Starting me investment nahen krna chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Starting me investment nahen krna chahye
    Hum ko trading k lye shuro me investment bilkul bhe nahen krna chahye es trah hum apni investment wali raqam zaya KR den gy hum ko pehle sekhna chahye us k baad hum ko Pak forex forum par Kam KR k bounce hasil KR k us se trading krna chahye shuro shuro me kabhe bhe investment na kren ese me he faida Hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Starting me investment nahen krna chahye

    g han dear trading ke start mein hamen investment nahin Karni chahie.K trading ke start mein hamare pass itna jyada experience aur knowledge nahin hota ki Ham jyada se jyada profit Hasil Kar paye isliye hamen start mein sirf bonus per hi trading Karni chahie aur jab hamara paas itna jyada experience aur knowledge ho jaega ki Ham acche Ban jaen hamen itna yakin Ho jaaye ke Agar ab Ham investment karenge To hamen profit hi hoga aur Agar hamen yakin Na Ho To hamen investment nahin Karni chahie aur hamen bonus per hi trading karte rahana chahie Taki hamen nuksan Na Ho aur jo bhi hamara Paisa hai vah investment karke Jaya na ho isliye pahle aap Yun spaartrading karte rahen aur jab aap is kabil Ho jaen ki aap ek acche se dar Ban chuke hain aur jyada se jyada profit kam a rahe hain to aap investment karke achcha profit cancel Karen aur Apna karo bar padhen.
    • #3 Collapse

      Re: Starting me investment nahen krna chahye

      G ha dear hum phly mahant krty hy to us ko chya investmnt krty hy to us main loss bi a skta hy to us main hum agr wo aram sy nikal skaty hy lakin mhnat mr i chay jis sy hm ko bhot kuch hasil ho pata hy agr hum mahant krty hy to esi waja sy ham kamayb ho paty hy
      • #4 Collapse

        Re: Starting me investment nahen krna chahye

        Forex trading men new traders ko starting men investment nhi karni chahiay balkay bonus pe trading karen kiun k forum pe posting k zariay acha knowledge bhi milta hey aur acha bonus bhi milta hey aur jab forex trading ka acha knowledge aur experience mil jay tu phir beshuk achi investment karen
        • #5 Collapse

          Re: Starting me investment nahen krna chahye

          dear friends g han ap ny thk kaha hy hamye starting me investment nhe krna chahiye hamrye pass experince nhe hota hy jis ki wja sy hamri investment zaya ho jati hy
          is keliye hamye phely experince hasil krna chahiye phir ham investment kr skty hy...
          • #6 Collapse

            Re: Starting me investment nahen krna chahye

            Yes dear trading main step by step agy barhna chahiye, first forum say achi learning kay sath demo account pe practice karni chahiye, is kay bad forum say receive hony waly bonus per trading kar kay expert banain, or finally investment account banayan. Q keh loss ki surat main, investment recover karna bahut mushkil hay.
            • #7 Collapse

              Re: Starting me investment nahen krna chahye

              G haan bilkul starting men hamen bilkul investment nahe karne chahea. Hamen chahea ke hum pak forex forum bonus generate karen aur use he trading pe istemal karen. Yaad rahe apko keh pak forex forum se kamaya howa bonus ap just instaforex pe trading men batoor investment laga sakte hyn. Yeh ak bahut bari offer hy aur hamen chahea is offer se zeada se zeada mustafeed hoon. Jub hum forex ke qabliyat aur knowledge hum arooj pe ajae to phr investment karne chahea. Takeh apke profit ka margin aur barh sake.
              • #8 Collapse

                Re: Starting me investment nahen krna chahye

                dear friend ap na bilkul theak kaha ha k forex trading mn new join krnay walon ko shro mn sirf bonus k sath trade krni chayay aur jb achha trading experience hasil ho jay tub investment krni chayay ta k apki investment zaya na ho aur ap achhi earning bhi hasil kr sken
                • #9 Collapse

                  Re: Starting me investment nahen krna chahye

                  duniya mein Koi bhi business kar rahe hain aap usmein sirf kis rog mein kam ho sakte hain ki aap use per kitni jyada mehnat karte hain aur aap usko kitna jyada time dete Hain forex trading bhi duniya ke Baki business ki tarah bhi ek mission se hai aap isko jitna jyada time denge aur ismein itni jyada se jyada learning karenge aap ki kamyabi ke chances bhi itne hi jyada hai jis tarah Baki business time aur investment aur Paisa mangti hai ISI tarah forex trading bhi main bhi kam hone ke liye sab chijen bahut hi jyada jaruri hai hamen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Starting me investment nahen krna chahye

                    ji han brother aapki baat bilkul theek hai Forex Mein jo new members aate Hain To unko starting Se Hi investment karke trading nahin karni chahie Bal ke unko kuchh month form per kam karna chahie aur demo account per practice karke experience Hasil karna chahie aur jab unke pass achcha knowledge ho aur accha experience ho to hi unko investment karke trading karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Starting me investment nahen krna chahye

                      Ji bilkul bhai Jab Ham new Forex to start Karte Hain To Ham logon ko apni real investment Nahin Karni chahie Ja sake. Ham new hote hain hamare pass koi experience Nahin Hota trade ka Hamen bilkul Nahin Pata Hota Ke Sara Mein Kaise trade Hoti Hai Kis Tarah Star Plus photo hota hai kaise take profit photo Ta Hai To Ham Logon Ko is Waqt demo account practice karni chahie ya FIR Kisi bhi form ko join kar lena chahie aur bonus account per Ham Apne real account experience game Karen aur jab Ham expert Ho Jaaye Uske bad Ham apni investment kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Starting me investment nahen krna chahye

                        hum es mai investment kar kay hum es main trade lga skty hain our hum es main bgir pison kay account bnaty hain our hum es main kam karty hain forex 1 aasan business hain hum es main mahnat say kam kar kay hum es main boht sa pisa kmaty hain our hum apne zrurton ko pora karty hain hum es main den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Starting me investment nahen krna chahye

                          G han hamy pehly bonus sy trading krni chahye kui k bonus leny k lye apko pesy nai deny party apko posting krny sy bonus mil jata hai agr apna bonus account wash bhi ho jata hai tu agly month apko aur bonus mil jata hai es lye jb apko acha experience hasil ho jaye tb apko real investment krni chahye aur acha profit lena chahye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Starting me investment nahen krna chahye

                            ji bilkul Ham sabko starting mein kabhi bhi investment nahin karni chahie balki starting mein hamesha bonus account se Hi start Lena chahie Taki Ham Forex mein acchi tarah se trading kar sake aur acchi tarah se learning bhi kar sake aur acchi tarah se earning bhi kar sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Starting me investment nahen krna chahye

                              Ji ha starting Mein investment Nahin Karni chahie new trader ke paas experience Nahin Hota Jiski vajah se vah acchi trading nahin kar sakta hun trailer ko chahie ki vah sabse pahle Forex trading business ko samajhne ki koshish karen knowledge feel Karen basics Hasil Kare mehnat Karen Jab baccha experience Ho Jaaye to investment Karke profit Hasil ki Ja sakti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X