stop loss ky process ko?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Important characteristics of the currency market is the property balance Although this seems strange.Everyone knows that the sudden decline of basic property of the financial market is the forex market and the need to fully focusTechnical analysis, an analysis of the market situation based on the previous changes of prices. Used in this analysis Albianh graphics that reflect price changes for a certain time and they combine technical analysis and basic
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      you want to say that he did not need any training for that to successfully trade ?? I admit. what can occur one or more times, and then the mandatory plums. For a start of profitable trading is necessary to prepare both theoretical and practical.
      • #168 Collapse

        forex trading mai take profit and stop loss aik bhot he best way hai is say hum easily apni trading mai use kar sakte hai bhot say loag ziyada tar issi strategy ko he follow karte hai kiu k jitna humay is say faida hota hai utna humay dosre tools mai profit nhe hota hai is say hum mazeed loss say b bach kar trading kar sakte hai
        • #169 Collapse

          fx ma kam karty waqt hamy sl ko use karna ho ga tab ham fx ma acha earn kar skaty han is tara hamra account bi save rahy ga ya ak bohat acha bsiness hai jis sy ham acha eran ka skty han
          • #170 Collapse

            Stop loss k through app kafi achi trading karsakte ho and trading ki dunya me app kafi xada apnaa naam bhi banasakte ho so mere khyaal me hume chaiye k hamesha hamesha behtreen trading karne ki koshish karen and agey se agey barhen
            • #171 Collapse

              Stop loss aik aisa option hy keh aap is ko use kr key big loss sey bach saktey hain. Trading ke doran agar agar aap dekhain keh market kafi risky hy to aap aik khas target pr stop loss ka use krain, aur jaisey hi target pora hota hy, aap ki lots automatically close ho jati hain aur aap ko yeh decision nahi lena parta hy keh lots ko close krna hy ya nahi.
              • #172 Collapse

                stop loss agar che forex trading ki aik bahot hi ehm utility hae aur is k sahi istemal se admi apne losses ko control kar sakta hae aur apne profits ko barhaya ja sakta hae.......
                • #173 Collapse

                  Stop loss ka option use krna chahaye is tarah hum big loss sey bach saktey hain. Aik khas target pr stop loss ka order lagaya jata hy aur woh order poora honey pr trades automatically close ho jati hain. Is ka yeh faida bhi hota hy keh aap ko PC key samney bethney ki zarorat nahi hy aur aap ki trading bhi safe rehti hy.
                   
                  • #174 Collapse

                    han dear loog mukhtalf name sy is ko bolty hain ye aik tool hai is ko bhi must use krna chahiye ye aik acha buines shai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik real buiness hai is ko bahut ys loog kr rahy hai
                    • #175 Collapse

                      Trading main loss sey bachney key leye aur aik reasonable profit hasil krney key leye stop loss aur take profit ka use zarori hota hy. Stop loss aap ko ziada loss sey bachata hy aur take profit aap ko over trading aur greed sey door rakhta hy. Beginners ko stop loss aur take profit ka use zaror krna chaheye.
                       
                      • #176 Collapse

                        han take profit chon k zyada istamal hota hai bajaye stop loss k q k ko i bhi trader ye nhi chahta k mera itna loss ho bal k wo zero loss chata hai is waja se thora wait krta hai ktrade open rahy stop loss ni lagata
                        • #177 Collapse

                          stop loss ka use must ha demo account se experience milta. Market knowledge milta market k trends or strategies ka pta chalta hy. Market me hony waly ups and downs ka pta chalta es lye demo account boht important hy hamin chaiye k hum stop loss lazmi lagayen kiun k stop loss hum is liye lagaty hn kiun k ye bht fast market hai or agar hum without stop loss kam karen gey to hum loss kar sakty hn
                          • #178 Collapse

                            forex mai stop loss ke bohat ahmeyat hain hamy kam karty howe isy lazme use karna chahey pher he hum kabe hasial kar saky gy or loss sy bach sak y gy forex aik business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain stop loss ko hamy kabe be ignore nahi karna chahey hum forex ko apna life time career be bana sakty hain
                            • #179 Collapse

                              g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he hamen chahye ke ham apne loss ki targit me set karna chahye us targit pe hamen stop loss lagana he is tarhan ham ziyada loss se bach sakte hen ap ne bilkul theek hi bat kahi he me ap ki is bat se agree karta hu bhai jan
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Re: stop loss ky process ko?

                                forex aik online business hain hamy is mai stop loss ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai hum live or sada urdu mau trading karty hain yai is mai 24 ganty maoi sy kese wakt kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X