trading market trend mein na ho tau app saber karsakty hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading market trend mein na ho tau app saber karsakty hain
    trend sy related hum ap sy baat karte hain agar trading k waqt jub ap trading karte hain tau market jub trend ho tau tub he trade ka faida hota hai aur jub maket ka analysis keya jata hai k market is waqt trend mein nahi hai tau app ko chahye k rules ko follow karte howe saber sy kam karain agar apne risk leya aur loss be hosakta hai apko loss sy banchane kliye advise karrahe hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading market trend mein na ho tau app saber karsakty hain

    Sabar krnay wala hmesha Achi earning gain kr jata h r lalach krne wala loss ka munh dekhta hai islye forex pe thread r pist ko ghor c read kiya kren r us k ilawa trading k time agr markeet trend m nhi hai to sbar krna chahye.
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: trading market trend mein na ho tau app saber karsakty hain

      dear g han ap nay sahe bat kahe hay agar tradeing market nah ho to ham ko saber k siwa koi option bhi nahi hay s main ham ko chye k ham jo bh9 kam ko karein saber k sat kia karein nah k is main jaldbazi k sat apnay kam ko last tak nah kia karein is main ityat bhut he zaroori hoti hay .
      • #4 Collapse

        Re: trading market trend mein na ho tau app saber karsakty hain

        yes dear, jb market trend ma na ho, unstable ho ya hmain iski moment ki samajh na aa rhi ho, aisi situations ma ghalat trade open karnay ka risk na lain, bl k sabr aur tahamul k sath achay chance ka wait karain, ta k ap loss sa bachain aur safe trading kar k success hasil kar sakain
        • #5 Collapse

          Re: trading market trend mein na ho tau app saber karsakty hain

          G hy bilkul hm jb market main kam krty hey to soch semjh kr kam krna chat tb hi kamyb Ho ga jitna ziyada konwldg or experience Ho GA utna kamyb Ho ga.... Hmm chta ky mhynt kra tb hi kamyb Ho ga.... Jb hm tread kr rha Ho to hm chat ky tend na Ho to US ka wait kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky gy jeldbzi kra ga to kbhi bh kamyb Nhi Ho ga
          • #6 Collapse

            Re: trading market trend mein na ho tau app saber karsakty hain

            han g sahee kasha hy apny keh hamin narket k trend ko dhek kerr trade kerni chaiy ager ternd sahee move ker rahi ho to hamin saber kerr leni chaiy or bhtreen prfit kamna chaiy istrah huminm chaiy keh hum mukam anlysis ker leni chaiy takhe hamin loss na ho or hamin kaam kerny mein bhi asani hogi khoashis krein kwehj klabhi bhi andza na laGIN SENORS SEY mashwra zarror krein ...
            • #7 Collapse

              Re: trading market trend mein na ho tau app saber karsakty hain

              Ji Haaaan Aaaap Ne BhoT Achi Baaat Kahi Hai Agar MaRket K TrenD Ki Samajh Naaaa Aaaa Rahi Ho To HUmEn Wait kaR lenaaaa Chaahiye Or Jab Achi TaRhaaa MaRket ki Samajh Aaaa Jaaaey Us K Baaad Hi Trading Start KaRni Chaahiye iS Se Hum Kaaaafi Achi TaRhaaaa Trading Bhi KaR SakEn Gy Or Losss Yaaa AccoUnt Wash Se Bhi AccOunt Ko BaChaaaa SakEn Gy....
              • #8 Collapse

                Re: trading market trend mein na ho tau app saber karsakty hain

                forex market mai hamy trend ko follow kar ky kam karna ho ga pher he hum munfa kama skay gy forex aik oline business hain hum is mai live trading akr sakty hain hum is mai amount be invest akr sakty hain hum is maai part time be trading akr sakty hain hum is ma full time be kam kar sakty hain forex paksitan mai legal ban cuka hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: trading market trend mein na ho tau app saber karsakty hain

                  hamy market ko achy sy samaj kar is main mehant sy karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain agr ham trand ky aganist kam kary gy to hamy loss ho skata hain or hamara acccount be wash ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main makret ka yai hamary brokers ka koi be qsoor nahi hota hain
                  • #10 Collapse

                    Re: trading market trend mein na ho tau app saber karsakty hain

                    Jb trade k liye markete ka trend conform na ho to aesy main saber se kiya ja sakta hai kiun ktrend conform na uo r ham phir bhi markete main entry len to ye khud ko loss main dalny k mutradif hai is liye saber se kam le r markete ka trend conform hony ka wait karen r jesy hi koi acha entry point mily to us soorat main trade karen werna apna account safe rakhy
                    • #11 Collapse

                      Re: trading market trend mein na ho tau app saber karsakty hain

                      Jb market trend mein movement nhi krti tu us waqt side way movement krti hai side way movement k waqt trading krna theek nhi hota kionkeh market kisi aik direction mein move nhi krti is liye analysis kr k aur movement ko dekh k order place kia jana chahiye phr loss k chances kam hoty hein.
                      • #12 Collapse

                        Re: trading market trend mein na ho tau app saber karsakty hain

                        Saudi Arab ki baat theek hai jab tak market ka trend aapko find out Na Ho Jaaye tab tak aap trading bilkul Bhi Na Karen agar aap market ke Trend ke against trading karne ki koshish Karenge to aapko big loss ho sakta hai isliye Hamesha Soch samajhkar decision Le aur ek proper planning Banakar Uske according market Patron ko follow karte hue trading Karni Hogi tabhi Ham Achcha profit Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: trading market trend mein na ho tau app saber karsakty hain

                          Agr haa.thrend k satah na chaoa rhy hongy to hama.is my sahi ham aana akam.naiankr sgy gy jb takanhama panaia mhanta naia kry gy ham agy hi naia ja sgty y sahi mhanta who hi bnda kr sgta hy jo bhi apanaia sahi trha sy paratis krta hy who bnda hi kamyab hota hy
                          • #14 Collapse

                            Re: trading market trend mein na ho tau app saber karsakty hain

                            G han dear ye bat tu ap ki theak hai kay ap fotex mai kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap trading mai us kay trend ko follow kiya karain ager ap.es mai trend kay hisab say kam.kartye hain tu ap es mai kafi acha kam kar daktye hain jub kay ap es mai acha kam.kar kay kamyabi hasil kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet kay sath he kam.karain
                            $$$ Never Give Up $$$
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading market trend mein na ho tau app saber karsakty hain

                              Market jab tak Achcha trend Nahin Nikalti tab tak trade Nahin open Karni chahie Jitna Achcha trend nikalkar market Mein trade open Karenge utna hi Achcha profit bhi nikal Sakenge jaldbaji Mein trade Nahin open Karni chahie Sabar kar lena last se behtar Hota Hai Jab market mein koi acchi entry mil rahi ho tab trade open ki Jaaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X