FIR Ham usko trading karke to profit Mein convert kar sakte hain isliye jitni aapka Achcha kam karoge aapko kitna profit hoga pahle knowledge or experience ko Hasil karna bahut important Hota Hai
          • #20 Collapse

            Re: Starting me investment nahen krna chahye

            Forex trading mein hamen use waqt investment Karen Jab hamen Forex trading ke bare mein achcha knowledge experience Forex trading main bagair knowledge ke Ham investment nahin karni chahie isase hamen loss ho sakta hai forex trading mein bahut se aise member Hain Jo acche knowledge aur experience a forex trading se fayda utha Rahe Hain to Ham Agar Apne senior member ki tarah banna chahte Hain to hamen chahie ki Ham Forex trading per mehnat karen to tabhi Ham bhi senior member mein shamil Ho sakte hain.
            • #21 Collapse

              Re: Starting me investment nahen krna chahye

              forex trading main jo bhi forex ko join krta hai osy aty he forex main earning ka khwab nahi dekhna chahye forex main apko achi earning apki laearning k bad milti hai jis k iye apko pahly learning ar dehan dena hota hai apni trading sikhny hoti hai jis se ap ka miyar bahtr hota hai or apki trading bahtr hoti hai aghr ap kamyab hona chahty hain tu apko forex main starting main invest nahi learning karni chahye
              • #22 Collapse

                Re: Starting me investment nahen krna chahye

                Mery khauak me investment is tareeka thek nahi Hy hamen forum me Kam krna chye mehant krna chye kyun Kay Yan sy Kam krn me ho hamen investment milti Hy wo hmaari mehnt ki kamai ohti Hy hamen is me acha Kam krny chye
                There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                • #23 Collapse

                  Re: Starting me investment nahen krna chahye

                  Aapane bilkul theek kaha hai ki shubh main aapko investment Nahin Karni chahie Kyunki main aapke pass Jana Tha Japan Nahin Hota ki aap invest Karke Kama Sakte pahle aapko market Ko samajhna Hoga market analysis Kiya Se Kiya Jata Hai Mal ki friend ko kaise Samjha Jata Hai demo Kaun perfectice Karen jisse yah sab chijen aapko Maloom Hogi FIR aap investment ki taraf a sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Starting me investment nahen krna chahye

                    Forex mein hum ko investment tab karni cahaiye jab hum ko forex ka acha knewledge aur experience ho kiok knewledge aur experience se forex mein profit hota hai aur agr hum knewledge aur experience k baghair investment kartay han tu hum apni investment ko loss hi karain gey aur start mein new trader ko forex ka knewledge aur experience kam hota hai is liye new trader ko Pak forex forum ko join karna cahaiye aur bonus hasil kar k trading karain gey tu faida hota hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X