Adress mistakes ki waja se acount verify nhi hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Adress mistakes ki waja se acount verify nhi hota hai
    account create karte hue hamen khyal karna chahie ki hamen adress ki mistakes nahin karni chahie FIR jab Ham apne documents ko upload karte Hain to hamara account verified nahin hota hai isliye hamen chahie ki ham apna account create karte hue mistake na Karen FIR bad mein hamara account verified nahin hota aur hamare liye problem Ban sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Adress mistakes ki waja se acount verify nhi hota hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے

    ji bilkul hamen address ki mistake nahin karni chahie agar Ham address ki mistake karte hain aur is galti ki vajah se hamara account verified nahin hota hai to hamen chahie ki Ham jab bhi Koi naya account banate hain to hamen jis tarah se account mein Ham address ko mention karte Hain to usi tarah se Ham apne document ko dekhkar adress likha Karen agar documents dekhkar address nahin likhenge to account verified nahin hoga aur yah hamare liye bahut bada matlab hota hai kyunki account ko verify karvana jaruri hai
     
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Adress mistakes ki waja se acount verify nhi hota hai

      G han idress ke waja se account ke verification complete nhe hoti hy hmean chye ke hm is business mein Aik idress ko send Karin jo member is business mein orgianl documents upload kerty hain wo member is business mein apna account verification complete ker laty hain
      • #4 Collapse

        Re: Adress mistakes ki waja se acount verify nhi hota hai

        g hn dosto forex trading ma jb ap apny account ko create krty hy or create krny k bd varify hona hota hy to varification ma koe b mistake ni krni chy jo b information mangy wo proper or sai dyni chy or es ma apny adress wagera ko b bilkul thk he dyna chy phr he ap ka account varify ho ga or koe problem b ni ho gi bd ma
        • #5 Collapse

          Re: Adress mistakes ki waja se acount verify nhi hota hai

          G han address agar match na ho to es ghalti ki waja se kabi be account ka 2nd level verify nahi hota, agar hamary trading account ka address kesi tarha se document key address key sath matching na ho to esy documents esi time hi reject ho jaty hey, trading account ka address careful ho kar apny documents key address ko dake kar hi add karna chaye ta key bad me banny wali parshani se bacha jaye.
          • #6 Collapse

            Re: Adress mistakes ki waja se acount verify nhi hota hai

            dear friend ap na bilkul theak kaha ha k forex trading sa achha profit hasil krnay k liay apkay account ki verification bahot zroori ha to apko chayay k apna adress achhi trh submit kren ta k koe mistake na ho keun k adress mistake ki waja sa apka account verify naen ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Adress mistakes ki waja se acount verify nhi hota hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
              account create karte hue hamen khyal karna chahie ki hamen adress ki mistakes nahin karni chahie FIR jab Ham apne documents ko upload karte Hain to hamara account verified nahin hota hai isliye hamen chahie ki ham apna account create karte hue mistake na Karen FIR bad mein hamara account verified nahin hota aur hamare liye problem Ban sakti hai
              aapki baat theek hai aapane theek kaha hai hamen kahin per bhi galti nahin karni chahie kyunki agar Ham galti karte Hain to fir account mein hamen masala ho sakta hai isliye hamen chahie ki Ham galti Hi Na Karen kyunki galti ki vajah se hamara account verify nahin hota aur FIR hamen Koi Na Koi masla banaa rahata hai isliye hamen chahie ki Ham jab bhi account banae to usmein theek tarike se adress mention karna chahie
               
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Adress mistakes ki waja se acount verify nhi hota hai

                Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men account open kartay waqt sahee address add karen jo documents k sath match karay tu verification jaldi ho jati hey aur agar address match nah karay tu dobara documents k mutabik apna address edit kar saktay hen
                • #9 Collapse

                  Re: Adress mistakes ki waja se acount verify nhi hota hai

                  Dear ap ki bat theek hy waqi agr hm log forex main sahi ka kerty hy tu lamzi si bat hy ky us ky pechy hjm logo koi yi bat hoti hyt ky asani ky sath hm log ismain kamyb tabhi ho skaty hy jab si kao sekhty hy wesy forex ki samjh kr bat ki jay tu asani kys ath hm log ismain makamyb nahi hos katy hy bas ap kko asani ky sath is main kamaybi ky sath shai kisa ki tarde tabhi hasil hoti hy jab hm log sahi kisam ki tarde kartyu hy per lazmis i bat hyt kya sani ky sath samjh kr trade ki jay tu hi kamayb hos katy hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Adress mistakes ki waja se acount verify nhi hota hai

                    Yes jab tak hamara address sahi nahi hoga jab tak hanara account verify nahi ho sakta 2nd level per address hi verify kerwana hota hai jis main hamy bank statement ya domicile upload kerna hota jo address account banaty huy diya jata hai usy domicile k address se match karen ager thora bhi change ho to domicile wala address likhen eik dot ka bhi difference na ho r capital words main likhen phir domicile scan ker k upload karen apka account boht jald verify hoga mera account bhi aesy hi kuch time bad verify hogya tha
                    • #11 Collapse

                      Re: Adress mistakes ki waja se acount verify nhi hota hai

                      agar aap mein apne account ki verification karvana chahte Hain to uske liye isliye aapko jitne bhi requirements hote Hain sab ko pura karna hota hai tab hi aap acchi tarah se apne account ki verification karva paate Hain isliye AAP sab ko hamesha acchi tarah se apne account ki verification karvani chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Adress mistakes ki waja se acount verify nhi hota hai

                        g ha ap nay bilkul thk kha hy hamara account tab verify ho ga aur jab hame apny malomat ko darust likhy gy is sy hamara account jild hi verify ho ga aur hame boht hi fiada hasil ho ga aur hame apny money withdrow lay skty hy hame ap na adress thk likhna chahey aur is sy hamara account verify ho jata hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Adress mistakes ki waja se acount verify nhi hota hai

                          han g adress mein to mistake bht braa isue bun sakti hy ear is mein ager ham name key bhi ghlat spell ya phr smal ya big alhabet ki mistake bhi ker dein tub bhi verification nhi ho pati hy iss liy hamin yhan per good learninig aour soch smjh ker dacumnts appluy krein takeh koi bhiproblem create na ho....
                          • #14 Collapse

                            Re: Adress mistakes ki waja se acount verify nhi hota hai

                            g han dear apke bat belkul thk hyy forex men humen agr agy ke janib jana hy to humen chaia keh hum forex ky rule ko fallow karna ho ga atab he hu forex men aachii kamyabi hasi kr skaen gy forex men insta ko jab tak hum veri fai nai karen gy to hum forex men apna profit withdraw naai kar skaewnn gy forex men zeada sy zeada mehnt karna bahot he lazmi hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Adress mistakes ki waja se acount verify nhi hota hai

                              yes agar ham address ko theek nahi likhen ge to hmain account verification mein masla ho ga is liye agar hamain buhat hi ehteyatt ke sath kaam karna haia gar ham aesa karain ge to hi ham yahan pe kaam kar sakte hain is liye hmain mehant karni hai aur is ke liye ham yahan pe kaam kar sakte hain hmain emotionless kaam seekhna hai agar ham aesa karain ge to hiham kameyab hon ge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X