learnign ki koei entiha nahi he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G bhai ap theek kh rhay hai learning or knowledge hmesha ap k sath rhnay wali cheez hai isi liye isay zyada say zyada kisi b kam k liye hasil krnay ki poori koshish kro.jitni zyada apko trading ki knowledge hogi utna hi acha ap trading say profit earn kr pao gay.Hmay thora sa trading k baray mai seekh janay k bad ye nhi sochna chahiye k hum 1 achay trader bn gye.blkay ye sochna chahiye k ap k liye itni knowledge thori hai.kbi b knowledge ki koi limit fix na kro.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      jee learning in order to insaan marty dam tak karta rehta hai zindagi ky har mor per kuch na kuch nw seekhny ko milt ahai is lye will be sy ghabrana nahi chahye balky isko jari rakhna chahye
      • #18 Collapse

        jeee dear apne theek kaha or learning ko koe limit nahi he ap jitna chaho trading k sath sath learning karte raho apke knowladge men izafa hoga or loss se bachane k tareeke information men ate rahen ge best way se trading karna aye gi
        • #19 Collapse

          learning is an ongoing process is liye humien kisi bhi field se humara ta'aluq ho hum yeha nahi keh sktay hayn kay humy is per mukammal aboor hasil ho gya hay humien her waqt apnay aap ko learning kay liye tyaar rukhna chahyee jitna learning zayada ho gi earning kay chances bhi utnay he zada hongay :)
          • #20 Collapse

            forex trading me learning ki koi limit nahi hai even that every field of our life learning ki koi bhi limit nahi hai...forex me jitna ziada hum learn karty hain utna hi ziada hum earn kar sakty hain kyu kay learn karny say experience extend hota hai or experience ki base pay hi hum is field me achi earning kar saktay hain...
            • #21 Collapse

              ys brother their is the greast importance in the trading to the learning if you are the learnier then you have to seen teh tplamne of the trading this is the best think gisn the tradin g........
              • #22 Collapse

                yes my dear friend ap ne bahot hi achi baat ki hae maen is se hundred percent mutafiq hoon aur zati tor per bhi yehi samajhta hoon k ilm ki koi inteha nahi hoti hae is liay is ko hasil karte rehna chahiay.
                • #23 Collapse

                  jee jee janaab aap ki baat bilkul theek hai janaab seekhnay ki parhnay ki koi limit nahin hoti hum saari zindagii bhee seekhtay rahain to bheee kabhee pura seekh nahin saktay hamesha hee seekhtay rehna parhta hai
                  • #24 Collapse

                    g han forex aik aisa bussiness hai jis me learning ki koi intha nhen hai is say jitna bhi knowledge hasil karou ye apko aur ziada gain k liay kehta hai matlab forex aisa karobar hai jahan p ap bhot ziada learning hasil kar k bhi apko zarorat hoti hai learning ki
                    • #25 Collapse

                      assalamu aylakum dear friend jee learning to insaan marty dam tak karta rehta hai zindagi ky har mor per kuch na kuch nw seekhny sakte ha aur ache earning kar sakte ha .
                      • #26 Collapse

                        bhai ajn forex ek aisa online business hy jis ko learning krny ki koi inteha nhi hy aap jitna zyida learn krty ho aap itna zyida isko use kr skty ho and trading kr skty ho and yh over all the world famous business hy
                        • #27 Collapse

                          Jii han hamy hamesha learning kary rahna chaye kun ke forex main humy daily kuch na kuch sikhny ko mil jata hai aur iss business main survive bhi hum tb hi kar sakty hain jab hum iss business ki learning daily basis par karty rahain gay.
                          • #28 Collapse

                            Learning ki bari ahmiyat hai aur agar hamary pass market main achi strategy ho gi to hum successful ho sakte hain. Technical knowledge ki bari ahmiyat hai aur is ki madad se hum is market main positive pips easily laga sakte hian.
                            • #29 Collapse

                              g my deatr m,ein ap ki baat se agree krta hoon forex aisa business hai jo k sumadar ki manad hai jis mein ap har roz kuch learn krte ho or is mein learning ki ko intihaa nahi to is liye hamein khud ko har roz forex se sekhna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                nhe bhai jaan mai to samjta hu is ma leanring mai apko koi pabandi nhe hoti hai issi tarha say ap posting kar k b earning b kar sakte hai and learning b kar sakte hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X