Hamen market mein trend ke sath trading karni chahie aur hamen koshish karni chahie ke Ham market ke a trend ko acchi tarah se samajh Kar trade open Karen aur market mein main trend ka pata lagane ke liye hamen hamesha Hi trendline ko istemal karna chahie aise hamen kafi acchi madad mil jaati hai aur hamari trading kafi acchi Ho jaati hai isliye hamen isko istemal karna sikhana chahie tab hi Ham kamyab ho sakte hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим