new member start ma profit target ko chota rkhy...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new member start ma profit target ko chota rkhy...
    dosto forex trading ma jo new member aty hy un ko start ma profit target ko chota rkhna chy kiun k agr wo start ma he profit target ko bra rkh ly gy or un k ps acha knowledge or experience b ni hota to aisi soort ma wo bht jld apna account wash krwa ly gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: new member start ma profit target ko chota rkhy...

    In halat mein new members ko trade ko open nhe kerna chye jo member is business mein new hain un ko chye ke wo is business mein chota target rakhin acha profit hasil kerny ka is ly q ke wo member is business mein new hoty hain un ko inta Zayda knowledge nhe hota hey
    • #3 Collapse

      Re: new member start ma profit target ko chota rkhy...

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men new traders k pass acha knowledge aur experience nhi hota iss liay woh achi trading nhi kar saktay iss liay new traders apna daily profit ka target bahut kam rakhen ta k account bhi safe rahay aur thora thora kar k apna profit increase karen
      • #4 Collapse

        Re: new member start ma profit target ko chota rkhy...

        dear friend forex trading mn new traders ko chayay k woh ziada twaja profit ki bjaye learning pa rakhen keun k jb forex trading ko learn kr k trade kren to achhi earning hasil kr sktay hn aur new trader dhro mn small lot k sath crruncies k psirs mn he trade kren
        • #5 Collapse

          Re: new member start ma profit target ko chota rkhy...

          mera khyal bhi yahi hy new members k liuy keh hamin chaiy keh hum zeeda sey bhi zeeda fporex ko time dein or jo news members k liuy particulerlyt unko chaiy keh wo pehly pewhly stratring mein bhut kuym p;rfit earn krein ahysta ahyasta p[;hir tareget ko bhrty jain or phir planing k sath worjk krein or bhut zeeda mehnat krein ........
          • #6 Collapse

            Re: new member start ma profit target ko chota rkhy...

            Yes jb bonus acha mel jaye to khosis karni chahe k small lot sy he trade open ki jae, kiu k pehle he trade sy kamyabi hasil karna bhot muskil hota hai, jo member pehle he trade big lot sy open kar lety hai wo acct b pehle he week ma wash kara lety hai, kiu k risk barh jata hai,
            • #7 Collapse

              Re: new member start ma profit target ko chota rkhy...

              g dear, new members ko apni trade ma bht ahtiat karni chaiay aur safe trading ki koshish karni chaiay, unhain apni trade open karnay k liay achay chance ka wait karna chaiay aur jo b profit easily hasil ho jay usay accept karain, ziada earning ki lalach ma na paren warna wo apna account wash kara lain gay
              • #8 Collapse

                Re: new member start ma profit target ko chota rkhy...

                market main target ko pora kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain chaye is k bary main learning karni ho gi tab hi hum trade karien gay uar hamain profit ko mange kar k hi hum achi trade kany main bi asani ho saky gi aur hamain is forum main kam kar k hi hum trade karny k kabil hon gay aur hamain is main kam kar k i hum sucss hon gay
                • #9 Collapse

                  Re: new member start ma profit target ko chota rkhy...

                  Maray hisaab say naye aanay walay logo ko is may ziada tawaju apnay seeknay our malomaath hasil karnay par dena chahiwy munafa ka os waqth thak na sochay jab thqk aap ko is may buhut acha tajruba nahee ho jatha is liay jab aap is mqy acha kaam seek langay tho aap ko khudh ba khudh he is say faida milna shoro ho jaaega.
                  • #10 Collapse

                    Re: new member start ma profit target ko chota rkhy...

                    G bilkul sahi baat hy k new members ko choty profit pa trade ko open karna chahaiy takh unhain nuqsan nahi kun k iss tarahwo loss main chaly jaein gy kun k yeh un k ley new business hy jiss ka un k pas ziyada experience aur knowledge nahi hy iss ley bhut soch samjh kar kam karin.
                    • #11 Collapse

                      Re: new member start ma profit target ko chota rkhy...

                      agr ham is main new hain to hamy chota profit set kar ky is main kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain ham is main apni amrzi sy bager paso ky account bana kar be kam kar sakty hain hham isy apna life time professional be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala aik unique business hsin
                      • #12 Collapse

                        Re: new member start ma profit target ko chota rkhy...

                        humain es main kam ko karny kay ley humain es main time table bna kar hum es main kam kar skty hain to he hum es main apna targt ko pora kar skty hain forex main es main den main be kam kar skty haon our hum es main rat main be kam kar skty hain hum hum es main experience ho ga to he hum es main kamjabe hasl kar skty hsain our hum es main boht sa pisa be kma skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: new member start ma profit target ko chota rkhy...

                          Starting mein aapko hamesha apne target ko chhota hi rakhna hota hai kabhi bhi big target se nahin set karna chahie balki aap ko sambhal takat hi set karne chahie tha ki aap starting mein acchi tarah se apne translates ko achieve kar Sako aur aap acchi tarah se ending bhi kar Sako
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: new member start ma profit target ko chota rkhy...

                            G han dear bilkul pak forex business mein jab ham acha profits hasil kerna chate han to zeyda learning kerte han to zror achi earning bhe hasil kerte han new member ko cheye ke zeyda profits hasil kerne mein lalach nahi kerni cheye na hi jaldbazi kerni cheye ye kamyab business hay jis mein ham kabi bhe gher beth ke mehant ker ke kamyabi hasil ker sakty han

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X