Soch samjh k trding kar k profit leina

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    G han hmen is business ko soch smjh k karna chahye kyun k tb hi hm is business se profit hasil kar sakyn gyn or bgair sochy smjhy agr hm is business ko karen gyn tu hmn profit nahi balky loss ho ga isi liye hmen chahye k hm yahan soch smjh k kam kareen..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Aap ki baat correct hai keh soch samj kar trading karni chahiye kun keh hum market main experience gain kar sakte hain aur is tarah hum is market main profit kar sakte hain. First hamain koi achi strategy hi adopt karni chahiye aur is kay baad hi hum is market main profit kar sakte hain.
      • #33 Collapse

        ji humein soch smjh k full planning n target set kerk trading kerni chahye with proper money and risk management isi trha hum slowly successful hosakein gay agar directly profit earn kernay kleye jump kia tu failure milay gy.
        • #34 Collapse

          aslamu alaikum:dear ye to depend karta hai jo ap trade kartay hain ke markeet kis taraf hai buying ki hai sellin ki hai aur next etc kai chances hai markeet ke us hisab se pher ap trading karein
          • #35 Collapse

            forex ko hammesha sooch samaj ker kerna chahia forex may jald bazi nahin kernay chahia iss say app kaa loss hoo sakhtay haa trading key lahiaz say app key pass jitnay zaida experince hoo gaa app ko itnay zaida faida hoo ga forex ko appp jitna zaida time doo gay app ko ittna hee zaida faida hoo gaa
            • #36 Collapse

              no i think we can't get more profit with thinking about trading in forex trade but we have to set our trade with the market trend and should change our trade with it it will give us more profit.
              • #37 Collapse

                jee han bilkul my dear friend hamy chahiye k hum soch smj k trading krain or acha earn krain sb sy zaruri hai k hum forex trading ko practice kr k business start krai ta k acha profit earn krain.
                • #38 Collapse

                  han soch samjh kr trade kro aur forex mein perfect honay ky liye ap ko mehnat karni hogi ap ko demo account par trading karni hogi aur forex market ko understand karna hoga tab ja kar ap aik perfect trade bano gy lekin yeh itna asan nahi hay is kay liye ap ko kafi time dena hoga aur profit lo.
                  • #39 Collapse

                    dear hamin chaya k har trade ko karnay sa pehlay apnay indicators aur time frame ko dakh kar trade lagane chaya kyun k jab hum bar bar trading kartay hain tou hum loss kartay hai ais liya hamin market ko dakh kar trade karna chaya
                    • #40 Collapse

                      Trading needs your great analysis and research. Especially technical and fundamental analysis and understanding of chart plays great role in forex trading. Best of luck to all
                      • #41 Collapse

                        mery khial main koi be bywqafi sy trading nahy karta sub he soch sumag kar kary hay mager chuky dicide karny walo ki be soch hoty jub invester ur decide karny walo ke soch gar bar ho to nuksan ho jata hay.
                        • #42 Collapse

                          ap ny blkul theik kha hum jab bhi trade krty hen tu humein profit ki hi talash hoti hy koi bhi trader loss k liya trade nhi krta
                          profitable trading k liya market ka trend malom krna bhot zarori hy agher hum sahi trend conform kr skain tu hum profit earn kr skty hen
                          • #43 Collapse

                            dear brothers ham soch ya smaj kar trading kar le tou acha earn kar lety hain aor forex waly kaam ma experience ya knowledge hona zaroori ha k ab market profit k tarf ya loss k tarf ja rahi ha
                            • #44 Collapse

                              dear koi b is mein loss karne to ata nai jo b ata hai profit earn karne ata hai lekin har kisi k naseeb mein profit nai hota insan ko baz dafa mar khana parti hai or forex mein ager ap demo per mar kha lo to woh behtar hai bajaye ap ko real account mein ja kar mar khani pare
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                trading main emotions loss ka sub say main reason hain aur mostly traders ki loss ki vaja bhe emotions hi hoti hay kuinkay wo market ko analysis nai karty aur just andazy ki base per postion open karty hain aur zyada profit kay laye bit lot use karty hain jis say loss ho jata hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X