Forex trading mein bahut Sare indicators maujud hai lekin Hamen chahie ke ine indicators ke sath sath Apne experience ko bhi follow Karen aur ek proper planning ke sath kam karne ki koshish karen Agar ham just indicators per depend Karenge To Ham Kamyab Nahin Ho Sakenge Kyunki yah importance Nahin Rakhta ke Hamen indicator Har Bar ka Achcha Hi signal provide Karen.mera Khayal Hai to support and resistance indicator bahut hi Achcha hai aur main bahut dafa dekha hai ki market support and resistance indicator ko bahut follow karti hai agar Ham is indicator ke sath market Mein Munh karne ki koshish karen to Mere Khyal se Ham Achcha profit Hasil kar Sakenge.mujhe Ichimoku pasand hai main us pe aksar trades karta hoon is liye agar ham ne mehnat karni hai to hmain har aik cheez pe practice karni ho Ichimoku aik poora sytem hai is ko samajhna bhi mushkil hai magar jab practice ho jati ai to buhat achi entries milti hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим