loss hamara ustad hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hamara ustad hota hai
    hamain soch samjh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur har jee tou sath sath hoti hai aur har buisness main part time main bi job kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main planing karni ho gi tab hi hum trade karin gay aur s forum main kam kar k hihum trade karny k kabil hon gay aur market main enter hony say pahly is k bary main earn ho saky gi it is bes job
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hamara ustad hota hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Roshail پيغام ديکھيے
    hamain soch samjh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur har jee tou sath sath hoti hai aur har buisness main part time main bi job kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main planing karni ho gi tab hi hum trade karin gay aur s forum main kam kar k hihum trade karny k kabil hon gay aur market main enter hony say pahly is k bary main earn ho saky gi it is bes job
    Yes of course loss is a big teacher for us agar Ham market me loss hote hain to hamari kisi Na kisi mistake ki vajah se Hi hamen loss hota hai ki Ham apni mistakes ko note Karen jaab mein apni mistakes ko note karenge to den he Ham apne lost control kar sakenge aur agar Ham apni mistakes ko note nahin karte Hain to Ham is market mein successful nahin ho sakte hain isliye hamen apne good working ke liye apni loss ko control karne ke liye apni mistakes ko control karna hota hai
    • #3 Collapse

      Re: loss hamara ustad hota hai

      G bilkul loss hmara ustad hota hy jiss sy hmain acha lesson hasil karna chahaiy takh ham agy chal kar pareshan na hon agar hmain forex business main loss ho bhi jata hy to hmain apnj himat nahi harni chahaiy balkh hmain aur ziyada mehnat karni chahaiy jiss sy ham forex main kamyab ho sakain.
      • #4 Collapse

        Re: loss hamara ustad hota hai

        yes bilkul aisa he hai loss hamray leye ustaad he sabit hota hai kiu ke hum loss se bohat kuch seekh saktay hain.hamein chahye k agar loss ho jaye to hamein preshan nahi hona chahye balkeh isi loss ko ustad samjhna chahye aur issi se seekha jaye aur apni weakness ko note kiya jaye aur next time k leye sub recover kiya jaye
        • #5 Collapse

          Re: loss hamara ustad hota hai

          G han dear ap ny sai kha Hy ham ko chaiye ky ham is me soch smjh Kar kam kary agar ham is me soch smjh Kar kam karty Hy to ham is me achi treading Kar sakty Hy ham ko acha kam or achi mhenat karni chaiye to ham achi earning Kar saky gy
          • #6 Collapse

            Re: loss hamara ustad hota hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Roshail پيغام ديکھيے
            hamain soch samjh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur har jee tou sath sath hoti hai aur har buisness main part time main bi job kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main planing karni ho gi tab hi hum trade karin gay aur s forum main kam kar k hihum trade karny k kabil hon gay aur market main enter hony say pahly is k bary main earn ho saky gi it is bes job
            Ji bilkul nuksan hamara Bada ustad hai aur hamen agar kisi vajah se nuksan hota hai to hamen vah sikhana chahie jab Ham sikhate Hain to tabhi hamara nuksan hamare liye achcha ustad sabit ho sakta hai aur agar Ham apne nuksan se nahin sakte Hain to fir Ham is karobaar mein kamyab nahin ho sakte hain isliye hamen koshish karni chahie ki Ham apne nuksan se sikhe jab nuksan se sikhe to tab hi munafa milega
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: loss hamara ustad hota hai

              yes dear loss sa hmain apni mistakes ka pata chalta ha, jin sa hm aobay kam ko behtar bnanay ki koshish kartay hain, hmain loss sa sabak seekhna chaiay aur us ki waja bnnay wali mistakes ko pointout kar k hmain clear karna chaiay ta k hm forex ma kamyab hon
              • #8 Collapse

                Re: loss hamara ustad hota hai

                belkul thk kaha hy forex trading men humen njab loss hota ny to humen chaia keh hum forex men loss sy experince hasil karen jab hum apny he loss sy experince hasi kaaren gy to hum forex men bahot he ahaic kamyabi hasisl kar skaen gy jab tak humary pass acha experince nai ho ga tab tak hum forex men achi traddoing nai kaar skaen gy forex men experince ka hona bahot he lkazmi hy
                • #9 Collapse

                  Re: loss hamara ustad hota hai

                  Agar Hamen learn karna chahe to fir Ham kisi bhi chij ke hone se Ham knowledge Hasil kar kar sakte hain lekin Agar Ham knowledge Hasil nahin karna chahte to fir Ham Kuchh Bhi Nahin kar sakte Kyunki hamari apni will Nahin Hai To iske liye hamara apna confidence itna Hona chahie ki Ham loss ko bradash Karen aur use se learn karne ki koshish karen mehnat Karen aapki mehnat aapko Kameyab karain ge
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hamara ustad hota hai

                    Bilkul market mein job working Karte rahte hain trading karte hain loss nikale ya FIR profit Kuchh sikhane samajhne Ko Milta hai lekin jo market Mein loss hota hai to apni mistake Ko Dekhkar learning Karte Hain To andaza hota hai FIR experience banta hai trading Karte Rahane se touch Rahane Se Hi experience improve Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hamara ustad hota hai

                      G Han bikul dear forex members forex aik bohot acha or kamyaab business ha ya forex business is waqt pura world ma famous business ha is forex ma agr aap ko loss ho Jay to aap ko ghabraana nahe chaya balky pehly SA zyada mehnat karni chaya or jin mistakes ki waja SA loss huva ha koshish Karen wo mistakes dubara na Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hamara ustad hota hai

                        ji dear biklul loss hamara ustaad hi hay ham loss say hi profit ki taraf jaatay hane que kay start may jab ham market may kaam kar rahay hotay hane to ham ko andaza nahi hota hay kay market may kab up jaana hay or kab down to ham ko andaza us wakat hota hay jab kay ham ko aik loss ho jaata hay tab hi ham market ko samajh may laytay hane.
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hamara ustad hota hai

                          loss hone se hamen darna ni chahye bal keh koshesh krna chahye keh hum loss se learning hasil kren r jitna ho ske apne knowledge ko is se increase kren qk loss hamari mistakes se hota hai r agr hum apni in mistakes ko smjh len r unko correct kr len to hamare knowledge men bhi izafa hoga r kam krne ke experience men bhi r aenda hum bach skte hain loss se
                          • #14 Collapse

                            Re: loss hamara ustad hota hai

                            G han bhaii apki bat bilkul theak ha kay humaen jitna zada apny lose say seekhny ko milta ha utna zada humaen koi bhi nahi seekhana sakta ha .. humaen lose per afsos nahi karna chaiya but humaen agli bar acha karny ki koshish karni chaiay\ ..agr humaen lose ho jata ha to humaen pata chal jata ha ab humaen kis chez main lose hoga or kis main profit hoga ..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss hamara ustad hota hai

                              han g sahi kaha h loss hamara ustad hta h kuk loss sy hm sikhty hy loss sy hmy apni mistakes ka pata chalta ha r loss sy hi hm apni mistakes ko improve karty hy r again achi treading karty hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X