Short term trade kerain active mind kay sath
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Short term trade kerain active mind kay sath
    Forex pae kaam kernay walay sub members ko mein yehi kahun ga kay kaam kernay kay lye din mein koi aisa waqt muntakhib kerain kay jub aap ka mind zayada active ho aur aap burden feel na ker rahay hoon aur physically bhi aap relax hoon iss tarah aap bahut kam waqt mein aur bahut mayari kaam ker sakain gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Short term trade kerain active mind kay sath

    Bht he Acha formula dia h apny keh hmain bht he shot term trade Karni chahye Jo hmary liay zarori thii or hmain usko yahii kehna chahye kh hmain is short term s ziada b bht sari chezain Hein Jo hmary zarori Hein or hmain unko understand karna h or smjhna h
    • #3 Collapse

      Re: Short term trade kerain active mind kay sath

      Yes dear you are right, account and money management ka ye bahut he acha method hay, jab hum thora thora profit earning karty rehty hain, to is say hamara profit margin to kam hota hay mager hum different trades say profit earning kay sath sath experience bhi hasil karty rehty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Short term trade kerain active mind kay sath

        G baai aap nay sahee kaha agar hum is may mukhstasar waqth k liqy kaam karna chahthay hay tho hamay buhut ziada hazir dimaaghi sah kaam karna hoga kionka os kam waqth mah aao ko buhut samajdaari sah kaam lena hoga our asah he aap os say faida hasil kqr sakthqy hay.
        • #5 Collapse

          Re: Short term trade kerain active mind kay sath

          Hmean is business mein short term trade ko open nhe kerna chye Ager ap ko loss hota hey wo b boht zayda ho ga q ke short term trade gold y silver ke hoti hy jin ke movement mein boht zayda hoti hy or on ke spread b boht zayda hoty hain jis se ap ko boht zayda loss hota hey
          • #6 Collapse

            Re: Short term trade kerain active mind kay sath

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
            Forex pae kaam kernay walay sub members ko mein yehi kahun ga kay kaam kernay kay lye din mein koi aisa waqt muntakhib kerain kay jub aap ka mind zayada active ho aur aap burden feel na ker rahay hoon aur physically bhi aap relax hoon iss tarah aap bahut kam waqt mein aur bahut mayari kaam ker sakain gay
            Short term trading Karen aur jaldi se apna profit Le aur side per Ho jaaye mere yaar mein itna aasan nahin hai jitna aap kah rahe ho ki forex trading mein aap short term trading Karen aur jab bhi aapko achcha profit mil jaaye to aap side per Ho jaaye aapko forex trading mein bahut jyada kam karna padega aur aapko har waqt active karna padega aur secondary long term trading main aapko bahut jyada chances hote Hain ki aapka account save rahega jabki short term trading mein kafi chances hote Hain ki aapka account bhi watch ho sakta hai lekin yah bhi ye bahut kam hota hai ki aap bahut accha profit time hai sake to main aapko yahi advice karunga ki long term trading best hai.
            • #7 Collapse

              Re: Short term trade kerain active mind kay sath

              G han hmain short term trade karni chahaiy aur jab ham kam karna start krain to apny mund ko active aur fresh rakhain takh hmain business main loss na ho aur ham achi learning kar k acha profit hasil krain agar hmara experience acha ho ga tabhi ham acha earn bhi hasil kar sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Short term trade kerain active mind kay sath

                G han long term trade lgany me boht masly hen long term trade boht zyada time ly jati hen aur kabhi tu ye 2 month tk phans jati hen es lye short term trade best hai ye ek din me close ho jati hai aur es pe tp aur sl lga hota hai es lye es sy kabhi account wash nai hota es lye short term trade lgana best hai taky roz apko thora thora profit milta rhy.
                • #9 Collapse

                  Re: Short term trade kerain active mind kay sath

                  Jis kisi bhi member ko jis terha say trading kerna easy lagta hay us ko usi terha say kerna chaye kyun keh jaldi may trading kernay say loss hota hay short term trading kerna bhi easy hay or is may zeyda loss nahin hota hay or jo long term trading kertay hain un ko care kerna hoti hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Short term trade kerain active mind kay sath

                    hum soert term trading kar ky km bonus kma skaty hain forex maai hamy expert ban ky ling term trading karne ho ge forex aik internaitonal or kabe be band na hony wala business hain hum is mai bager pasia ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakaty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara k be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Short term trade kerain active mind kay sath

                      trade cheye short term ho ya long term hum sub ko cheye k jub bhe karen hamesha active mind k sath he karen kabhi bhe kisi bhe pareshani ki surat main trade ki truf na jaen or kabhi bhe risk na lain tabhi hum kamiyab hongy ..hamen phly achi tarhan sa analysis karna cheye or phir he kam karna cheye .....
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Short term trade kerain active mind kay sath

                        Forex trading mein Apne balance ke hisab se trade karni chahie aur koshish karen chhote lot sa trade karenge to hamen Los kam hoga Aur fayda bhi utna trade karte hue Stoploss use Kiya Karen fast moment mein ager hamara acha experience Hai to Ham thoda thoda karke profit earn kar sakte hain koshish karen acche trade Ka Karen aur jaldbaji mein trade na Karen.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X