pair eurgbp

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    pair eurgbp
    EUR/GBP ye pair monday ko 74 tuesday ko 81 wednesday ko 79 thursday ko 75 aor friday ko 91 pip tak ki movement karta hai,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    EUR/GBP bhi acha pair trading kay liye lekin baz dafa is main consolidation hoti hai kun keh dono currencies uk se belong karti hain is liye. Lekin phir bhi is main pips lagane ka moqa milta hai. Aaj kal ye pair selling trend main hai.
    • #3 Collapse

      jee brother aap ki baat darust ha lakin man nay aaj tak is man trading nai ki is lia man is pair k mutaliq zaida jan kary nai rakhta ....
      • #4 Collapse

        gee bhai aisa hota ho ga mien ne kabhe check nhe kia he aur hmein chahe keh hm apne trading mein in chezon ko smane rkhna krien aur apne trading market ke movement ko smjha krien phr trading se hmein ache earning hote he
         
        • #5 Collapse

          na bhai esy nahi hu sakta es ki daily ki move alag hoti zarori ni jo es monday move hoi tu next monday b utni hu gi yeh bilkul ghalt hai esa kabhi b nahi hu sakta yeh ap check kar laina next week sy ap ka shak dor hu jey ga
          • #6 Collapse

            Brother ye zarori nahe hai k koi bhe pair un days main must itne he movement krey us say kum ya zaeda bhe ho sagti hai ye us ki news pay depend kerta hai
            • #7 Collapse

              gee bhai forex trading mein jo bhe pair hote hien sb ke movement ese trah se hote he aur trader ko chahe keh woh jo currencies ke pairs trading mein istemal kre un ke price movement ko ache trah se smjh kr order lagae aur apne trading mein sahih experience se kam kre aur kamaybe hasil kre
               
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                monday ko zarori nahi hai ke pips exact movement keren. yeh depend kerta hai market mai kya situation chal rahe hai.market mai traders ke upar depend kerta hai.monday ko slow he hoti hai market aur friday ko week end horaha hota hai tou movement ziyada fluctuate hoti hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X