loss sa bachnay ka wahid treeka

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss sa bachnay ka wahid treeka

    loss sa bachany ka wahid tareeqa ya ha ky ap experience ko gain karyn or acha knowledge b gain akryn inko gain karny k bad hum aci trading karskty han humy chaiya k hum forex pa jab b kam karyn tu proper planning k sath karyn dosra ar humy lgta ha ky hum loss hoga u humuy stop loss jaisy tool use karny chaya ya hmari help karskty loss sa bachny ma
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss sa bachnay ka wahid treeka

      Dear forex members forex business mein agar aap loss sa bachnay chahtay han to aap ko chahiya ka forex ma mehnat karayn or is mein forex ka rules ko follow Karyn or forex business aik boohat acha or kamyaab business ha Jo puuri world ma famous ha is mein agar aap kamyaab Hona chahtay han to aap ko chahiya ka forex business ka rules ko follow Karyn or is mein mehnat Karyn is sa aap ko loss bhi nahi ho ga
      • #18 Collapse

        Re: loss sa bachnay ka wahid treeka

        G ham dear bilkul loss se bachne kilye hamain ache tarha market ka analysis or market ka experience lazmi hona cheye jitnq zeyda mehnat or himat kerte han utna hamari mehnat hamain zror kamyabi deti hay
        • #19 Collapse

          Re: loss sa bachnay ka wahid treeka

          Dear forex members forex aik bohot acha or kamyaab business ha is forex ma loss hona sa bachna k liya aap zyada sy zyada mehnat Karen or acha knowlege or experience hasil kat k trade Karen or trade krta waqt lotsize or money management ka b istamal kiya Karen is sa aap kisi bara loss hona sa Bach sakty han
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: loss sa bachnay ka wahid treeka

            Love se gumrah kar kuchh log kam chhod dete Hain lekin yah unki bahut badi bevkufi hai aise Toda kam chhod Dena ya koi samay tarikh ki baat nahin hai main yah kah de agar hamen hota hai hamen fir se continue karna chahie aur fir se account mein acchi acchi post hai karke aur chishti dekar karna chahie agar hamen loss Ho jata hai to hamen chahie ki Ham fir se apne kam ko nice se shuru Karen Taki Ham ek manth mein profit nahin a Saka sake to dusre manth mein prapt Kar sakenge duniya mein bahut log Hain Jo frustrated mein bahut jyada prapt karte hain lekin gusse mein aakar vah Kam nahin chhodate ke hamen loss Ho Gaya Ham kam chhod de yah bevkufi aur nehati Hi Na samjhi hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X