Stop loss indicator kasy lgta ha plz koi guide kr dai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss indicator kasy lgta ha plz koi guide kr dai
    Stop loss k bhoot faidy han pr mujy stop loss indicator lgana ni aa rha plz koi experience wala mujy stop loss k bry mai guide kry k kasy or kitna lgaty han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss indicator kasy lgta ha plz koi guide kr dai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainSohawa پيغام ديکھيے
    Stop loss k bhoot faidy han pr mujy stop loss indicator lgana ni aa rha plz koi experience wala mujy stop loss k bry mai guide kry k kasy or kitna lgaty han
    Stop loss ka indicator nahe hota ap ko kud he set karna hoga ye Dear friend ap ne bil kul thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda -------se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken. is leye indicater nahe hota mere dost
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss indicator kasy lgta ha plz koi guide kr dai

      Stop loss indicator nahin hai stop loss Forex mein aik tool hai js ko laga kar trading Karne se hum ziada loss se bach saktay han aur stop loss ko laga kar trading kartay han tu is se account wash nahin hota aur stop ko kiss traha lagana hai is k leye ap ko demo account par practice Karni cahaiye aur practice mein ap stop loss ko lagana sekh saktay han aur is ko Kitna lagana hai ap is ki practice kar saktay han
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss indicator kasy lgta ha plz koi guide kr dai

        markt main kam kar k hi hum achi trade karein gayy aur indicaotr ko use kar k hi trade karni ho gi tab h hum trade karien gay aur is forum main analyse kar k hi hum trade karein ga aur is forum main kam kar k hi hum apn har zrroat ko pora karny k kabil hon gay aur hamain demo main ja k is k b ary main pracitce karni ho gi tab ih hum trade karny k kabil hon gay
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss indicator kasy lgta ha plz koi guide kr dai

          stop loss ko trade pr apply krny k lye koi indiactor nai hota hai balky hmein khud hi trade ko open krty waqt is ki value ko set krna prta hai r take profit ko bhi hm khud hi set krty hein r ye hmein money management mein bhut help krta hai is se hm loss se bach sakty hein,..
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss indicator kasy lgta ha plz koi guide kr dai

            hamy stop loss ko use kar ky forex mai kaam karna ho ga forex aik amm business ke nisbat acha business ain hum is mai raat mai be akm kar sakty hain hum is mi din mai be ak mkar sakty hain forex pakistn mi legal ban cuk hain hum is maai bager pasai oy account bana kar be akm kr sakty han forex jasa koi or business nahi han is mai hamara koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss indicator kasy lgta ha plz koi guide kr dai

              Agar aapko Forex trading business ke bare mein Kuchh Bhi knowledge Nahin Hai To aapko chahie ki aap YouTube per Forex trading business ke basic structure Sune Forex trader Christmas ke sabse pahle Basic concept clear Karen Uske bad Forex trading business ki practis Karen
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss indicator kasy lgta ha plz koi guide kr dai

                my dear friends stop loss ko indicator nahin hai balki yah ek tool hai aur aap is tool ka bahut acchi tarah se use kar sakte hain aur agar indicator ki baat ki jaaye to indicator ek aur chij hoti hai aur aapko indicator ka alag se knowledge or experience hasil karna hoga tabhi aapko pata chal jaega ki indicator kya chij hai
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss indicator kasy lgta ha plz koi guide kr dai

                  hamy stop lo ss ko use kar ky indicators ko achy sy samaj kar is main trading karni chahey pher hi ham kamayba ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa bsuiness hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala busines hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss indicator kasy lgta ha plz koi guide kr dai

                    hamy stop loss ko use kar ky forex mai kam karna hoga pher he hum bous kama saky gy frex aik amm business ke nsbat acha business hainhum is mai par titme be kam kar sakty hain hum is mai f ull t ime be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning k kam kary g to hamy loss ho jy ga forex paksitan mai legal ban cuka hain is maai hamara koi be boss nahi hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X